prem h Tumse - A kahani Of Emotions [Full StoryD] – New Episode
Update 47
Mega Update
Suraj की kirane zameen पर dastak de chuki thi, time thaa subah के 9। Arshu bed पर so rahi thi, उसके chehre पर sote hue bi udasi chayi thi। Use आज थोड़ा sa bukhar bi chada हुआ thaa। woh dhire dhire apni aakhe kholti he, subah uthkar sabse pahle Aarav kaa चेहरा देखना yeh too उसकी aadat si ban gai thi। halanki iss time Aarav उसके pas नहीं thaa, woh uthkar beth jati he aur washroom mai dekhti he too Aarav waha पर bi नहीं thaa, woh bedroom से बाहर akar kitchen mai check krti he लेकिन Aarav too घर mai thaa hi नहीं। Arshu bedroom mai akar Aarav ko call karne के liye अपना phone uthati he too uspe Aarav kaa message dekhti he।
Aarav:
Arshu muze subah subah urgently office jana pad raha he, tumhe batana chahta thaa लेकिन tm so rahi thi iss liye mai mobile पर message krr के chala गया। aur haan Breakfast bnaa दिया he kha लेना, aur dawai लेना bhulna mat, aur mai एक meeting mai hone की wajah से sayad tumhara call na attend krr pau too fikar mat krna, mai Lunch से pahle hi घर ajaunga। aur tm araam krna Sweetheart। Love You।
Darasal Aarav subah 7 baje hi office chala गया thaa, जब woh neend से jaga too Arshu उसकी baho mai so rahi thi, Aarav use jagana नहीं chahta thaa। too usne uthkar breakfast bi bnaa लिया, jane से pahle usne Ek baar Arshu ko देखा too woh अब bi so rahi thi, इसलिए usne pahle Arshu के mobile पर message krr दिया aur khud उसके hont chum krr घर से nikal गया।
Arshu जब yeh message padhti he too use abtak aesa hi lag raha thaa के Aarav कल rath की बात से naraz he। woh Aarav ko call krti he लेकिन woh एक meeting mai thaa iss liye usne अपना mobile silent पर रख दिया thaa। Arshu juldi से kapde change krti he aur घर से nikal jati he Aarav के office। Pure raste Arshu apne ap ko कल की बात के liye kose ja rahi thi। Kuch der बाद Arshu waha pahoch jati he woh tezi से andar ajati he, receptionist use dekh krr pehchan jati he too woh Arshu के pas ajati he।
Receptionist: ma'am क्या हुआ ap yaha kaise?
Arshu: Aarav कहा he, muze unse abi milna he.
woh hanfte hue kehti he।
Receptionist: ma'am sir too meeting mai busy he.
Arshu: maine कहा muze abi unse milna he, woh कहा he?
Ab Arshu rote hue kehti he, use rota dekh Receptionist bi Arshu ko rokna sai नहीं samajhti। aur woh Arshu ko apne saath meeting kamara की tarf le chalti he।
Waha meeting kamara mai 6 लोग bethe hue the, aur Aarav samne khade hu krr unko kisi project के bare mai samaja raha thaa के तभी दूर open hotha he, Arshu darwaaza khol krr Aarav ko dekhte hi उसकी tarf dodne lagti he aur bhagte hue Aarav की baho mai jaa krr rone lagti he। Arshu ko rota dekh Aarav ghabra jata he। Waha bethe sab लोग apni जगह से uth jate he, Aarav unhe nazro mai hi बाहर jane kaa ishara krr deta he। Sablog waha से बाहर chale gaye। halanki Arshu too अपना rona बंद नहीं krr rahi thi.
Aarav: Arshu। Kya हुआ tm ro kyu rahi hu?
halanki Arshu कोई jawaab नहीं deti.
Aarav: Arshu please rona बंद karo, aur muze batao na क्या हुआ?
woh Arshu ko alag krna chah raha thaa, लेकिन Arshu ne use kas krr pakad लिया thaa।
Arshu: ap mujhse अब bi naraz hu। Isi liye muze bina jagaye, mujhse बात kiye bagair hi chale aye yaha। mai aapse mafi mangti ho, I am Sorry। please muze ayese ignore mat kijiye।
Uski बात sunkar Aarav अपना एक हाथ apne mathe पर marta he।
Aarav: yar Arshu tumna। pahle tm rona बंद karo.
woh jese hi Arshu ko apne से alag krta he aur उसका चेहरा apne haatho mai thamta he too Aarav ko ptaa lagta he के Arshu ko bukhar chada हुआ he.
Aarav: Arshu tumhe bukhar he, aur tm ayese hi chali ayi.
woh fikarmandi से Arshu ko chair पर bithate hue kehta he। aur khud उसके samne नीचे dharti पर beth jata he।
Arshu: muze woh sab नहीं ptaa, लेकिन please muze maaf krr dijiye। mai कभी aapse gusse से बात नहीं karungi।
woh apne kaan pakad krr Aarav से kehti he। aur firse Aarav ko gale से laga krr rone lagti he।
Aarav: Arshu tm pagal too नहीं hu gai? maine कहा na mai tumse naraz नहीं ho, aur बात rahi subah की too itni subah kyu jagata mai tumhe?
woh Arshu के sar mai हाथ ferte hue kehta he।
Arshu: ap.sa.sacch mai। Mujhse Naraz नहीं। hnaa?
Rone की wajah से Arshu की awaaz bi ladkhada rahi thi.
Aarav: tumhari kasam Arshu mai tumse naraz नहीं ho।
woh Arshu के हाथ thamkar kehta he। Uski बात sunkar Arshu के dill ❤️ ko tasalli milti he। woh अपना sar नीचे krr leti he। Aarav उसकी chin pakad krr उसका चेहरा ऊपर krta he.
Aarav: Arshu tm sachme muze itna hi samajh payi? Akhir mai kaise tumse naraz hu jata?
Arshu: waisi बात नहीं he, woh too ap कभी mujhse Bina बात kiye, muze bataye bina kahin नहीं jate, aur आज ayese। too mai bus darr gai thi।
woh bohot hi masumiyat से jawab deti he, jise sunkar Aarav kaa dill ❤️ pighal sa jata he.
Aarav: chalo tm मेरे cabin mai betho, mai bus 5 min mai meeting khatam krr के ajata ho, okay?
Arshu haan mai sar hilati he, Aarav use बाहर le ata he aur Receptionist ko keh krr use apne cabin mai bitha deta he, कुछ der बाद woh apni meeting khatam krr के Arshu के saath pahle clinic chala jata he, kyu के Arshu ko आज bukhar chada हुआ thaa।
Dusri tarf Harshad, Rahul aur उसके कुछ आदमी Bangalore pahoch chuke the।
Harshad: chalo too iss game kaa shubh Aarambh karne kaa time hu गया he। Kallu, Raja, ptaa he na क्या krna he tm dono ko?
woh apne आदमी की aur dekhte hue kehta he.
Kallu: haan boss, ptaa he।
aur yeh kehkar woh dono kahin पर chale jate he।
Harshad: majaa ayega अब too। chl Rahul tabtak हम apne काम ko anjaam dete he।
Rahul: kyu नहीं papa, chaliye।
phir woh dono gaadi mai beth krr एक khandar si जगह पर chale jate he, aur waha charo tarf apne admiyo ko khada krr dete he।
Raju sabse pahle Aarav के company के manager ko pakad leta he।
Raju: Matharchod। Awaaz mat krna नहीं too sari goliya utar dunga tujhme।
Usne Manager के sar pe gun lagate hue कहा।
Raju: chl juldi tere boss ko call krr aur bol juldi से yaha ajaye एक zaruri काम he। aur iske bare mai zikr bi किया too yaad रख tere biwi baccho kaa क्या dasha karenge।
Majburi mai Manager Aarav ko call krr deta he।
Aarav Arshu ko le krr घर agaya thaa, dono iss time khana kha rahe the। Aarav use dawai de deta he aur bedroom mai jaa krr Arshu kaa sar apne sine पर रख के, उसके sar mai ungliya ferne lagta he, Dawai की wajah से Arshu ko neend si arahi thi। Tabhi Aarav ko manager kaa call ajata he।
Aarav: hello.
Manager: Sir.sir ap please abi office aa sakte he, एक important काम he।
Aarav: क्या? abi, क्या मेरा ana zaruri he?
Manager: haan.haan sir.
Aarav: अच्छा thik he।
aur woh call cut krr deta he.
Arshu: kiska call thaa?
Aarav: sweetheart Manager kaa call thaa, कोई important काम से muze waha bulaya he।
Arshu: okay। ap chale jayiye।
Aarav: लेकिन.
Arshu: ap chale jayiye muze too waise bi neend arahi he, ap bus juldi ajana.
woh Aarav के chehre पर हाथ रख krr kehte he।
Aarav: okay Sweetheart, अगर mai call na uthau too dar mat jana।
woh Arshu ko subah की बात yaad dilate hue kehta he, ispar Arshu अपना muh fula deti he।
Aarav: haye। aesa lagta he yeh gaalo ko kha hi jao.
yeh kehkar woh Arshu के gaal kaat ta he.
Arshu: ahhhhh, pagal।
woh अपना gaal sehlate hue kehti he।
Aarav: Arshu mai nikal raha ho, thodi der mai ajaunga। aur tm so jana.
woh tayar hu krr Darwaze की tarf jate hue kehta he.
Arshu: Rukiye।
woh piche से Aarav kaa हाथ pakad krr kehti he। Aarav उसकी tarf dekhne lagta he के तभी Arshu उसके ekdum kareeb akar Aarav ko kiss krr deti he। Aarav उसकी kamar ko pakad krr Arshu ko apne से sata leta he। halanki तभी Arshu ne Aarav kaa hont kaat दिया.
Aarav: Ahhhhhhh। yeh क्या krr rahi hu, billi।
woh apne honto ko dabate hue kehta he।
Arshu: kyu? Mere gaal पर kaata thaa na Aapne, too yeh मेरा badla thaa।
woh kamar pe हाथ rakhte hue kehti he.
Aarav: acha? yeh बात he?
aur woh Arshu ko kas krr pakad leta he। aur उसके pet mai gud gudi karne lagta he.
Arshu: ahhh। Chhodo na.
woh zor से haste hue Aarav से kehti he, 2 dino mai आज pehli baar Arshu ko hasta dekh Aarav के dill ❤️ ko sukoon milta he, woh Arshu ko gud gudi karte hue rukh jata he। aur Arshu kaa चेहरा apne haatho mai tham leta he.
Aarav: Arshu tm bus ayese hi haste raho, iss hasi के liye too apni jan bi de sakta ho।
Arshu: ap kyu aisi ulti sidhi baate karte hu? Agar aapko kharoch tak ayi too मेरे dill ❤️ durd के mare til मिला jata he।
woh udas si shakal bnaa krr kehti he।
Aarav: अच्छा अब udas mat hu, mai मेरी jan से promise krta ho के mai humesha humesha के liye तुंहारे saath hi rahunga।
woh Arshu kaa चेहरा thamte hue kehta he.
Arshu: promise?
Aarav: pakka promise।
Ispar Arshu के chehre पर hasi ajati he, phir woh Aarav ko kiss krti he aur Aarav घर से gaadi लेकर nikal jate he, Arshu दूर बंद krr के bedroom mai jaa krr so jati he लेकिन घर के बाहर कोई aur bi thaa, joo yeh sab dekh raha thaa।
Kallu: boss, londa nikal गया he।
Harshad: thik he, tu अपना काम krr aur muze batana काम honeke बाद
Kallu: okay boss.
phir woh call cut krr deta he aur dhire से घर की boundary wall से kud krr घर के बाहर Mobile Network Jammer fit krr deta he। Kuch der बाद उसका काम hu गया too woh घर के dur ajata he aur अपना phone nikal krr Harshad ko call krr deta he।
Kallu: Boss jammer fit krr दिया he, अब na too us घर mai network ayega aur na hi कोई yaha call krr payega.
Harshad: bohot acche, tu bus vahi rukna, bina kisi के nazar mai aye, aur मेरे call kaa wait krr, phir woh jammer hata देना.
aur woh call cut krr deta he.
Harshad: 2 stages paar hu gaye, अब bari he Mr। Aarav ko call karne की।
aur woh Aarav ko call krr deta he, Aarav raste mai hi thaa woh dekhta he के unknown number से call araha he, too woh call utha leta he।
Aarav: hello.
Harshad: aur bata kesi life chl rahi he tairi?
Uski awaaz Aarav turant pehchan jata he।
Aarav: kutte tune kyu call किया he muze?
woh kaafi gusse mai kehta he।
Harshad: ohhh too pehchan लिया muze?
Aarav: Sun tu.
Harshad: oye। khamosh krr aur मेरी बात sun.
woh Aarav की बात bich mai kaat te hue kehta he।
Harshad: abi mai Bangalore mai hi ho। aur tairi chamiya ko maine utha लिया he, use sai salamat देखना chahta he too abi ****** iss address पर aja.
Uski बात sun krr Aarav के hosh ud jate he।
Aarav: sun अगर Arshu ko कुछ हुआ na too teraa poora khandan kothe पर bitha dunga mai.
woh bohot hi gusse mai akar kehta he।
Harshad: hahahh, abe mai chahu too abi iss जगह ko kotha bnaa sakta ho aur itna mast maal too yaha he hi
Aarav: khabardar.
Harshad: ज़्यादा bak bak mat krr juldi aja.
aur yeh kehkar woh call cut krr deta he, Aarav के pasine choot chuke the, woh pahle Arshu ko call krta he लेकिन घर mai Jammer lagne की wajah से उसका call नहीं lag paya, jis से Aarav ko yakeen hu jata he के Arshu un logo के pas he। woh juldi से Harshad की batayi जगह पर gaadi doda deta he।
Aarav: अगर मेरी Arshu ko touch bi किया too tm लोग मेरा woh roop dekhoge joo sayad hi tumne देखा he। Sabki lashe gira dunga Arshu ko हाथ bi lagaya too.
woh kaafi gusse mai gaadi ko full speed mai doda raha thaa। Usne gaadi ko us khandar के बाहर hi rok दिया, aur gaadi से बाहर utar गया, use waha aya dekh बाहर khade आदमी ne Harshad ko call krr के bata दिया के woh agaya he।
Harshad: very good, ptaa hena क्या krna he?
insan: yes boss।
Waha Aarav tezi से us khandar के gate की tarf ajata he jaha vahi आदमी thaa jisne abi Harshad ko call किया thaa। woh Aarav के nazdeek jane lagta he use marne के liye, लेकिन Aarav उसका एक हाथ pakad krr apne bagal mai pakad leta he aur us आदमी के chehre pe kohni maar deta he, us आदमी के muh से khun nikal raha thaa। Aarav use collar से pakad krr utha ta he aur उसके chehre पर 2-3 punch marke use vahi gira deta he aur khud andar ajata he। gate से andar ate hi 2 लोग hockey stick le krr Aarav की tarf badhte he, Aarav badi hi furti से un dono के bich की जगह से unke piche chala jata he aur dono के gale daboch leta he, aur dono की mundi एक hi jhatke mai mod deta he, woh dono durd के mare vahi gir jate he। mein दूर पर khada आदमी yeh sab dekh raha thaa, usne Aarav ko dekh krr apni gun uspar point krr di, aur janbujh krr Aarav से thodi duri पर goli chala di। Aarav puri prakaar से gusse mai thaa, woh us आदमी की और dod lagata he aur furti से use pakad krr उसकी gun chinn leta he aur vahi gun उसके sar mai marta he। Us आदमी के sar से khun nikalne laga thaa। Aarav gun ko हाथ mai thame darwaaza के anadar chala jata he। Andar sirf एक hi आदमी thaa, woh Aarav की tarf dekh krr hase ja raha thaa। Aarav उसकी tarf ajata he aur उसका collar pakad krr use diwar पर laga deta he aur उसके mathe पर gun रख deta he।
Aarav: Sale, hasna बंद krr aur bata Arshu कहा he?
woh आज kaafi gusse mai thaa उसके aakho mai khun sa dod chuka thaa। Tabhi Aarav के daye tarf से Harshad aur Rahul kamara से बाहर ajate he।
Harshad: Are bhay tm too ate hi hataa payi पर utar aye। Ruko too yar.
Uski awaaz sun krr Aarav Harshad की tarf gusse से dekhta he। aur Us आदमी ko chhod krr Harshad के samne akar khada hu jata he.
Aarav: Arshu कहा he khamosh chap bata de वरना.
yeh kehte hue woh gun ko Harshad पर point krr deta he।
Harshad: वरना क्या? Mujhpar goli chalayega? Hahaha
Aarav: khamosh। muze bata Arshu कहा he?
woh chillakar kehta he।
Harshad: muze क्या ptaa के tumhari behen। Ohh Sorry, tumhari Girlfriend कहा he hahahaha
Aarav: Dekh मेरे sayyam की imtihaan mat le, aur khamosh chap bata de के Arshu कहा he?
Harshad: bhay mai sacch keh raha ho, muze नहीं ptaa woh कहा he।
Ab Aarav kaa गुस्सा satve asmaan पर chala गया। Usne Gun kaa trigger daba दिया.
Harshad: ahhhhhhh। Ohh goli too nikli hi नहीं, hahaha yeh too khade loda pe dhoka hu गया।
Aarav gun ko chhod deta he aur Harshad kaa gala pakad leta he।
Harshad: are। Rukja। Rukja, batata ho batata ho।
woh Aarav के हाथ apne gale से hatate hue kehta he। Uski बात पर Aarav उसका collar pakad leta he।
Harshad: घर pe call krr, tuze ptaa chl jayega woh कहा he।
Aarav ko कुछ samajh नहीं araha thaa, woh अपना mobile nikal leta he aur Arshu ko call krr deta he। Arshu iss time so rahi thi iss baar उसका call lag jata he kyu के जब Aarav yaha pahocha too Harshad के आदमी ne Aarav के घर से jammer hata दिया thaa। Arshu juldi से call pick krr leti he।
Arshu: Hello.
Aarav: Arshu.Arshu tm कहा hu?
Arshu: mai too घर pe hi ho, so rahi thi aapka call aya too jaag gai, aapki awaaz। Kya हुआ?
Aarav: Arshu.
woh iss से aage कुछ bolta के Harshad ne apni gun nikali aur fire krr दिया.
Aarav के हाथ से mobile gir krr tut गया thaa। Goli की awaaz sunkar Arshu ghabra jati he।
Arshu: hello। Hello।
woh dekhti he के call too disconnect hu chuka he woh firse call back krti he too Aarav kaa phone बंद thaa।
Darasal हुआ yeh thaa के Harshad ne gun Aarav पर नहीं balki Aarav के piche khade आदमी पर chalayi thi, goli Aarav के ekdum nazdeek से gai इसलिए उसके हाथ से mobile gir गया.
Waha Arshu की halat bura hu chuki thi,
Arshu: अब mai क्या karu? woh कहा gaye honge?
Tabhi Arshu Rashid ko call krti he। Rashid iss time bike से kahin jaa raha thaa, woh bike side mai laga krr call utha leta he।
Rashid: haan Arshu kaho.
Arshu: bhaiya। Bhaiya। unhe Goli। ap.
woh कुछ bol hi नहीं pa rahi thi, use rota sun krr Rashid ghabra गया।
Rashid: Arshu। tm ro kyu rahi hu? Kya bat he batao juldi?
Arshu: maine.abi goli.chalne.
woh aage कुछ bol नहीं shauhar aur rone lagti he.
Rashid: क्या goli Arshu? aur Aarav कहा he? muze puri बात batao na.
woh thodi unchi awaaz mai kehta he।
Arshu: woh.घर से.बाहर gaye the। Zaruri काम he kehkar। abi.unkah call aya। halanki। suddenly waha goli.goli। chalne की awaaz ayi, maine unhe call back किया। unkah mobile बंद he। Bhaiya please। madad mai.
woh puri prakaar से tut krr नीचे dharti पर beth jati he aur rone lagti he। Uski बात sun Rashid puri prakaar से shock hu गया.
Rashid: Arshu tm.tm fikr mat karo। mai 2 ghante mai waha araha ho.
Arshu: please juldi ayiye।
woh rote hue kehti he Rashid call cut krr deta he।
Rashid: yar yeh क्या hu raha he? Ab mai क्या karu? Waha kisi ko janta tak नहीं ho। Raaj uncle ko bi कुछ bata नहीं sakta। haan। iss time Virat bhaiya hi he jinhe yeh sab bata sakta ho।
woh juldi से Virat ko call krr के sari baate bata deta he। yeh sari baate Virat ko hazam नहीं hu rahi thi, dono ne sabse pahle Bangalore jane kaa faisla किया, kyu के waha Arshu akeli hi thi। Dono airport पर milne wale the। Rashid tezi से car bhaga raha thaa।
Dusri tarf Suman aur Sandeep की halat bat से battar hu rahi thi, Sandeep kaa घर mai dam ghutne laga thaa। woh uthkar mandir jane की sochta he, Suman bi उसके saath hi chali jati he। Dono gaadi mai beth krr Mandir के raste nikal chuke the। aur woh लोग usi mandir jaa rahe the jaha woh aksar jaya karte। Raste mai Rashid signal पर unki gaadi dekh leta he aur bike rok krr gaadi के pas ajata he।
Rashid: Uncle aunti। Please मेरी बात suniye।
woh window के बाहर से hi bole jaa raha thaa लेकिन dono ko उसकी awaaz नहीं arahi thi, aur Rashid Aarav kaa friend he too use iss bare mai ptaa hoga yeh sochkar Sandeep कोई response नहीं deta।
Rashid: Uncle। Aarav khatre mai he। Uncle please
halanki tabtak Sandeep gaadi aage badha deta he, Rashid bike से unke piche jaa rha thaa लेकिन Sandeep gaadi tezi से doda deta he, Rashid bike से unkah picha नहीं krr sakta thaa। Sandeep की gaadi उसकी nazaro से ojhal hu jati he.
Rashid: अब क्या karu। unkah too call lagne से raha, abi too airport jata ho, badme sab देखा jayega.
aur woh Airport nikal jata he।
vahi Sandeep aur Suman mandir pahoch gaye the, आज mosam bohot manhus sa lag raha thaa, fast hawaye chl rahi thi, ghane badal chaye hue the, aur mandir mai आज कोई bhakt नहीं thaa। Sandeep aur Suman andar ishwar के samne हाथ jode khade the। Dono ko apne purane दिन yaad ajate he, जब woh sab milkar yaha Mandir aya karte the। Dono के samne Arshu aur Aarav kaa poora bachpan nazar ane lagta he, aur dono की akhe num hu gai thi।
Bahar ped के नीचे Sadhu ji apne dhyan mai bethe hue the, लेकिन आज unkah dhyan lag नहीं raha thaa।
Sadhu(mann mai): he ishwar, आज मेरे dhyaan mai pidha kyu hu rahi he। kahin कुछ बुरा hone की ashanka kyu hu rahi he।
woh अपना dhyaan lagane की koshish karte he लेकिन नहीं hu ptaa, तब woh uthkar mandir के andar chale jate he।
Suman: kyu ishwar, humari hasti khelti जिंदगी iss prakaar से kyu ujaad krr रख di aapne? Humne कभी kisi के bare mai बुरा नहीं chaha, लेकिन aapne hamare saath aesa किया? Kyu। Kyu?
woh rote hue ishwar से sawaal kiye jaa rahi thi।
Sadhu: tumhara bharosa itna कम hu गया joo ishwar से sawal krr rahe hu?
Piche से Sadhu Ji की awaaz sunkar dono unki tarf mudte he।
Sandeep: too aur क्या kare? hamare hasta khelte parivar ko jad से ukhad feka inhone।
woh apne aakho mai behte asuo के saath kehta he.
Sadhu: aisi क्या बात hu gai?
Unke sawal पर dono एक doosre ko dekhte he aur अपना sar नीचे krr lete he।
Sadhu: hmm, apne baccho की wajah से pareshan hnaa tm?
