DEV THE HIDDEN POWER - ULTIMATE UNIVERSE – New Episode
Update 15
ghrr के andar से gunshot आया thaa — पर awaaz mai panic नहीं… sirf confidence thaa.
jaesa kisi ne warning shot दिया hu… bus power dikha raha hu.
Window के frame से barrel बाहर आया —
इस baar barrel stable,
elbow locked,
cheek weld perfect.
ye कोई amateur नहीं thaa.
Mere dimag mai saare purane missions एक saath chl rahe the…
पर yaha karunga kese?
ye world alag thi, मेरे dushmani alag the…
mai एक aesa agent thaa joo sirf maar-kaat से mission khatam krta thaa.
mene pas khadi bache की cycle के mirror से angle banaya —
reflection mai एक नहीं, तीन killers dikh rahe the.
Stance trained, corner cover, entry hold perfect.
pr halki si fusk bi mili —
footsteps coordinated नहीं the। Perfect team नहीं… लेकिन experienced definitely.
Lagta kisi contract के liye ye team juldi bani thi.
mene socha: “Apni identity के liye kisi ko marne नहीं doonga… ye मेरे zameer ko fit नहीं hoga.”
Low tone mai:
mein: “Sir… इस baar galti ya fear kaa case नहीं। ye लोग काम karne waale haen.”
SHO की naino mai sirf calculation.
SHO: “Weapon?”
mein: “Ek MP5 knockoff, दो pistols। Warning fire दिया entry secure rakhne के liye… hostage hila तो aglaa shot headshot hoga.”
Sharma shocked: “Matlab professional gunde?”
mein: “Professional नहीं… career criminals। Difference hotha h — trained नहीं, पर mare bina wapis नहीं जाते.”
SHO एक second khamosh। fir heavy tone:
SHO: “Tu क्या kehna chahta h?”
mein: “Sir… muze andar jaane की permission चाहिए.”
SHO: “Bina shield के? Itne साल experience hone के बाद bi mai नहीं jaa raha… tu jayega?”
mein: “Training hi useless h अगर real mai test mai naa utari.”
Line nikalte hi samajh गया — mene apne baare mai ज़्यादा reveal krr दिया.
pr chhodo… abi in logon ko bachana h.
SHO की naino mai decision dikh गया.
SHO: “Dev… jaa.
Agar tu andar गया, तो mission h — और police yeh bolna chahti h की hamare department mai एक ldka aesa bi h joo mission khatam krta h.
Meri gut feeling keh rahi h.”
Sharma: “Sir, backup—”
SHO: (हाथ से rokte hue) “Backup aayega तब tak doosra warning shot headshot ban jayega.”
mene 2 second mai plan final किया:
• Front entry = suicide
• Side lobby broken wall = dead angle
• mein distraction, Sharma ji cover fire
• Non-fatal takedown, hostage priority
SHO ne seedhe naino mai देखा:
SHO: “Agar एक bacha ya stri mar gai… khatam.
Agar sab safe… तो Dev Thakur kaa nam तब tak नहीं poochenge जब tak tu khud na bataye — tu h kon.”
Deal heavy thi.
pr us moment dar नहीं… sirf adrenaline + calm.
mein: “Done। Waise… mai bus Dev Thakur ho, एक Constable.”
Sharma ji shotgun pump.
mene 5 count के बाद side lobby से low crawl entry li.
Andar scan — एक second:
• Hostage left corner
• Shooters triangle formation
• Attention front gate pe
Perfect.
Floor से glass kaa tukda slide किया — intentional noise.
jaesa hi teenon kaa muzzle मेरी tarf ghuma —
world slow motion mai chali gai.
1 → Launch kick → wrist break
2 → Throat press → choke-lock
3 → Left elbow reverse lock → pistol slip
Pehla shot chhoota — पर mein already hostage के ऊपर human shield ban chuka thaa.
Bullet मेरे right shoulder से एक inch दूर से guzar के wall mai lagi.
10 seconds.
bus 10 seconds.
Teen criminals neeche, cuff position mai.
Wife-bacche safe, ro rahe the gale lag krr.
