Rajkumari Key Hatya (2021)

Dil Ki Dhadkan: Pyar Ka Dikhava

Ek dil ki kahani, do pyar ki baat. Ek shadi, do pyar, ek sachha, ek dikhava. Rajkumari ki kahani, jismein pyar, dikhava, aur sacchai ka mel hai. Pyar karna, par shadi kisi aur se. Dil se pyar, par haqikat kuch aur. Aap bhi is kahani mein kho jaoge, aur apne dil ki dhadkan sunoge. Kya aap is kahani ko chalne denge? Kya aap is pyar ki kahani ko padhenge?

JustWatch Icon3% (39,700)
(7)
Shilpa Kumari

Chapter

20 Chapter
Rajkumari Key Hatya

Latest Comments

  • avatar
    Hetal
    bhay mere update say bade toh apke review h. Btw apake sab sawal kaa jawab mil jayega.pr ek bataunga sushama us ghrr kee ladaki nahee h. Oh PA hone k karan usi ghrr k dur ek chote say apartment mein rahati h
  • avatar
    Kanchan
    bhut mast update bhay Badi akede dekha raha ise maloom nahee h k bhay sahab raja yaha k nahee bina koy kaam kiye yeha koy paani bi nahee deta h
  • avatar
    Alkaa
    Superb update tha bro or present k scene bhut hi shoking the or suspenceful bi akhir kaun h wo dono or sayad bade bhay ne chote bhay k upar prahar kia?khair kahani bhut sai jaa rahi h,or us ldki ko photo k saath kaunsi address di gai.
  • avatar
    Shailee
    bhay ap too hume sochne parr majbur krr rahe hu . yea kahnai too present past me chl rrrahe h . aapki story Assassin's creed kee darsan na karwa de bhay. plot bhut badhia lagg rraha h bhay. or kafe aachaa likh rahe h ap. keep posting
  • avatar
    Nita
    bhay sacch kahu toh joh mann mein ata h vaise likh denge.q kee joh writer kaa likhane kaa style hotha h oh apne say match nahee hoga.
  • avatar
    Atul
    bhay ap likh rahe hu toh ap bi toh writer hue na, or aapka style jb tak apna na hu, toh kya fayda. jb kisi say milta julta na hu tabhi toh anupam hoga.
  • avatar
    Kamini
    Awesome update kahani kaa plot acha banaya jaa raha h sukumari k saath kharab huya or sushma usska fyda bhut achchi prakaar say utha rahi h.ab aage dekhte hein kya hotha h

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *