Reborn - ( System) – New Episode
Update- 05 ~ Awakening (2)
Slurp। Slurp। Slurp.
Virat neend mein kahraa utha.
" Neko। muze chaatna बंद karo."
Slurp। Slurp। Slurp.
" Damn it, Neko!!."
Uski silver jaisi aankhe khul gayi aur उसकी chest पर bethi chhoti si black cat ko ghurne lagi। Neko bi jibh nikale usse ghur rahi thi, mano एक aur baar chaatne ko ready hu.
Virat ne अपना चेहरा ragadte हुआ एक aah bhari। Kal rath usse bilkul neend नहीं aayi। uskah mind teji से doad raha thaa, aur SSS- rank kaa talent pane kaa utsaah usse jagaye hue thaa।
halanki apni thakan के bawajud wo muskuraye bina na rha saka.
Usne Neko ko pakad लिया aur usse kaskar gale laga लिया.
"tm bohot pyaari hu। Tumahari purple aankhe मेरे baalo से bilkul match hoty h- bilkul taqdeer की prakaar। tm aur mein, कुछ dill ❤️ churaa lenge, thik h?"
wo muskuraya.
"jb mein tumhe कुछ kahu too bus cute act krna."
Neko ne उसकी tarf आंख mari। fir, bina kisi warning के --
wo guraai aur virat के chehra पर panje marne lagi.
" Argh! Damn it, Neko! Agar tm नहीं chahti too bus mana krr दो! Direct मेरे chehra पर kyu hamlaa krr rahi hu? Meri sabse badi sanpati, tm bigad rahi hu!"
Virat ne usse chuddane की bohot koshish की, लेकिन uss chhoti see cat ne कोई kripa नहीं dikhaai.
Knock। Knock।
Ek avaaj ne unki ladaai ko baadhit krr दिया.
" Young master, Lady Shreya awakening kamara mein aapki waiting krr rahi h."
Virat haar mann krr saans chodi। Usne neko ko नीचे utara aur bad से बाहर nikal आया.
" mein 5 min mein wahaa pahoch jaungaa."
Virat के chehra के bhav badal gaye। Uski playful energy fikey pad gayi and उसकी जगह determination ne le li.
aj har cheej की starting thi.
Virat एक ornate दूर के samne khadaa thaa.
Uske seer पर bethi neko की purple aankhe dim light mai chamaak rahi thi, joo उसके hairs ko perfectly mirroring krr rahi thi.
Virat ne दूर push krr khola and under kadam rakkha.
kamara simple, lekin mesmerizing krr dene wala thaa -- walls gehre purple colour से paint key hue thi, and silver के dhaage interrupt pattern mai bune hue the.
lekin जैसे hee उसकी aankhe kamara mai ghummi, उसकी aankhe chhodi hu gayi.
Bune hue designs mein से एक design vishesh thaa - Ek Cat, jisse silver की embroidery mein barikey से craft किया gaga thaa.
Virat ne apni aankhe sikodtey hue Nekl की tarf देखा.
"muze ptaa thaa। Yeah too ghisi-piti बात h। humare family से tumhara क्या relation h?"
Original novel mein इस detail kaa कभी mention नहीं किया गया.
I wonder why.
halanki usane uss though ko jhatak दिया aur फिर से focus किया। kamara ke canter mein एक Crystal orb एक ornate platform पर rakkha हुआ thaa.
Yeah awakening crystal thaa - एक relic joo एक ancient ruin mai khoja गया thaa, jisse बाद mein master artificers and runesmiths dwara replicate किया गया
uskah purpose ?
Body mein sahaj roop से Mana ko infuse krna, forming a core, and apni innate talent ko awakening krna- फिर extraordinary realm mein first step uthana.
Ek simple process।
" tm yaha aa gaye, मेरे bacche."
Virat apni right aur muda.
Shreya waha khadi thi, एक manmohak purple colour kaa gown pahne, silver जैसे white hair shoulder पर lehra rahe the। Uski presence graceful and commanding dono thi।
Ek moment ke liye wo yeah note karne से khud ko नहीं rok saka--
" Yeah family, sacch mein purple colour से love krti h, h na?"
halanki तभी-- usse कुछ ajib बात naazar aaye.
Shreya की nazar neko पर tikki hue thi.
Uski violet aankho mein कुछ rare- surprise jhalak raha thaa.
" apki beti मेरे bete के sath kyu h Luminara?"
wo inwardly boli, aur apne thought kisi unseen vyakti की aur mod diye.
Neko ne apni nigaahe sthir rakhi, wo nidar thi, yaha tak की wo thodi aatmsantust bi dikh rahi thi kyokey usne khud ko Virat के saar के upaar aaram से beitha लिया thaa.
Ek avaaj-- silken kintu cold-- answered in her mind.
" kaal rath usne muze chain से rehne नहीं दिया। wo kisi bi dasha mein Virat से milne की jidd पर adee rahi। muze daar thaa key अगर wo muze pareshan krti rahi too mein usse puri prakaar से freeze krr dunga, issliye mene usse jaane दिया." -- Luminara
Shreya की aankhe darken hu gayi.
" aur aapne muze inform karne के bare mein नहीं socha?"
" Yeah bachho के bich kaa matter h। Shreya, अब mummy murgh की prakaar acting krna बंद karo."
jaesa hi shreya bahas karne wali thi--
" mummy, क्या हुआ? Kya हम abi start krr sakte h yaah नहीं?"
Virat की avaaj ne उसके thought ko cheer दिया aur usse present mein wapis ley aaiye.
Usne halki see aah bhari and smiled.
" Of course। bus अपना hath crystal पर rakho। mene saari jaroori preparation krr li h".
halanki उसके mind mein एक last thought आया--
" Luminara, yeah abi khatam नहीं हुआ."
Response mein manoranjan की एक soft si avaaj gunji.
Shreya की avaaj nirdeshatmak hu gayi.
" जैसे hi tm crystal ko touch karoge, tumhari body mein Mana kaa pravaah shuru hu jayega."
" Mana की type tumhari affinity पर depend krti h-- humare Weaverheart bloodline mein always Ice mana kaa upayog hotha raha h."
" tumhara task uss mana पर control krna and apne dantian के form me एक core बनाना h."
" Ek baar जब tumhara core stabilize hu jayega, too tumhara talent awake hu jayega.
" क्या tm samaj rahe hu?."
Virat ne saar hilaya.
" ha mummy."
aesa नहीं haen की usse explanation की jaroorat thi-- wo too yeah sab pahle से hee jannta thaa.
Shreya ne crystal की tarf ishara किया.
" too फिर start karo."
Virat aage badhaa and Awakening Crystal के samne khada hu गया.
Huuuu.
Usne deep breath li and khud ko shant किया.
Usne अपना hath crystal पर rakkha.
Kuch seconds nikal gaye। Crystal flickering, जैसे usko analyz krr raha hu--तभी, Ice Mana उसकी body mein umad padi.
Uski body mein एक sharp cold spread hu gayi। Uski body suddenly kamp uthi.
" Focus, Virat! Isse control karo aur apne core form banao."
Shreya की avaaj gunj uthi.
Virat ne apne teeth pis liye.
Usne apne under के Mana ko pakad लिया-- and wo surprise हुआ, yeah mehsus हुआ। effortless.
Natural।
Uskiaankhe chhodi hu gayi.
" Yeah मेरी SSS-rank affinity के wajah से h."
uskah confidence badh गया। Usne Ice Mana ko aasani से command किया, molding it, compressing it --
And कुछ minutes के बाद, उसके dantian mein एक brilliant blue core form hu गया.
Yeah spandit hu raha thaa, jisase एक naram, cold bijli nikal rahi thi.
Then---
BOOOM !
Pure kamara mein Ice fail गया.
Awakening Crystal freeze hu गया and फिर thousands pieces mein bikhar गया.
Frost erupted, crawling up the walls, splitting them apart.
Hawa bi cold hu gayi, and isase overwhelming power के sath cracking hoty hue avaaj aane lagi.
Sab कुछ Ice mein sama गया.
aur इस sabke canter mein--
Virat completely untouched khada thaa, उसके purple hair ice से bijli rahe the।
aesa lag raha thaa जैसे ice ne hi gale laga लिया hu.
Shreya की sanse tham gayi। Uski putliya sikud gayi.
kamara kaa temperature aur bi gir गया-- Virat की wajah से नहीं, balki उसके apne avishvas के karan.
"। aesa नहीं hu sakta." Shreya ne fusfusate hue कहा, उसकी avaaj muskil से sunai de rahi thi।
jaesa hi wo sahaj roop से piche hati, उसके pair की eddi के नीचे mana crystal के tute hue tukde chatke lage। Usne apne lifetime mein countless awakening देखी thi -- great prodigious, monstrous talents, exceptions ko define karne wale। लेकिन yeah.yeah too bilkul another level पर thaa.
SSS rank ?
Barso mein first waqt उसके hath kampp rahe the। Khud ko sambhalne के liye shreya ne muthiya bhich li.
" Luminara। muze batao ko yeah real h."
" Oh, yeh real h." Shreya के under की avaaj ne haste hue कहा " tumhara beta कुछ aesa ban गया h joo world ne sadiyo से नहीं देखा."
Shreya kaa sadma dheere-dheere kisi aur chiz mein badal गया.
Ek wild, overwhelming sense of pride.
Uske lips पर एक smile ubhar aaye -- na sirf khubsurat, balki manmohak। Ek ayese smile joo triumph, dominance and एक mummy के unshakable conviction से bhari thi, jisne hammesha apne bete पर believe किया thaa.
Usne gehri sans chodi, उसकी aankhe ice के sabse sharp tukde की prakaar bijli rahi thi.
" jaisa मेरी baby से umeed thi."
Halaki, Virat ko कुछ aur hi mehsus हुआ.
Uske mind mein एक jankhar gunji-- joo उसके system की notification से different thi।
Ding!
Uski aankho के samne एक golden panel appear hue.
{ congratulations, Virat Weaverheart। }
{ You are now connected too the Akashic Records.}
{ You have awakened two talent: }
-- Hand of Ice ( D-rank)
-- Sovereign of Ice ( SSS-rank )
{ Your D-rank talent has been absorbed by Sovereign of Ice }
{ Assessing your existence.}
{ Ding! Ding! Ding! }
{ EXPECTATION.}
{ You have received a title.}
{Title Obtained : " The Reincarnator."}
{ Your existence has been greatly elevated। }
Virat chamaktey words ko ghurta raha.
fir, dheere-dheere उसके hoth muskurahat mein badal gaye.
Ab chije aur bi dilchasp hu gai h.
.
.
like krna mat bhulna.
Reborn - ( System) – New Episode
Reborn - ( System) – New Episode
Reborn - ( System) - Next part miss mat karna
Relavant source : click here