SHO entry liye, scene देखा और rukh gaye.
Uss एक second mai unkah warrior + police officer + pride — sab smile krr utha.
SHO: “…constable level kaa काम नहीं h, beta.”
mein ne naino से jawab दिया — mein constable hi rehna chahta hun.
pr SHO casual नहीं the अब…
SHO: (slow, kaatne wala tone) “nahee… muze lagta मेरे station mai कोई police की power dikhane आया h.”
Baat khatam bi नहीं hoyi thi की
FLASH — FLASH — FLASH!
10 camera lights naino mai tapak pade.
Anchor ldki mic nose pe le aayi:
Anchor: “Sir एक min! ghrr wale bol rahe naye Inspector ap hi aaye haen!
Sector 30 के new inspector hu ap?
Aapne तो literally JAADU krr दिया!”
mein कुछ bolta usse pahle SHO aage badhe —
SHO: (rage + control) “HOLD! Sab शांत! Camera NEECHE!
Yaha press conference नहीं, crime scene h.
Sab बाहर। abi.”
mein bi gusse mai peeche से chilla raha thaa:
mein: “CAMERA BAND KARO! BOL RAHA hun BAND KARO!”
2 min बाद street silent.
mein SHO के pas:
mein: “Sir… aapne bataya kyu नहीं mai constable ho?”
SHO: (sarcastic smile) “Pagal hu क्या?
Sab LIVE chl raha thaa — TV, YouTube, FB.
Ek baar narrative unke हाथ mai chali gai na… फिर rank, history, sachchai — sab unke tweets decide karenge.”
mein khamosh.
SHO: “Matlab tumhara dimaag sirf threat catch krta h?
Camera, media, crowd — कुछ matter नहीं krta.
Danger आया और poora brain switch ON?”
mein एक second khamosh… क्योंकि sacch yahi thaa.
Phone baja — घर से.
Saloni didi, Isha didi, mummi sab TV dekh chuke the.
ghrr pahuncha तो mahoul alag thaa.
TV pe headline: “INSPECTOR DEV THE FIGHTER”
or घर mai मेरी तीन “best didis” + mummi + chacha ji — sab एक saath मेरी fighting pe Gyaan pel rahe the.
bus yahi bacha thaa life mai… अब तो घर mai bi hero ban गया, bina bataye.
mein कुछ bolne hi wala thaa… पर तभी SHO aage badhe —
unki awaaz mai public control + rage kaa perfect mix:
SHO: “HOLD! HOLD! Sab के sab शांत! Camera NICHE!
Yaha press conference नहीं chl rahi!
ye crime scene h — hume humara काम karne दो.
Sab लोग बाहर। abi!”
Reporters peeche hat gaye, wires drag hote hue.
mein abi bi gusse mai peeche से chilla raha thaa:
mein: “Camera बंद karo… BOL RAHA hun CAMERA BAND KARO!”
Sharma ji bi unhe push-back krr rahe the.
2 min बाद finally street silent…
media wall ban के boundary के peeche khadi thi.
mein SHO के pas गया — irritation + confusion full on chehra:
mein: “Sir… aapne unko bataya kyu नहीं की mein कौन hun? Ek lafz bol dete तो sab clear hu jaata.”
SHO ne muze 3 second tak देखा — naino mai judgement नहीं, sirf observation.
SHO: “Pagal hu क्या?
wo sab LIVE chl raha thaa — TV, YouTube, FB sab.
Ek baar narrative unke हाथ mai chali gai na…
तो asli कौन, rank क्या, history क्या — sab unke tweets decide karenge.”
mein sir khujlate hue:
mein: “Sir… mein situation mai itna doob गया thaa, dhyan hi नहीं गया.”
SHO ne sarcastic smile दिया, फिर seedha dill ❤️ mai utar gai बात:
SHO: “Matlab… tumhara dimaag sirf threat hi catch krta h?
Camera, media, crowd — कुछ matter नहीं krta.
bus danger आया और poora brain switch ON hu गया?”
mein एक second khamosh… क्योंकि sacch तो yahi thaa.
mein: “Sorry sir…”
SHO: “Don’t be Dev… bus अब joo hu गया, थोड़ा calm rehna.”
