Tu kee Jane pyar maira – New Episode
UPDATE - 62
AB TAK -
maahi aur lucky bas stand jate h gaadi leke aur raste mai dono के bich bate bi hue kaafi sari फिर.
bas stand से mama mami aur prachi ko leke घर आते h aur फिर sab एक doosre से milte h aur फिर party के liye tayyar hone kamro mai chale gaye the.
AB AAGE :-
Thodi der mai sab mard tayyar hoke hall mai aa jate h sirf lucky ko chhod krr.
Lucky abi tayyar hu raha thaa.
vahi sabhi ledies bi tayyar hu rahi thi abi.vaise bi ledies o ko vaise bi jyada waqt lagta hi h.
khair thodi der ledies bi tayyar hoke नीचे aa gay.
Aasha, sandhya aur lucky की mami। priya, maahi, janvi aur prachi। sab itni jyada hot aur Khubhsurat lag rahi thi की sare mardo के unhe dekh krr hosh hi us gaye.
Lucky के papa, mama aur fufa bi apne घर से yaha aa gaye the too vo bi hall mai the। tino mardo की aakhe fati की fati rha gay.
" bus kariya aur kitna ghuro ge tm sab.? " sab ladies unke paas pahoch gay aur sofe पर beth gay aur aasha apne shauhar के paas jake boli.
" tm sab too bohot hi jyada Khubhsurat lag rahi go ask too " mohan ne sab की tarif karte hue कहा।
" ha sacch mai bohot hi jyada Khubhsurat lag rahi hu tm sab." lucky के mama bole aur unkah ha mai han fufaji ne bi milay.
तभी chidiyo से नीचे utarta हुआ aane laga thaa too sab की nazar lucky पर padi too। maahi aur janvi dono hi sitti banane lagi.ir sab taliya padne lage.
Lucky chidiyo से नीचे utar krr hall mai aa गया.lucky black shut lekin pehna हुआ thaa too bohot hi handsome lag raha thaa.
Ek dum hero jaisa lag raha thaa lucky in kapdo mai.
sab tarif karne lage too lucky ne sab ko thank you कहा.
aasha ne apne bete ko gale lagaya aur फिर apni ankho से kajal एक ungli से leke lagne lagi.
" मेरे raja beta ko kisi की nazar na lag jaye." lucky के kan नीचे kaajal laga deti h aasha.
Sandhya :- hato bhabhi muze bi मेरे beto ko kajal laga dene दो मेरा beta bohot hi jyada Khubhsurat lag raha h party mai kisi की nazar lag gay too.
Aasha :- ha.laga de Tu bi tere bete ko.
फिर Sandhya bi Kajal kaa tika krr deti h aur फिर mami bi lucky ko kajal kaa tika laga deti h.
Janvi :- chotu tuze too tin tin mummy kaa aashirvad mil गया अब too tuze kisi की bi nazar नहीं lagne wali.
Lucky :- vo too h मेरी tino pyaari2 aur cute si maao के hote hue kiski itni himmat की mujh पर buri nazar dale.
Mohan :- are beta chhoti नहीं tayyar हुआ क्या abi tak ?
Lucky :- papa aur mummy ap sab लोग hotel niklo sab लोग एक sath vaha hotel के बाहर hi Bittu apko mil jayega.mehman aane lage h too ap लोग jake unhe sambhalo तब tak mai aur chhoti आते h bike पर.
Mohan :- ha yeh thik rahega हम लोग nikalte h tm dono juldi aa jana okk.
Aasha :- juldi आना aur aaram से bike chalna varna hawa lagne s chhoti के bal bigad jayenge too dhyaan से आना okk.
Lucky :- thik h mummy.
फिर sab nikal gaye घर से aur gaadi mai beth krr hotel की tarf nikal gaye.
Ab घर mai sirf lucky aur sweety akele hi the.
Lucky apne kamre mai tayyar hote hue hi yeh plan banaya thaa aur sweety ko msg krr के kah दिया की जब tak मेरा msg na aaye तब tak kamre से बाहर nikalna mat.
Lucky chidiyo से uper aa jata h.
" knock.knock। sweety ".
lucky ne darvaje पर knock karte hue sweety ko avaj lagay.