Unki बात sunkar dono के hosh ud jate he। woh dono bus Sadhu ko dekhe jaa rahe the।
Sadhu: batao? Unki wajah से hi yeh pidha jhel rahe hu na?
Ispar Sandeep khudko sambhal नहीं ptaa aur jaa krr Unke pero mai gir krr rone lagta he।
Sandeep: sai कहा aapne। halanki kyu dono ne yeh gunah karne से pahle कुछ socha नहीं?
woh rote hue Sadhu ji से puchta he, jispar Sadhu ji की hasi chutt jati he, unko hasta dekh dono heran से rha gaye।
Sadhu: gunah। Putr mai tumse एक prashn puchta ho, उसका utaar देना muze।
woh Sandeep ko pakad krr uthate hue kehte he।
Sandeep: ji, puchiye.
Sadhu: tm iss wajah से dukhi hu के unhone एक doosre से ishq किया, ya phir iss wajah से के unke ishq के khilaf yeh samaj tm पर ungliya uthane के liye tayar khada he?
woh aage badh krr ishwar के murti के samne jaa krr khade hokar puchte he।
Unke sawal kaa Sandeep के pas कोई jawab नहीं thaa।
Sadhu: batao.
woh piche mudkar Sandeep की tarf dekhte hue kehte he.
Sandeep: un logo ne gunah किया he, iss prakurti के khilaf jakar। aur बात samaj की he too, hume marte dam tak isi samaj mai rehna he।
Sadhu: tumhari shaadi के समय bi isi samaj ne tm पर ungliya uthayi thi na?
Unki बात Sunkar अब Sandeep aur Suman puri prakaar से heran rha gaye the.
Sadhu: batao kyu?
Sandeep: kyu के। Hum dono हम umar(same age) he.
Sadhu: phir bi tumne samaj के khilaf jaa krr apne dill ❤️ की suni। aur us time तुंहारे mummy baap ne tumhara saath दिया thaa na?
Sandeep: haan.haan।
Sadhu: too tumhe नहीं lagta के आज तुंहारे bacche bi vahi halat mai he, bus antar yahi he के तुंहारे समय तुंहारे mummy baap saath the, आज tm apne baccho के saath नहीं hu।
Ab yeh बात sunkar Suman aur Sandeep के hosh ud jate he। woh dono एक doosre ko dekhe jaa rahe the.
Sadhu: mai bus itna hi kahunga के tumhe apne kiye पर pachtava na hu, कोई anhoni hone से pahle hi yeh बात samajh jao।
bus itna kehkar Sadhu ji waha से chale jate he। halanki woh Suman aur Sandeep ko gehri सोच mai dalkar chale gaye the।
Suman: chaliye।
Suman aage akar Sandeep के kandhe पर हाथ रख krr kehti he।
Sandeep: Suman unhone। Unhone aesa kyu कहा के, कोई anhoni hone से pahle samajh jao? Mere.मेरे bacche thik too honge na?
woh rote hue puchta he aur juldi से Aarav ko call lagata he लेकिन उसका phone नहीं lagta too woh Arshu ko call krr deta he.
Arshu tabse bus roye jaa rahi thi, use कुछ नहीं ptaa thaa के woh क्या kare, तभी उसके mobile पर unknown number से call ata he, iss time woh call ko pick krna sai samajhti he.
Arshu: he। hello.
woh rote hue kehti he, लेकिन jese hi Sandeep उसका rona sunta he too woh kaafi ghabra jata he।
Sandeep: Arshu। Beta.t.tm ro rahi hu?
Do dino बाद Sandeep की awaaz sunkar Arshu bikhar krr rone lagti he।
Arshu: P.Papa।
Sandeep: beta क्या हुआ? Batao na? tm ro kyu rahi thi? aur.aur Aarav कहा he?
Arshu: woh.Papa.
phir Arshu Sandeep ko sari बात bata deti he jis से Sandeep ko gehra jhatka lagta he। Uske per dharti पर tik नहीं rahe the,
Suman: Kya हुआ, क्या हुआ मेरे baccho ko? Boliye na.
woh Sandeep ko sahara dete hue puchti he.
Sandeep: Arshu.Arshu। tm khamosh hu jao, mai abi araha ho waha पर.
aur woh call cut krr deta he। aur Suman ko sari बात bata deta he।
Suman: ke.क्या? muze.muze कुछ नहीं चाहिए। yeh Paisa, yeh nam, कुछ नहीं। ap bus मेरे baccho ko मेरे samne sai salamat layiye। mai नहीं ji sakti unke bina।
woh rote hue Sandeep के हाथ pakad krr kehti he।
Sandeep: Suman। mai। mai ho na। tm fikar mat karo। D.dono hamare samne honge.
woh bi apni bhigi palko के saath kehta he। Suman aur Sandeep juldi से Bangalore jane के liye nikal jate he, unki flight कुछ der बाद की thi।
vahi Rashid aur Virat Bangalore agaye, woh dono cab le krr juldi से Arshu के pas pahoch jate he, jese hi घर की दूर bell bajti he Arshu dod krr Darwaze की tarf jati he, दूर open hote hi Rashid ko samne dekh woh us से lipat krr rone lagti he।
Arshu: bhaiya please। Please muze unke pas le chaliye na।
woh rote hue Rashid से kehti he। Rashid उसके sar pe हाथ ferta he.
Rashid: Arshu tm fikar mat karo, हम Aarav ko dhund lenge। Use कुछ नहीं hoga। tm pahle khamosh hu jao।
phir woh sab घर mai ajate he aage की sochne के liye halanki तभी Virat ko Shreya kaa call ajata he।
Virat: haan Shreya kaho.
Shreya: V.Virat.
Uski awaaz kaafi ghabrayi si lag rahi thi।
Virat: क्या हुआ Shreya? Tumhari awaaz.
Shreya: V.Virat। jald.juldi khabar channel dekho.
Virat: क्या khabar channel?
phir woh khabar channel chalu krr deta he। Har khabar channel पर एक hi khabar flash hu rahi thi।
TV:
Delhi के business mann Sandeep Parikh के bete Aarav Parikh ne आज Bangalore mai 4 masumo की jan le li। Aarav Parikh ne Bangalore के एक business joo Aarav Parikh के competitor the unke sahit unke 3 begunah employees ko bi moth के ghaat utaar दिया। Aarav Parikh ne unke competitor से कहा के hume एक saath business krna चाहिए, aur dono iss बात के liye tayar hu gaye the। Aarav ne कहा के एक जगह kharid krr waha पर नया project shuru karenge, aur woh जगह dikhane के liye Aarav ne unke Competitor ko एक khandar mai bula लिया aur vahi unke saath unke 3 begunah employees kaa bi katl krr दिया। Aapke TV screen पर yeh tasveer dekhiye jaha Police ne Aarav ko giraftar krr लिया he। aur iss darindagi के liye Aarav ko Fasi की saza hi milegi, aage की samachar dekh.
Arshu yeh sab dekh krr sadme mai chali gai thi, use chakkar ane lage the, aur woh vahi पर bhosh hu gai.
too Be Continued.
aj के Update mai kaafi sawal bane rahe, jinse parda agle Update mai uth jayega। Ab kahani khatam hone tak sare Updates Mega Update honge। So Stay Tuned
prem h Tumse - A kahani Of Emotions [Full StoryD] – New Episode
Arshu iss ill and in such condition she goes too Aarav's office, she needs too rest, she should take care of herself। After so many days Arshu was happy today, and today that bastard Harshad made her cry, take revenge of every single tears। Sadhu ji did a great job by guiding Suman and Sandeep, I am happy that now Sandeep and Suman are with Aarav and Arshu, and who has parents blessings on their head, never bad with them। Harshad iss doing the wrong thing once again and this iss his trick, lekin we will win because we are right.
As always the update was great, You are writing very well, Now let's see what happens next, Till then waiting for the next part of the kahani।
Thank You.
Rightly said There iss a very thin line between love and lust, only few can see. only few can feel the sensations of Pure Love. Thank You So Much For Your sundar Comment, Stay Tuned And Keep Supporting
Behtarin aur shandar Update he brother Response kee fikar mat karo bhay kahani achchi he aur consept bhi acche he apki kahani kaa bas ap ese hi likh te rahe hum tumhare sath he bro Waiting for next update ❣❣❣❣❣❣❣❣❣❣
prem h Tumse - A kahani Of Emotions [Full StoryD] – New Episode
Update 48
Mega Update
Arshu yeh sab dekh krr sadme mai chali gai thi, use chakkar ane lage the, aur woh vahi पर bhosh hu gai.
Rashid ne use girne से bacha लिया।
Rashid: Arshu.Arshu.
woh Arshu के gaal thap thapate hue use jagane की koshish krr raha thaa, लेकिन Arshu की aakhe नहीं khulti.
Virat: Rashid Arshu ko Hospital le jana hoga.
Rashid: haan bhaiya.
phir Rashid Arshu ko utha krr घर के बाहर cab mai betha deta he aur woh लोग hospital nikal jate he।
Ab हम dekh lete he के akhir yeh sab kaise हुआ? too Shuruwat hoty he flashback से.
Flashback:
Jese hi Harshad ne us आदमी ko goli mari Aarav के हाथ से mobile नीचे gir krr tut गया। Aarav piche dekhta he too woh आदमी नीचे gir chuka thaa। Use अब कुछ samajh नहीं araha thaa।
Aarav: क्या krna chahta he tu?
woh Harshad की tarf dekhte hue puchta he। Harshad gun Rahul ko de deta he aur Aarav की tarf badhne lagta he।
Harshad: krna too bohot कुछ he। aur mantri ji ko tairi Chamiya bohot पसंद agayi he। woh keh rahe the के 2-3 rath उसके saath guzarna।
woh iss से aage कुछ kehta के Aarav ne उसके muh पर zordar mukka maar दिया, Harshad नीचे gir गया aur Aarav उसके ऊपर chad के उसके muh पर mukke marne laga, तभी Rahul ne उसके sar mai hockey maar दिया, Aarav अपना sar pakad krr piche dekhta he too Rahul उसके muh पर laat mar krr use Niche gira deta he.
Rahul: Behenchod। bohot hu गया teraa natak। Ab tairi जिंदगी kaise barbaad karte he dekh।
Aarav के samne sab कुछ dhundla sa nazar araha thaa।
Aarav: t.tu कुछ na.नहीं krr pa। payega।
Rahul: bohot कुछ karunga। Ab tu iske बाद kisi से नहीं mil payega, tairi जिंदगी अब hamare हाथ mai he hahaha.
Aarav: huhhh। Ra। Rashid ko bhool गया tu। Bhale। Tu.tu muze jan से.maar dega। Le.लेकिन Arshu, Rashid woh sab। Tujhse badla.zarur lenge। Hahaha.
Uski बात say Rahul gusse mai akar hockey stick ko sidha Aarav के muh पर maar deta he। Aarav kaa चेहरा khun से sann chuka thaa, उसकी aakhe अब dhire dhire बंद hu rahi thi। aur woh apni aakhe बंद krr के bhosh hu गया।
Harshad: ahh। Sale के हाथ per baandh krr रख de, bohot hath per chalte he iske.
woh apne muh से khun saaf karte hue kehta he।
Harshad के आदमी Aarav ko chair pe bandh dete he।
Kuch der बाद Aarav की aakhe khulti he, woh apne ap ko chair pe bandha हुआ ptaa he, aur उसके samne 4 logo की lashe giri hoyi thi jise dekh Aarav heran sa rha गया।
Aarav: yeh sab.yeh sab क्या he? mai.mai.
woh apne ap ko chudane की nakam koshish karne lagta he।
Harshad: are। Kyu pareshan hu raha he tu?
woh piche से Aarav के samne akar kehta he।
Aarav: bohot badi galati krr raha he haramzade.
woh gurrate hue Harshad से kehta he।
Harshad:। Galati too tm logo ne krr di। aur अब उसकी saja bi milegi.
Rahul: haan papa। mai too us Arshu ko मेरे bed पर nangi.
Aarav: Matharchod.
woh gusse से chillate hue apni puri takat से aage badhta he, लेकिन woh chair पर bandha hone से uth नहीं ptaa aur नीचे gir jata he।
Harshad: are। uskah nam sunkar kaise til मिला jata he yeh too hahahah। एक काम karenge Rahul, iske samne hi us Chamiya के saath raaslila krna tu.
Harshad के आदमी chair thik से krr dete he.
Aarav: अगर Arshu के bare mai कुछ कहा bi too tairi mummy ko na nanga fiwaya too nam badal देना.
woh gusse mai Rahul की tarf dekh krr kehta he। Uski बात sunkar Rahul kaa para chadd jata he aur woh Aarav के chehre पर mukke marne lagta he.
Harshad: are ruko। Itna juldi thodi na marna he ise। Ek काम krr bohot kainchi की prakaar zuban chl rahi he na उसकी, muh बंद krr de iska.
phir woh Aarav के muh पर patti बंद deta he.
Rahul: tu bus dekhta jaa, tere samne hi us Chamiya के saath suhagraat manaunga। phir Mantri ji too उसके badan ko noch noch krr khayenge hahaha.
Uski बात say Aarav kaa khun khol raha thaa, लेकिन woh कुछ krr नहीं pa raha thaa।
Harshad: waise chl tuze teraa future kesa hoga, yeh bata hi deta ho।
woh Aarav के samne एक chair रख krr uspe beth te hue kehta he।
Harshad: too yeh lashe dekh raha he na? In sab kaa ilzam tujhpar ana he, 4 murder karne के jurm mai tu andar hu jayega, us gun पर tere hi fingerprint he, aur एक दिन tuze fasi hongi। halanki.लेकिन twist yaha he, yeh sab too sirf world ko dikhane के liye। pahle too khabar mai yahi batayege के tuze arrest krr लिया he, लेकिन tu hoga मेरे hawale, jabtak tadpa tadpa krr tairi jan नहीं le leta mai, tabtak tu मेरे hawale rahega। Hahahaha
Aarav ko अब अपना bachna namunkin lag raha thaa। Harshad us से alag hokar police aur khabar walo ko call krta he।
Aarav अब apne wapas jane की ummid chodd chuka thaa। Tabhi waha Police ajati he।
Harshad: inspector abi too ise police van mai hi le jaye। aur humari tay जगह पर jaa krr हम ise apne hawale krr lenge।
Inspector: thik he, abi बाहर khabar channel wale ruke hue he, ap yahi rukiye, हम pahle use andar dalte he phir जब khabar wale chale jayenge too ap yaha से nikal jana.
Harshad: chl beta। tairi ulti ginti shuru hahaha.
phir Inspector use hatkadi pehna krr van mai bitha deta he aur woh लोग waha से nikal jate he।
Harshad: aye Raju, Kallu, tm लोग jao apni tay जगह पर aur londe ko लेकर ajana, mai abi jaa raha ho।
Raju: okay boss
Present:
Rashid aur Virat Arshu ko hospital le krr agaye the। Arshu अब bi bhosh thi, use juldi से ICU mai le jaya jata he.
Rashid: अब क्या kare Virat Bhaiya?
woh dono बाहर ruke hue aage kaa सोच rahe the।
Virat: sabse pahle too kisi bi prakaar Uncle aunti ko contact krna hoga।
Rashid: unkah number नहीं lag raha he.
Tabhi Rashid ko Raaj kaa call ajata he, woh juldi से call attend krr leta he।
Rashid: Hello। hello.
Raaj: Rashid yeh sab क्या hu raha he? mai kabse Sandeep ko call krr raha ho लेकिन उसका number नहीं lag raha Arahu call utha नहीं rahi, Sonal ko call किया too ptaa chala के tm Bangalore mai hu? yeh क्या?
Rashid: uncle.mai sab batata ho.
phir usne Raaj ko sabkuch bata दिया, unkah rishte, aur आज Arshu ne use call किया। yeh sab sunkar Raaj yakeen नहीं krr pa raha thaa।
Raaj: yeh zarur us Harshad की hi chl hongi। mai abi araha ho waha पर.
aur woh call cut krr के Bangalore jane के liye rawana hu jata he।
vahi Suman aur Sandeep Bangalore pahoch chuke the, woh juldi से घर pe jate he लेकिन जब woh घर pahoch te he too waha कोई नहीं thaa। Arshu kaa phone bi vahi पर pada हुआ thaa.
Suman: Arshu ke.कहा he? Use.use कुछ.
Suman Arshu ko waha na dekh krr kaafi ghabra gai thi.
Sandeep: Suman aesa कुछ नहीं he, अब kaise ptaa kare?
Suman: ap, Raaj bhaishab ko call krr के bataye na yeh sab.
Sandeep: haan mai abi use call krta ho,
Sandeep Raaj ko call krr deta he, Raaj bus घर से nikal hi thaa, woh call pick krr leta he।
Raaj: hello
Sandeep: Raaj mai Sandeep बात krr raha ho.
Raaj: Sandeep। Tumhara call। aur yeh sab क्या, Aarav Arshu kaa.
Sandeep: Raaj please yeh sab chhodo। Hum yaha Bangalore aye he, Arshu kaa call aya thaa usne कहा की Aarav kahin बाहर गया thaa aur.
Raaj: एक min tm Bangalore mai hu, क्या t.tumhe कुछ ptaa नहीं chala?
woh Sandeep की बात kaat te hue kehta he।
Sandeep: ke.क्या ptaa नहीं chala?
phir Raaj use sabkuch bata deta he, jise sunkar Sandeep के peri tale dharti khisak jati he।
Raaj: dekho Sandeep tm abi Arshu के pas jao, Rashid use hospital le गया he, mai bus airport jaa raha ho, कुछ der mai waha ajaunga।
phir woh call cut krr deta he।
Suman: क्या हुआ? Kya keh rahe the woh?
halanki Sandeep too hosh mai hi नहीं thaa.
Suman: ap khamosh kyu hu? Kahiye na क्या हुआ he?
phir Sandeep use sabkuch bata deta he, Suman ko too yeh sab sunkar chakkar ane lage the.
Suman: yeh sab humari galati he, kyu un dono ko alag karne की sochi humne?
woh Niche beth krr rone lagti he.
Sandeep: Suman abi hume Arshu के pas hnaa चाहिए। Ch। chalo juldi से.
phir woh dono Hospital pahoch jate he।
Arshu अब bi bhosh thi, use ICU mai rakkha गया thaa।
Bahar Sandeep aur Suman kaa ro ro krr बुरा dasha hu गया thaa के abi unhe एक aur jhatka lagta he। Kyu के hallway mai lage TV पर एक aur khabar flash hone lagi thi, jise sun krr sabke pero tale dharti khisak gai.
TV:
Breaking khabar। abi abi samachar ayi he के Aarav ko जब police arrest krr के le krr jaa rahi thi too police van bich mai बंद hu gai thi, jiska fayda utha krr Aarav waha से bhagne की koshish mai lag गया, Aarav ne hinsak hu krr एक police adhikari ko ghayal bi किया thaa aur जब woh bhagne laga too Aarav kaa vahi पर Police dwara encounter krr दिया गया he.
Suman: Aarav.
Suman chillate hue नीचे beth krr rone lagti he। Sandeep ko chakkar arahe the, woh bus girne wala hotha he के Rashid use sambhalta he। Virat Suman के pas jaa krr use sambhalta he।
Virat: aunti please sambhaliye apne ap ko.
Suman: sab khatam hu गया। Sab khatam hu गया। yeh मेरी hi galati he, mujhse buri ma कोई नहीं hongi, joo apne baccho ko apne से dur kare। Kyu।
Sandeep: yeh। Jhut he। Aarav ke.के Khilaf.sajish he sab। mai.मेरे bete ko। nahee। mai kisi ko bi। Zinda नहीं chhodunga। kisi ko bi नहीं.
woh rote hue keh raha thaa। halanki Rashid के dimag mai bus एक बात thi के अगर yeh samachar Arshu ko ptaa chalu too क्या hoga?
Dusri tarf Harshad aur Rahul gaadi से kahin jaa rahe the thabhi Harshad ko inspector call ajata he।
Harshad: bol। Kaam hu गया?
woh kaafi khusii के saath puchta he, लेकिन Inspector kaa jawab sunkar उसके chehre kaa rang udd jata he।
Harshad: bhenchod। Ek काम thik से नहीं hotha tm logo से। Dekh। Aarav muze Zinda hi चाहिए thaa। Uski moth sirf मेरे haatho honi thi, sab bigaad krr रख दिया tm logo ne.
aur woh gusse से call cut krr deta he। Rahul apne baap ko itna gusse mai dekh krr अपना muh बंद rakhne mai hi bhalayi samajhta he।
Dusri tarf Hospital mai Sabki halat bura thi, khaas krr के Sandeep aur Suman की, dono की too jese zinda rehne की ummid hi khatam hu gai hu, Rashid aur Virat ne unhe chair पर betha दिया thaa, लेकिन unke aakho से asu thamne kaa nam नहीं le rahe the, लेकिन तभी unke dill ❤️ ko थोड़ा sa chain mil jaye aisi samachar bahutt he, darasal Arshu ko hosh agaya thaa, Doctor ne बाहर akar sabko yeh बात bata di aur unhe Arshu से milne की ijazat bi de di। Sablog andar jate he, andar Arshu roye jaa rahi thi jese hi उसकी nazar apne parents पर padti he too उसका rona और badh jata he, Sandeep aur Suman akar Arshu ko apne sine से laga krr rone lagte he।
Suman: Arshu। Hume maaf kardo Arshu। joo कुछ hu raha he उसके uttardayi हम hi he। humari wajah से hi Aarav.
woh iske aage कुछ bolti के Sandeep use bolne से rok leta he। halanki Aarav kaa nam sun krr Arshu bus use apne samne देखना chahti thi।
Arshu: ap.rukh kyu gai? muze, unke pas jana he।
woh bed से uth te hue kehti he।
Sandeep: Arshu मेरी बात.
Arshu: muze। कुछ नहीं sun na। mai.
Rashid: Arshu tm please khamosh hu jao, हम.हम Aarav ko.
Ab Rashid aage कुछ bol नहीं ptaa।
Arshu: boliye na, ap sab mujhse कुछ chupa rahe hu।
Rashid: Arshu Raaj uncle yaha arahe he, woh.woh Aa.Aarav ko riha krr denge.
woh अपना sar नीचे karte hue kehta he, Arshu से nazare milane की Uski himmat nahee hu rahi thi।
Arshu: a.ap मेरी tarf dekh krr kahiye na.
woh Rashid kaa हाथ thamkar kehti he, Rashid jese hi उसकी tarf dekhta he too Rashid की akho mai asu the। Jise dekh krr Arshu bohot ज़्यादा ghabra gai.
Arshu: m.muze abh.abi unse milna he। muze unse milna he।
woh apne हाथ से Saline nikate hue kehti he, लेकिन तभी Doctor waha ajati he aur woh Arshu ko rok leti he, लेकिन Arshu अब kisi की नहीं sun rahi thi, Sandeep aur Suman ne bi use pakda हुआ thaa, लेकिन Arshu bus un sabse chatt ptaa rahi thi, halaat bigadte hue dekh krr Doctor Arshu ko behoshi kaa injection de deti he, Arshu dhire dhire dhili pad jati he aur apni aakhe बंद krr के bed पर let jati he.
Suman: kabtak chupaungi yeh बात Arshu से mai। Kabtak?
woh zor से chillakar kehti he
Sandeep: Suman please shant hu jao, अगर Arshu ko iss halat mai कुछ bi ptaa chala too। Mujhme अब himmat नहीं he Arshu ko khone की.
woh chair पर beth krr rone lagta he, kyu के sab jante the Aarav के moth की बात अगर Arshu ko ptaa chali too woh yeh sab sehen नहीं krr payegi।
Ab yaha jan lete he के Aarav के saath akhir क्या हुआ.
Flashback:
jb Aarav ko Police Van mai daal दिया too उसके कुछ der बाद Police Van एक Sunsan से ilake mai pahoch jati he unke piche hi Raju aur Kallu gaadi le krr aye the। Dono gadiya rukh gai, अब Aarav थोड़ा thande dimag से काम leta he aur bas joo कुछ hu raha he, usi kaa saath deta he। Police Aarav ko Van से utar deti he aur Raju use apni gadi mai bitha deta he, Aarav के हाथ mai hatkadi lagi hoyi thi, Police us hatkadi की chabi Kallu के pas de deta he।
Kallu: अब ptaa he na क्या krna he?
Inspector: haan ptaa he, fake encounter की samachar bus कुछ hi der mai sare khabar channels mai dikhayi degi, ap befikar hu के use apne saath le jao.
Kallu: thik he, pahle हम aage nikalte he, ap yaha dekho के कोई bi khabar wala ya कोई anjan आदमी yaha ane na paye।
Inspector: befikar rahe, हम yahi rukte he ap juldi से nikalye।
phir Kallu apni gadi mai piche Aarav के saath beth jata he, Raju gadi start krr के tezi से dodane lagta he, police aur unki van vahi पर rukh gai thi, aur तभी unhone Aarav के fake encounter की samachar air krr di.
vahi Raju aur Kallu Aarav ko le krr jaa rahe the, unke dono tarf ghana jungle thaa, Aarav apne dimag mai कुछ सोच raha thaa।
Kallu: क्या be, apni moth ko dekhne laga क्या? hahahah
Aarav: huhh।
Usne bus Kallu ko nazar andaz karne wali smile de di, jis से Kallu थोड़ा heran hu jata he। Gadi aage badhte jaa rahi thi, तभी Aarav furti से hatkadi से bandhe apne हाथ Kallu के gale mai daal deta he aur us Hatkadi से Kallu kaa gala ghot deta he। gaadi bohot fast thi jabtak Raju gaadi ko rokta tabtak too Kallu kaa काम tamam hu chuka thaa। Raju gaadi rokne के बाद apni jeb से Gun nikalta he aur Aarav पर point krta hi he के Aarav tezi से gun ko hatkadi से de marta he jis से Gun Aarav के seat पर aa girti he, Raju Aage की seat से hi juldi से Aarav पर jhapat padta he aur piche ajata he, लेकिन Aarav ne juldi से gaadi kaa दूर open krr दिया। aur gaadi से बाहर utar krr दूर close karke aage khada hu गया, Raju ne Gun apne हाथ mai le li, usne बाहर utarte hue jese hi दूर open किया के Aarav ne zor से Door पर laat mari jis से उसका balance bigda aur उसके हाथ से gun gaadi के बाहर gir gai aur Raju andar hi seat पर gir गया। Aarav ne juldi से gun utha li aur Window से hi Raju पर goliya barsane laga। Pehli goli Raju के sar mai lag gai jis से woh जगह पर hi dam chhod betha, Aarav ne baki की goliya bi उसके body mai dhasa di। phir Aarav firing stop krr के zor zor से hanfne laga। Aarav अब waha से nikalne की sochta he तभी use yaad ata he के usne Police ko hatkadi की chabi Kallu के pas dete hue देखा he। woh gaadi की dusri tarf jata he aur दूर open krr के Kallu की jeb से chabiya nikal leta he।
Aarav chabi से apni hatkadi ko kholne की koshish krr raha thaa, लेकिन us से नहीं hu paya, तभी use dur से police की Van ate hue dikhayi di। Aarav juldi से us ghane jungle mai bhagne laga, उसके हाथ bandhe hone से us से thik से bhaga नहीं jaa raha thaa।
Police Inspector dekhta he के Aarav ko le jane wali gaadi too yaha khadi he, too woh apni gadi से utar krr gaadi के nazdeek jata he, gaadi की halat dekh krr उसके hosh ud gaye, window chakna chur hu chuki thi, लेकिन us से bi ज़्यादा dill ❤️ dehlane wala nazara gaadi के andar thaa, andar Kallu aur Raju की lash khun से lat pat padi thi, waha Aarav ko na pa krr Inspector aadhe logo ko dusri tarf के jungle mai bhej deta he aur khud कुछ police walo के saath Aarav jaha bhaga thaa vahi chala jata he।
Aarav baar baar piche dekhe jaa raha thaa अब us से ज़्यादा bhaga नहीं jaa raha thaa, woh kaafi thak chuka thaa। Aage कुछ duri पर एक gehri khayi thi, Aarav एक baar piche mudkar dekhta he too use कुछ police wale nazar ate he too woh khayi की tarf bhagne lagta he। Ek police wale की nazar Aarav पर padti he। Inspector sabko fire karne kaa ishara krta he, hawaye kaafi fast chl rahi thi jis wajah से nishana sai नहीं lag pa raha thaa, अब Aarav के aas pas से goliya jane lagti he, Aarav kisi prakaar bhag raha thaa के तभी एक goli akar Aarav के pith mai lag jati he। Aarav iss goli के lagne से apne zinda bachne की ummid kho raha thaa, लेकिन Arshu kaa चेहरा jese hi उसके nazro के samne ata he woh kisi prakaar khayi Tak pahoch jata he aur एक tangg si जगह mai khamosh jata he, उसके pith से khun kaafi tezi से beh raha thaa। Police wale khayi की tarf ate he aur waha Aarav ko dhund ne lagte he, लेकिन kisi की nazar us tangg जगह पर नहीं jati तब Inspector Harshad ko call krr deta he।
Present:
Harshad: bol। Kaam hu गया?
woh kaafi khusii के saath puchta he, लेकिन Inspector kaa jawab sunkar उसके chehre kaa rang udd jata he.
Inspector: sir, woh हुआ yu के, Aarav ne aapke dono admiyo ko jan से maar दिया aur ghane jungle mai bhaag aya, humne use iss jungle mai dekh woh humse kaafi duri पर thaa इसलिए humne uspar fire किया, use 1-2 goliya too zarur lagi he, लेकिन हम yaha aye too woh yaha पर he hi नहीं, sayad। sayad woh khayi से नीचे gir गया। Khayi kaafi gehri he, उसकी moth pakki he।
Harshad: bhenchod। Ek काम thik से नहीं hotha tm logo से। Dekh। Aarav muze Zinda hi चाहिए thaa। Uski moth sirf मेरे haatho honi thi, sab bigaad krr रख दिया tm logo ne.
aur woh gusse से call cut krr deta he। Rahul apne baap ko itna gusse mai dekh krr अपना muh बंद rakhne mai hi bhalayi samajhta he।
Inspector: chalo, उसका zinda bach pana namunkin he, badme yaha कुछ logo ko उसकी body dhund ne के liye bhej denge। aur haan, jaha से woh bhaga thaa woh raah block krr दो waha कोई na aa paye।
phir woh apne hawaldaro के saath jungle से बाहर की tarf nikal jata he।
Kuch der बाद Aarav ko kisi की awaaz नहीं sunayi deti, us liye woh us जगह से dhire से बाहर ajata he। Waha iss time कोई नहीं thaa।
Aarav: ahhhh। mai.mai jaha से aya ho, waha पर too in logo ne nakabandi laga di hongi। Ab dusra raah देखना hoga.
phir woh bus aage की tarf badh jata he। Usko goli lagne से kaafi durd hu raha thaa। woh dhire dhire apne kadam aage badhaye jaa raha thaa.
Ab shaam dhalne lagi thi, लेकिन Aarav bus chalte jaa raha thaa, अब Aarav की halat bohot bura hu gai thi, उसके muh से bi अब khun araha thaa। Aarav dhire dhire अपना chalna rok deta he aur apne pero से ghutno पर aur ghutno से apne muh के bal dharti पर gir jata he। aur zor zor से hanfne lagta he। Uske samne bus Arshu kaa चेहरा araha thaa।
Aarav(mann mai): A.Arshu। Ab mu.muze नहीं lagta। k.के mai Tumse कभी। bi mil p.paunga। Ahhhhh। mai chahta thaa। ke.के मेरी aakri saas। tm.तुंहारे baho mai.nikle। halanki। Ahhhhh.Arshu। I Love। I Love.Y। Ahhhhh
woh apni line Complete krta के उसके pahle hi Aarav की aakhe बंद hu jati he।
Dusri tarf Raaj Bangalore achuka thaa, woh pahle Hospital jata he, जब use Aarav के encounter की बात ptaa chalti he too use yakeen नहीं hu raha thaa, इसलिए woh Police से iss bare mai jankari lene chala jata he, जब Raaj waha pahochta he too police use कुछ bi saaf saaf नहीं bata rahe the, jis से Raaj ko sab पर shak hu गया। Raaj yaha agaya he yeh बात Harshad tak pahoch jati he।
Harshad: Matharchod। yeh Raaj yaha bi picha नहीं chhod raha, gand fatt rahi he मेरी। Sale ne bohot बुरा dasha किया thaa pichli baar.
Rahul: papa, juldi से Mantri ji ko call kariye। woh hi Raaj ko rok sakte he।
Harshad: sai कहा,
woh juldi से Mantri ko call krr के sab bata deta he।
Mantri: bol Harshad। hu गया काम, us ldki ko मेरे samne lana mat bhulna.
Harshad: Mantri ji अब क्या kahu yaha gand lagi padi he मेरी.
Mantri: क्या? aesa क्या hu गया be?
phir Harshad use sabkuch bata deta he।
Mantri: yar Harshad tere आदमी na sachme chutiye he, 1 hatkadi bandhe ladke ko bi नहीं sambhal paye? acha हुआ Matharchod mar hi gye।
Harshad: लेकिन अब aagey क्या Mantri ji?
Mantri: क्या matlab, अब bus woh ldki मेरे samne चाहिए muze। woh Aarav kaa too game khatam hi hu गया na.
Harshad: लेकिन woh Commissioner?
Mantri: उसकी fikar mat krr.
Harshad: thik he.
phir woh call cut krr deta he।
rath kaa andhera cha chuka thaa, mosam too waise hi bhayanak thaa ऊपर से अब barish bi shuru hu gai thi।
Hospital mai sab लोग bichara से bethe hue the के तभी Raaj waha ajata he।
Sandeep: क्या हुआ Raaj?
Raaj: Sandeep yeh sab us Harshad kaa hi काम he, maine ptaa lagaya too Harshad Delhi mai नहीं he।
yeh बात sunkar Sandeep kaa khun khol uth ta he।
Sandeep: अब yeh Harshad मेरे hatho से नहीं Bach payega.
aur itna kehkar woh aage badhne lagta he। halanki Raaj use jane से rok deta he.
Sandeep: dekho Raaj mai kisi की नहीं sun ne wala, muze chhod दो.
Raaj: मेरी बात suno Sandeep उसका क्या krna he yeh faisla maine krr लिया he, tm abi कुछ mat krna.
Sandeep: लेकिन.
Raaj: please Sandeep.
Suman: Bhaishab, Aa। Aarav kaa कुछ.
Raaj: maine apne khabri lagaye the, jaha tak muze ptaa chala he के Aarav waha से bhaag nikla thaa लेकिन uspar firing hoyi he, aur। aur उसकी b.body abtak lapata he.
Apne bete के bare mai aisi baate sunkar Sandeep aur Suman kaa kaleja chir raha thaa।
Sandeep: yeh.yeh sab मेरी wajah से hi हुआ he। Kyu maine dono ko घर से nikal दिया? Kyu? Agar maine woh kadam na uthaya hotha too.too मेरा Aarav मेरे saath hotha, aur अब kahin mai Arshu ko bi na kho du.
Sandeep puri prakaar से tut krr नीचे dharti पर gir के rone lagta he।
Raaj: Sandeep apne ap ko sambhalo.
Sandeep: kaise? kaise? Are un dono ko dekh krr hi too saase chalti he मेरी। Mere baccho के bina मेरी yeh zindagii kis काम की he?
woh Raaj के gale lag krr apne saare dukh बाहर nikalne lagta he। Suman too chair पर अपना sir diwar ko lagaya besudh si bethi thi, उसकी aakho mai अब sayad asu bi khatam hu chuke the।
Aarav। Aarav। jan uthiye na juldi से। mai kabse intezar krr rahi thi aapka। Thodi der mai ata ho bolkar gaye the ap। Ab uth bi jao na।
Ghana chaya andhera aur fast barasti barish mai Aarav dharti पर apne muh के bul gira हुआ thaa, उसके pith mai goli aur dimag mai Arshu की awaaze thi, Aarav की saase kaafi fast hu rahi thi, dhire dhire उसकी aakhe khulti he.
Aarav: A.A.Arshu.
Hosh mai ane के बाद Aarav के muh से sabse pahle Arshu kaa nam ajata he। Kyu के use apne samne कुछ duri पर Arshu khadi dikhayi de rahi thi।
Arshu: क्या हुआ? ayese kyu lete hu? Mere pas ajaye na, mai aapko apni godd mai sula dungi.
Aarav: n.नहीं। Ahhhh। nahee hu sakta.
woh apni durd bhari awaaz से kehta he। sayad Aarav apni zinda bachne की ummid chhod chuka thaa.
Arshu: ayese kaise नहीं hu sakta? Yaha aapko chain की neend नहीं ayegi.
Aarav: m.mujhme.अब himmat.नहीं bachi। mai.mai mar raha ho Arshu.
Arshu: kitne bure hu ap, mujhse promise किया thaa na, के humesha मेरे saath rahoge? Agar ap नहीं aye too mai yeh world chhod krr aapke pas chali jaungi। aur waise bi dekho na ज़्यादा dur नहीं ho mai aapse। koshish kijiye na ane की मेरे pas.
Ab Aarav की akho से tezi से asu behne lage, woh apne aakhe zor से बंद krr के rone lagta he, जब usne apni aakhe kholi too waha कोई नहीं thaa।
Aarav(mann mai): Mu.muze Arshu.के pas.jana hi hoga। M.मेरी Arshu। M.muze marta। hain.हुआ नहीं dekh pa.payegi। Ahhhhhh।
woh kaafi takat laga krr uthne की koshish krr raha thaa, Aarav ko apne pith mai goli aur हाथ mai hatkadi hone की wajah से kaafi dikkat hu rahi thi। halanki woh kisi prakaar apne ladkhadate pero पर khada hu jata he। Uski halat kaafi kamzor thi, woh apne lad khadate kadmo के saath iss ghane andhere mai aage badhta jaa raha thaa, baarish की har एक bund उसके ऊपर kisi teer से कम नहीं lag rahi thi। halanki Aarav के dill ❤️ aur dimag mai bus Arshu की takleef dikhayi de rahi thi, aur उसकी takleef के samne Aarav ko apne ऊपर ane wali har takleef mamuli hi lag rahi thi।
Aarav ko नहीं ptaa thaa की woh jaa कहा raha he, उसकी lakshya too एक hi thi aur woh thi Arshu की bahe। halanki us lakshya tak pahochna Aarav के liye katayi aasan नहीं thaa।
vahi उसके parivar walo ne yeh maan लिया thaa के Aarav अब iss world mai नहीं raha he। halanki sabko एक aur fikr sataye jaa rahi thi, woh thi के जब Arshu ko yeh बात ptaa chalegi too? Sab jante the के Arshu ko yeh बात ptaa chalna matlab use humesha humesha के liye kho देना thaa। Dekhte he aage inki जिंदगी क्या mod lati he। joo bi hoga ane wale Updates mai ptaa chl jayega tabtak के liye Stay Tuned
aur haan, आज pehli baar yeh keh raha ho के Agar Update अच्छा laga hu too like zarur krna pichle Update mai response कोई khaas नहीं मिला thaa, sayad Update पसंद na aya hu? अगर कोई bi mistake he too please comment krr के zarur bataye
prem h Tumse - A kahani Of Emotions [Full StoryD] - Next part mein bada twist
Thank You So Much ❤❤ Keep Supporting ❤❤ Thank You for the compliment ❤ Next Update Will Be Out Soon, Stay Tuned And Keep Supporting ❤❤ Thank You So Much amita for your interest in this kahani, hope you like the my kahani. Keep Reading, Keep Supporting ❤❤
bhut badhiya update h bhay. ayese hi likhate rahiye. Ab dekhana yeh h kee Arav or Arshu kaa dobara Milan kab hotha h. Thanks a lot for a emotional update.
Relavant source : click here