Tabhi phone baja — घर से.
mein: “Ek min sir, घर से call h.”
Saloni Didi: “Dev कहा h tu??”
mein: “Kya हुआ didi… station आया thaa, एक काम aa गया thaa.”
Saloni Didi: “Matlab wo TV pe tu thaa…???”
mein (sir pe हाथ रख के): yar kaua hu गया…
Saloni Didi: “Tu तो constable के liye sign karne गया thaa na… घर pe yahi bataya thaa sabne… फिर TV mai tuze Inspector kyu bol rahe haen??”
mein: “wo… घर aake detail mai bataunga didi.”
Didi: “Okay… aaram से aa। mein kaalej से abi aayi ho.”
Call cut.
mein ne socha — abi बाहर jaake media ko bol du की mein Constable ho.
SHO: (ghusse mai) “tm मेरे yaha hote decide karoge क्या krna h??”
mein: “Sorry sir…”
SHO: “Yaha हम dekh lenge। Tu bike nikaal और peeche से nikal। juldi!”
Bike start की — एक reporter ldki bi bike pe baith gai thi chase karne!
mein full throttle maar के bhaag गया.
Thodi der mai घर pahuncha — mahoul bilkul alag.
darwaaza khula तो Isha didi daud के aayi और gale lag gai:
Isha Didi: “Devvvvv… Deevv… maira bhaiiiii!”
mein: “Arre क्या हुआ didi…?”
Isha Didi: “joo tune आज किया na… humari pratishta kitni badh gai! Meri saari dosto phone kiye jaa rahi haen tere baare mai!”
pr दो nazrein muze kaat rahi thi — Saloni didi और mummi की.
mummi: “Isha! Tu isko ayese bolegi तो ye फिर से ayese khatarnak काम karega! Dimag bura mat krr iska!”
Isha didi मेरे shoulder pe हाथ रख के:
“Aapko ptaa h ye khabar dekh के muze laga sirf गुस्सा dikha raha h… पर ismein itni skill bi h?? Kya dishoom-dishoom maara!”
Saamne TV on — headline chl raha thaa:
“INSPECTOR DEV THE FIGHTER”
or chaar anchors baith के मेरी fighting skill pe gyaan pel rahe the.
mein sofa pe baith गया.
mein: (haste hue) “or didi… आज kaalej kaisa raha?”
Saloni Didi: (muh fula के) “ja… बात नहीं krti! Mujhse bi chhupa के rakkha tune!”
mein: “mene क्या chhupaya aapse?”
Saloni Didi: “Itni zabardast fighting कहा से sikhi??”
mein: (muskurate hue) “Arre bus… movies dekh-dekh के aa gai.”
Chacha ji: “accha ji? 10 second mai goli के beech haddi todna movies से sikha? Majak krr raha h!”
Isha Didi: “kahin से तो jalne की boo aa rahi h…”
Sab haste hue एक saath मेरे ऊपर toot pade.
or mein bus sofa pe baitha muskurata raha —
bhut badhiya update h bhay. haan bhay update too mast h.ab yeh koun aaya h dekhte h.aur iske pash shaktiya h kee nahii dekhte h.aur ab aage kya hoga woh dekhne k liye intejar h Waiting for next update
Bhauuut aabhar bhay haan bhay… ab asli game shuru hu chuka h. Kaun aaya h, uske pas shaktiyan haen ya nahee — sab kuch dheere-dheere unfold hoga… Next update mai or fast twist milega bhay… bus thora sa intezar or!
DEV THE HIDDEN POWER - ULTIMATE UNIVERSE – New Episode
UPDATE 16 – THE HERO’S WELCOME AND PERSONAL DUTY
ghrr kaa drawing kamara आज bilkul uss battlefield jaisa feel hu raha thaa jahan mein दो ghante pahle thaa —
bus यहाँ goliyaan नहीं chl rahi thi, sawalon की baarish hu rahi thi.
mein sofa के kone पर baitha thaa, हाथ abi bi thode stiff the, पर चेहरा bilkul normal जैसे कुछ हुआ hi नहीं.
