Thukra Ke Mera Pyaar Sab Mera Inteqam Dekhenge (2023)

maa ka pyaar sagi maa ne mujhe thukraya

Thukra Ke Mera Pyaar SAB Mera Inteqam Dekhenge Pahad Ki Choti Main ro raha tha, pahad ki choti par khada, phoot phoot kar ro raha tha. Mere dil ka dard tha, maa ka pyaar nahi mila, parivar se dhitkaar mili. Maa ne mujhe bhula diya, ameer pati ke liye. Maine pyar kiya, par kisi ne mujhe pyar nahi dia. Ghar me pyar mila nahi, bahar bhi pyar mila nahi. Maine priya se pyar kiya, par wo bhi mere dil se khelti rahi. Sab ne mere pyar ka mazak banaya, har koi mere dil se khelta aur hasta hua mera mazak uda kar mujhe dhitkarta hua. Maine apni zindagi me pyar ki talash ki, par sab ne mujhe zaleel kar diya.

JustWatch Icon62% (621,948)
(24)
Raj99

Chapter

51 Chapter
Thukra Ke Mera Pyaar Sab Mera Inteqam Dekhenge - Pahad Ki Choti

Latest Comments

  • avatar
    Girija
    Nice update bhay agar ikita aakash kaa sachha pyar h toh aakash ko baaki ladkiyon say dur rakh khaaskar bahar wali baaki joo family h jaesa tanshree ikitaa ramya aur dharsih kee pehli patni(olga nahii) aur dharish kee saas ko chor ke
  • avatar
    Akhilaa
    vah nice update litika k pass bi power h woh bi zeher wala kahin uski mummy k pass bi nahee koy power isiliye akaash un dono k mind ko read ni krr pa raha
  • avatar
    Tanisha
    Chalo likita ne atleast priya ko bacha liya. Ab likita ky kregi priya ke saath dekhte hain. baaki ek fantasy hain kee priya or likita kaa agr lesbian hu too baaki kahani jesi chl rhi hain ek dam op h.
  • avatar
    Nithya
    Thanks superhero say kon pyaar nahee krta haan. har ek kee life mai aane wala mard/ldki special hu. ayese hi sapno dekh dekh too har koy jawaan hotha haan
  • avatar
    Bhavyaa
    Samjh skta ho bhay mene bi try kia thaa par kahani ko Readers ke ganit say turn de diya too jesa maine socha thaa Vesa kuch bi krr hi nahee paya. iss liye kahani ko on spot chord diya
  • avatar
    Draupadi
    wo sab toh thik hi bhay halanki ek baat h jaruri. woh ye h kee apni dusri story pe kuc update dedo or agar break liya h toh wohi bata do
  • avatar
    Vrajesh
    Thanks sab hoga. bohut kuch hoga. itna hoga ap sochna bi nahee sakte hu bhay wese likita janmo say tadap rahi haan sab usay purana janam yaad aayaega tab halat dekhne wali hongi
  • avatar
    Deepak
    Thanks gusse mai or hosh kho dene say aesa hi hotha haan joo sunne ko mla haan aakash ko. aisi halat mai too uasy aana hi thaa
  • avatar
    Chittra
    Thanks jisne goli thi, woh beta thaa, jise goli lagi, woh mummy thi. aakash kaa too koy saga hi nahee. too mummy ko goli lagna kaa too woh badla le hi nahee sakta. kuch or baat hoyi too saamne aa jayegi
  • avatar
    Deepa
    yes bro . story alag hi chl rahi haan. story say kuch characters ko samjh pana asan nahee hoga. joo aam sa character dikhe, usay aam samjh galati karoge ap. some characters are very mysterious

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *