Dev The Hidden Power (2021)
Dev Ka Raaz: Mohabbat, Majboori Aur Shaitani Takat
Yeh kahani hai Dev ki, jiske life me mohabbat bhi hai, majboori bhi... Shaitani takatein bhi hain, aur bhagwan ki di hui rahasymayi shaktiyaan bhi. Pari ka tadapta hua pyaar, jo pyaar aur paap ki seema par khada hai... Mahakaal ki andheri duniya, uski chaalein aur woh Trimani Khanzar, jo kisi ki bhi kismat badal sakta hai... Yeh sirf ladaai ki kahani nahi hai, yeh us aadmi ki kahani hai, jo sab kuch seh kar bhi muskurata hai... Jo apne dil ke andhere kone se bhi pyaar kar baithta hai... Aur jiska muqaddar uske apne haath me nahi, par phir bhi woh sabki kismat badal deta hai.
Latest Comments
-
Montuthank you bhay nahee wo kasish wala scene nahee jb wo bomber ko doodhane jataa h dev bahar tab wo secene aata h kataa toh nahee aiss kuch hoga toh aagw dikh jaayega pr secene mai chanaging bi aayegi phele say thodaa.
-
RupaSala in loug kee zindagii mai kabhi sakoon aayega ya nahee Ab sala Ravindra ye kiya kerke chala gyaa joo Dev Kdev aur Janu sabki Hawa tight hain Baherhal dekhte hain aage kiya hotha hain Badhiya shaandar update
-
Varshaabhut badhiya update h bhay. Dekhte h pratiyogita mai kya hotha h aur is baar dev kya apni waqt chakra badal ptaa h ya nahii dekhte h. bhay update itna late kyu aare h. Waiting FOR next update
-
JothikaWelcome bro waise too muze bi zarurat h kee mein bi apni kahani restart Karu per tab tak tm sambhalo apno lajwaab kahani say mene tumhari yeh kahani read kee h bohot achi h
-
RanveerBadhiya shaandar update Masoom k saath court shaadi hu gai ab mandir mai hnaa Baki hain halanki ye kon loug joo Jeena nahee chahte aur Marne chale Aaye Govind ji bi maan gaye saath rehne k liye sai hain Dekhte hain ab dev in sabka kiya dasha kerta hain
-
BharatTow Arav thaa joo galt fehmi mai apne hi beta ko Marne ja raha Dev ne saari galt fehmi door kerwayi Ab dekhte hain mandir sirf masoom kee shadi hongi ya phir aur bi ladkiyon kee Badhiya shaandar update bhay
-
Pujabhay Neha wala kaa scene mat kat krna pls baki faltu scene too kuch laga nahee mere ko sab gajab k hi lage mere ko waki aapki marzi
-
Greeshmasecene cut nahee nahee h koy bi bhay faltu yaa extra khene ka matalab joh cheez jaha honi caahiye wo chezze waha naa hokar kahin or aa gai vahi sai karungaa
-
Nehaarav toh bhay h hi ek number ka samajh hi gaye honge ap shadi or madap toh sajate rehate h ye toh ek sacch rahega hi aabhar waise bhay
-
Tulseebhay biwi k nakhare kisne nahee utahaye dev kaha kee alag top h krna hi padega naaa joh wo kahe dasha toh sabke joh dev say milega uskah behaal hi hogaa