TV पर wahin footage baar-baar chl rahi thi —
मेरा uss gunde kaa हाथ modna, phir usko garden के beech patak देना,
और background mai anchor की chilla-chilli:
“Ek नया nayak… Inspector Dev!”
jb “Inspector” wala shabd phir से goonjha,
Chacha ji ne remote से TV mute किया और apne chashme के ऊपर से muze uss tareh देखा जैसे X-ray hun.
Chacha ji (हाथ hilate hue):
“Dev… sacch bata beta। ye joo tu garden mai dusre आदमी ko white-wash की prakaar ragad raha thaa… wo kaunsi film kaa scene thaa? Itni safai से gardan pakad के कोई movie hero bi नहीं patakta.”
pura kamara एक saath has pada.
bus mein hi थोड़ा sa awkward smile de गया.
mein (shoulder uchaate hue):
“Arre Chacha… darr में हाथ-pair chl gaye। jb jan pe ban aaye तो insaan कुछ bi krr jaata h.”
Isha Didi (eyebrows utha krr):
“Darr में लोग bhaagte haen Dev… WWE show नहीं karte। Tune banda hawa में utha दिया thaa! Kaun sa darr hotha h joo gravity ko ignore krr deta h?”
Sab phir से has pade.
pr एक चेहरा abi tak serious thaa — Saloni Didi.
wo dheere से मेरे pas aayi, bilkul khamosh। Mere bagal में baith krr unhone मेरा हाथ apni ungliyon में le लिया, jaisa bachpan में leti thi जब mein gir krr chot khaata thaa.
Ungliyan मेरी kalaayi और knuckles पर ruki — har joint press karke check किया की kahi swelling तो नहीं.
Saloni Didi (bahut dheemi awaaz mai):
“Lagi तो नहीं na tuze?”
mein unki naino mai dekhta raha। Wahan गुस्सा नहीं… bus wo gehra darr thaa jahan pyar chhupa hotha h.
mein:
“nahee Didi… एक kharoch नहीं.”
Unhone एक gehri saans li — और phatak — एक halka thappad मेरे kaan के neeche.
mein (shock mai):
“Arey! Didi क्या—?”
Saloni: (naino mai aashu की bijli के saath)
“Agli baar अगर bina bataye aisi जगह ghusaa… तो gunde बाद mai marenge, pahle mein teraa हाथ todungi। samaja?”
mein ne unkah हाथ apne gaal pe rakkha.
mein:
“Samajh गया मेरी Hitler Didi… pakka promise.”
Sab sip quiet। kamara mai एक emotional warmth aa gai.
Tabhi mummy pani kaa glass लेकर aayi.
face unkah utra हुआ thaa.
mummy:
“ptaa नहीं क्या avashyakta thi police mai jaane की। khabar dekh rahi thi mein… kese goliyaan chl rahi thi। Dev, tu abi bi chhod sakta h। Papa से बात krr lenge.”
mein uth krr mummy के kandhe pakad krr unhe sofa पर bithaya.
mein:
“mummy… अगर mein वहाँ नहीं hotha… तो एक pura pariwar khatam hu jaata। Aapne देखा na uss chhote bachche ko? jb mein उसकी mummy ko safe nikal krr laaya… usne muze हाथ jod krr देखा.
wo aabhar… wo sukoon… wo kisi और job mai नहीं milta.”
mummy ne jawab नहीं दिया — bus मेरी nazar utaarne lagi.
or तभी…
Ting-Tong
Kabir Bhaiya ne gate khola.
Samne khade the Pratap Uncle, Deepti aunti… और unke peeche — Devika.
Pratap Uncle andar आते hi bina कुछ bole muze gale laga लिया.
Pratap Uncle (garv से bharpur):
“Sher h tu! Commissioner से बात kari mene। wo keh raha thaa — ‘Pratap, ye ldka constable के liye overqualified h… isse तो special ops training mai hnaa चाहिए!’”
Deepti aunti (halki hasi mai):
“bus karo Pratap। Bachche ko saans तो lene दो.”
Devika gate के pas hi khadi thi, arms cross kiye hue.
muze dekhti rahi — जैसे kisi case ko study krr rahi hu.
mein dheere से उसके pas गया.
mein (whisper mai):
“Andar नहीं aaogi? Ya Inspector Dev kaa autograph चाहिए?”
Devika (half-smirk):
“Inspector? tm तो constable banne gaye the। Promotion express train से मिला क्या?”
mein (smiling):
“Lambi story h… कभी bataunga.”
Devika serious hu gai। bahut ज़्यादा serious.
Devika:
“mene footage frame-by-frame देखी। Tumne jis prakaar cover लिया… jis prakaar tumne entry की… wo कोई video khel reflex नहीं hotha.
wo training hoty h। or wo bi military level.”
maira heartbeat थोड़ा off beat hu गया.
ye ldki… bina uniform के bi investigator h.
mein (topic ghumate hue):
“tez learner hun। bus.”
Devika:
“Jhooth mat bolo। pr theek h — abi mein tumhara pol kholungi नहीं.
halanki sacchai चाहिए muze… आज नहीं तो कल.”
wo andar chali gai, पर nazar aakri pal tak मेरे ऊपर tikki rahi.
Uske बाद nasta हुआ, मेरे baare mai कुछ baatein hu gai और dheere-dheere rath apne charam पर aa gai.
rath ko sab so gaye.
mein balcony mai akela khada thaa.
Hawa thandi thi… पर मेरी body से एक alag garmi nikal rahi thi — adrenaline bi नहीं… कुछ और.
mene अपना हाथ uthaya —
vahi हाथ jahan wo clock-mark glow हुआ thaa.
Ab वहाँ कुछ नहीं thaa। Skin bilkul saaf.
pr mein jaanta hun…
wo glow imagination नहीं thaa.
jb mein un gundo के घर mai ghusaa thaa…
joo reflex आया…
joo accuracy thi…
wo मेरा नहीं…
wo Agent Dev thaa joo कभी Joker के nam से jaana jaata thaa.
Meri purani identity joo humne daba di thi.
Ek thought seed jaisa man mai ugne laga —
Kya मेरी shaktiyan wapis aa rahi haen?
Ya sirf adrenaline?
Tabhi phone vibrate हुआ.
Unknown number kaa message…
“Hero bann’na aasaan h, Dev…
पर hero bane rehna मुश्किल.
aj jinke aadmiyon ko tune toda…
wo sirf gunde नहीं the.
Real game अब shuru hotha h.
– V”
mein freeze hu गया.
“V”…
mene turant call back किया.
The number you are trying too reach does not exist.
mein balcony की railing पर ungliyan tight krr के khada raha.
Meri एक heroic entry ne sayad मेरी puri जिंदगी ko एक nayee jungle mai dhakel दिया h.
Inspector wali pratishta ne कुछ galt logon kaa dhyaan bi kheench लिया h.
Agli subah की shuruaat shanti से नहीं, balki shor से hoyi.
ghrr के बाहर kaa nazara kisi high-budget film set jaisa lag raha thaa।
Suraj nikalne से pahle hi media की vans ne humari gali ko gher लिया thaa।
OB vans के antennas chhaton की tarf taane hue the और reporters mic pakad krr gate के बाहर ayese taak lagaye baithe the जैसे shikaar kaa intezaar krr rahe hon.
daddy drawing kamara की khidki के parde के peeche से darrte hue jhaank rahe the.
daddy: “Dev, tu बाहर kese jayega? ye लोग तो bhediyon की prakaar khade haen। tuze kachcha kha jayenge sawalon से.”
mein apne kamara में ready hu raha thaa। Shirt के button lagate hue sheeshe में देखा — aakhon में कल rath की thakan thi, पर iraada mazboot.
mein: “mein front gate से jaunga hi नहीं Papa। Padosi wale uncle की chhat से pichle raaste nikal jaunga.”
Kitchen से Saloni Didi bhaagte hue aayi। Haath में मेरा tiffin box.
Saloni Didi: “rukh, ye le। Bhookha mat rehna.”
Unhone tiffin मेरे bag में daala और मेरे dono kandhon ko pakad krr naino में देखा.
Saloni Didi: “or sun… आज वहाँ jaakar hero banne की koshish mat krna। Chupchap काम krna और waqt से घर aa jana। samaja?”
mene muskurate hue didi के gaal kheenche.
mein: “Yes Boss। Tension mat lo… और ap kaalej jaogi na?”
Saloni Didi: “Haa… Naina aayegi, उसके saath tempo से chali jaungi.”
mein chupke से pichle से chhat पर aa गया। Deewar phaand krr uncle की chhat पर chadhna aasaan thaa। Wahan से neeche utra और tang galiyon से hotha हुआ mein road पर aa गया। Chehre पर rumaal pahle hi baandh लिया thaa.
Ek chalti hoyi tempo rukwayi और station की tarf nikal गया.
Station pahunchte hi maahaul में एक ajib sa badlaav ehsaas हुआ.
Kal tak gate पर khada santri muze dhang से dekhta bi नहीं thaa, आज constables kaa group discussion krr raha thaa। jaesa hi mein utra — sabki nazrein mujh पर.
Sannata chha गया.
fir santri aage badha, chaudi muskaan के saath.
Santri: “Aao ji aao! hamare station के ‘Singham’। bhay, maan gaye tuze। Kal से SHO sahab kaa mood itna badhiya h की pooch mat। Tune तो thane की pratishta bacha li yar.”
mein halka sir hila krr andar ghusa.
Andar bi लोग respect से dekh rahe the… कुछ में pratishta, कुछ में jalan.
Sharma Ji muze dekhte hi cabin की tarf ishara किया.
Sharma Ji: “Dev, seedha SHO cabin में jaa। Sir subah से teraa hi wait krr rahe haen.”
“Jai Hind Sir” bolkar mein andar dakhil हुआ.
SHO peeche jhuke hue the, chai kaa cup हाथ में.
SHO: “Aaja Dev। Baith.”
Unhone मेरे baithte hi akhbaar phenka.
Front page पर मेरी dhundhli photo.
Headline: “Mystery Cop Saves Family in Sector 30 – Real Hero aur Vigilante?”
SHO: “Dekh raha h? Department खुश, public खुश। pr एक problem h.
Tu official papers pe abi bi Constable h… और media tuze Inspector bnaa chuki h.
Commissioner office kaa order — abi confusion clear mat karo। Public sentiment police के favour में h.”
mein khamosh.
SHO: “Toh अब से teraa काम badh गया h। Uniform pehenega, field work ज़्यादा milega। Files में constable rahega, team में tairi aawaz officer की prakaar suni jayegi। Manzoor?”
mein: “Bilkul manzoor Sir.”
SHO: “Good। Ab serious बात.”
Report uthayi.
SHO: “Kal joo gunde tune pakde… teeno ICU में। Doctors keh rahe haddiyan aisi technical जगह से todi की 2 mahine pani kaa glass bi नहीं utha payenge.”
mein sharminda, nazrein jhuka li.
SHO: “fariyaad नहीं krr raha। Guns की forensic aayi — Army Batch की chori hoyi guns से match.”
maira dimaag click.
mein: “Matlab connected?”
SHO: “ha। Humne एक bade saanp की punchh dabayi h Dev.
or ha… wo message joo tuze rath ko आया thaa…”
mein chauk गया.
mein: “Aapko kese ptaa?”
SHO ne phone dikhaya — vahi message.
SHO: “muze bi आया। Sharma ko bi.”
kamara में sannata.
SHO: “Dev, tune sirf एक pariwar नहीं bachaya। Tune kisi बहुत badi चीज़ ko chhed दिया h.
Ab tu police wala h ya agent… muze farak नहीं padta.
bus itna bata — क्या tu iss game के liye taiyaar h?”
mein unki naino में देखा। Darr gayab… purani thandak wapis.
mein: (thos aawaz) “Sir… अगर game unhone shuru किया h, तो khatam हम karenge.”
or bi kafi baatein hoyi…
darwaaza zor से khula.
Sharma Ji bhaagte hue aaye, paseena bheega हुआ.
Sharma Ji: “Sir! Sir! Ek और kaand hu गया!”
SHO: “Kya हुआ Sharma? Saans le pahle.”
Sharma Ji: “Sector 6 के school के pas… एक school bas hijack hu gai h। Poori bas gher li h unhone.”
SHO: “Demand क्या h?”
Sharma Ji ne मेरी tarf देखा — naino में darr.
Sharma Ji: “Unhone कहा h की wo kisi से बात नहीं karenge… siwaye Inspector Dev के.”
maira nam sunte hi sunn rha गया.
fir एक shabd ne world hila di — Sector 6 School.
subah Saloni didi boli thi — wo Naina के saath Sector 6 wale kaalej jaa rahi haen tempo से…
maira rakt jam गया.
mein: (badbadate hue) “Saloni…”
SHO: “Kya बोला tune?”
mein: (aawaz ladkhadate hue) “Meri behen… Sir, मेरी behen और cousin वहाँ hu sakti haen। wo आज वहाँ gaye the usi sector में.”
Ab ye sirf duty नहीं thi.
Ab ye personal thaa। bhut personal.
mein: “car nikaliye Sharma ji.”
DEV THE HIDDEN POWER - ULTIMATE UNIVERSE – New Episode
UPDATE 17 – THE RIDE too HELL
Police jeep kaa siren sadak kaa seena cheerta हुआ goonj raha thaa.
Sharma Ji driving seat पर the, accelerator pura floor tak daba हुआ thaa।
Steering पर unke हाथ safed pad gaye the, itni zor से pakda हुआ thaa unhone.
mein bagal wali seat पर thaa.
Bahar buildings peeche chut rahi thi, hawa fast thi, पर मेरे kaano में sirf sannata thaa.
Haath में phone — screen पर “Saloni Didi” kaa nam blink hu raha thaa.
Tring। Tring.
Ring jaa rahi thi। पर कोई utha नहीं raha thaa.
Har ring के saath मेरा dill ❤️ एक beat miss krr raha thaa.
mein (man में): “Utha lo Didi। please galti से hi sai, phone utha lo.”
Sharma Ji ne एक glance मेरी tarf देखा.
Sharma Ji: “Dev… shant rha। Zaruri नहीं की wo usi bas में hu। Sector 6 बड़ा h, sayad market में hu, ya auto में hu। Tu negative mat सोच.”
mene aankhein kholi। Unme अब aashu नहीं, एक ajib sa khali-pan thaa.
mein: “Sharma ji… मेरा dill ❤️ कभी galt signal नहीं deta। wo wahin h.
or अगर usse एक kharoch bi aayi…”
Sentence pura नहीं किया.
bus dashboard पर rakhi apni gun ko tight pakad लिया.
Hum Sector 6 के School area में pahunche.
Nazara kisi nightmare से कम नहीं thaa.
Yellow school bas sadak के beech khadi thi — saare sheeshe kaale paint से pote hue.
Chaaron tarf police barricading.
50-60 parents ro rahe the, police से ulajh rahe the.
Media kaa jamawda dugna.
Jeep barricade ko paar karte hue hue andar ghusi.
mein chalte hue jeep से neeche kooda.
SHO Sir bi dusari gaadi से uatar krr jaha, map bichha krr strategy bnaa rahe the sab waha kadhe hu gaye.
SHO: “Dev! Yahan aa!”
mein bhaagta हुआ unke pas.
mein: “Sir, situation क्या h? Andar kitne लोग haen?”
SHO: “bas में 15 bachche और 3 teachers.
Thermal cameras paint की wajah से fail.
bus एक demand — ‘Inspector Dev ko bhejo’.”
Tabhi bheed से एक cheekh —
“Dev! Dev….!”
mene mud krr देखा — Naina Didi.
Baal bikhre, aankhein suji hoyi, dupatta mitti में latha.
wo cordon todne की koshish krr rahi thi.
mein daud krr unke pas.
Unhone मेरा collar pakad लिया और phoot-phoot krr rone lagi.
Naina: “Dev… wo andar h! Saloni andar h!”
maira dimaag sunn pad गया.
mein (kandhe pakad krr): “Didi… shant hu jao। Batao हुआ क्या? ap लोग तो tempo से jaane wale the?”
Naina (rote hue): “Hum stand पर khade the… auto नहीं मिला….
School bas aa rahi thi… Saloni ne कहा bachche haen, safe rahega, lift maang lete haen…और उसके saath yaha tak aaye
mein pani lene neeche utri thi… और तभी wo लोग chadh gaye!
mene देखा Dev… unhone Saloni के sar pe bandook rakhi thi! wo मेरी wajah से andar rha gai!”
Naina dharti पर gir gai.
SHO ne muze peeche से pakad लिया.
SHO (zor से hilate hue): “DEV! Control!
Agar tu emotion में गया तो galti karega। or tairi एक galti की saza tairi behen bhugtegi.
bhay के emotion mai mat rehna abi। samaja?”
mene एक gehri saans li.
Andar kaa toofan एक pin-point focus में badal गया.
Naina ko Sharma Ji के hawale किया.
mein: “inkaah dhyan rakhna। mummi-daddy ko phone mat karne देना.”
fir mein bas की tarf ghuma.
face patthar jaisa.
Megaphone cheen लिया.
mein (loudspeaker पर): “mein Dev hun! Bahar khada hun!
Tumhari demand poori karne आया hun.
Sabhi bachod और मेरी behen ko हाथ bi lagaya… तो yaad rakhna, yamalok में bi chhupne की जगह नहीं milegi.”
bas kaa front दूर Hisss… khula.
Andhere में से एक आदमी nikla — chehre पर Joker mask usko dekh krr जैसे मेरे dimga mai कुछ azeeb si chuban hoyi shayad मेरा mind wo mask लेना caah raha tha..
Ek हाथ में gun.
doosre हाथ से baalon से pakad krr Saloni Didi ko aage किया.
Unke maathe से rakt beh raha thaa.
Honth sookhe, aankhein darri hoyi.
pr muze dekhte hi darr gayab — bus pukar और manaahi.
Saloni Didi (chilla krr): “Dev… mat aa! ye trap h! ye लोग tuze maarne aaye haen!”
Hijacker: “khamosh!” — gun kanpatti पर press.
Didi ne aankhein बंद krr li.
maira हाथ mutthi में kass गया, nakhun skin में ghus gaye.
Hijacker: “Aaja Hero!
pr shart — Shirt utaar। Belt utaar.
koy weapon नहीं, कोई mic नहीं.”
SHO ne dheere कहा: “Dev, mat krr। Sniper arrange krr rahe haen.”
mein (bina mude): “Sniper aane tak trigger daba dega Sir। Risk नहीं le sakta.”
Belt kholi, dharti पर phenki.
Shirt के button एक jhatke में tode — phenk di.
Shareer kasa हुआ, कुछ bachpan के zakhmon के nishan dhoop में bijli rahe the.
mein (SHO से): “Sir… अगर 10 min में बाहर na aaun… emergency escape formation ready krr देना.”
Dono हाथ ऊपर karke, nange badan, bas की tarf badha.
Hawa rukh gai thi.
Sannata aesa की jooton की aawaz sun sakta thaa.
Pehli seedhi chadhi.
Joker mask wale ne gun मेरी chhaati पर taani.
Hijacker: “Welcome Inspector.
V Sir ne कहा thaa… आज teraa asli test hoga.”
mein bas के andar dakhil हुआ.
darwaaza मेरे peeche बंद hu गया.
Ab mein, wo, और मेरी Saloni didi और baaki bache और teacher the yaha.
bhut hoyi herogiri…abb moth से samana karne की baari h.
DEV THE HIDDEN POWER - ULTIMATE UNIVERSE - Continue reading for full story
dill ❤️ say aabhar bhaiyo kaa Asha h kee aage bi aapko mere updates passnd aaye or aache bade review ap likh paaye Love you & thanks for the constant support
Relavant source : click here