" एक minute ruko." Sweety Darvaja के pas Aate Hue Boli.
darvaja khulte hi sweety पर nazar padi lucky की too vo dekhta hi rha गया। bohot hi Khubhsurat aur cute lag rahi thi sweety black colour की dress pehni hue thi joo sai mein sweety के liye hi banay gay hu.sayad sweety pahene से dress bi Khubhsurat hu गया thaa.
Khubhsurat baal aur फिर cute sa shehra.pyaari si दो ankhe aur फिर gulab की pankhudiyo जैसे gulabi hoth.jise dekh krr chumne kaa mann kare। aur फिर नीचे perfect figer joo black dress mai laajawab lag raha thaa.
Lucky uper से leke नीचे tak sweety ko dekhta h.
Sweety :- shiv under bi aaoge ya बाहर khade khade hi muze scan karte rahoge?.
" hhhaann.vvoo.mai." lucky sweety की avaj sun krr hadbada jata h.
Sweety :- under aa jao.
Lucky फिर under aa jata h sweety के sath.
Sweety :- ha too अब bol kyu rukne ko कहा thaa msg karke muze ?
sweety ne under आते hi lucky ko sawal puchne lagi.
Lucky :- tune muze कुछ कहा thaa na कुछ दिन pahle उसका jawab birthday पर dunga कहा thaa na। too bus wahi javab dene thaa iss liye tuze roka.
sweety खुश hu gay की finally आज उसके proposal kaa jawab use milne wala h yeh chun krr.
Lucky farch पर एक per kaa ghutna रख krr bethta h aur sweety kaa hath pakad leta h.
aur sweety की tarf उसकी aankho mai dekh krr Bolta h.!!
" kese Kahu kee Apna bnaa Lo muze.,
Bahon mai Apni Sama Lo muze.,
aj Himmat krr k Kehta ho kee.,
mein Tumhara ho Ab tm Hi Sambhalo muze.
I Love You So Much Sweetie.
"
Itna keh krr lucky apne doosre hath से apni jeb mese Ring nikalta h aur sweetie के hath की ungli mai pehna deta h.
" I Love You to Shiv। " sweetie नीचे lucky के samne beth jati h aur lucky ko gale laga krr boli thi.
bohot hi खुश hu gay thi sweetie lucky ko अपना pyar accpet krr lene से.
Lucky bi sweetie ko apni baho mai sama leta h aur dono hi kafi खुश the आज अपना pyar kabool kaa के.
Sweetie :- thank you so much shiv मेरा pyar accpet karne के liye.अगर tm मेरा pyar accpet नहीं karte too sayad hi mai zinda rehti.mai yeh जिंदगी sirf aur sirf तुंहारे sath jina chahti ho। I am so happy.finally muze मेरा best gift mil गया.i love you so much.
Lucky :- pagal tere pyar ko kese accpet na krta.tere pyar hi मेरा wajood h.tm मेरी life hu tere bagair mai एक second bi jee नहीं sakta samji pagal.?
" ha samaj gay third magaj "। sweetie अपना sar lucky के kandhe से hata के अपना sar lucky के samne le aati h aur lucky की ankho mai dekhne lagi.
Lucky bi sweetie की ankho mai dekh raha thaa dono hi एक doosre की ankho mai dekhne mai khoye hue the.!
Ek doosre की ankho mai apne apne liye beintaha pyar dikh raha thaa dono ko.
dekhte hi dekhte dono के both कब mil gaye apas mai ptaa hi नहीं chala aur dono एक doosre ko kiss karne lage.
Sweety की ankhe अब बंद hu gay thi aur vo अब bus lucky के hotho ko chusne lagi thi aur lucky sweetie के hotho ko chus raha thaa.
Tabhi Lucky k Mobile kee Ring Baji Tab Dono Ne Kiss Toda aur Alag Hue.
Sweetie Ko अब lajja aane lagi thi too woh blush karne lagi thi। aur uth krr bed पर jake beth gay.
Lucky ne अपना mobile jeb mai से nikala aur call uthaya.
Lucky :- ha didi bolo.
call janvi kaa आया thaa.
Janvi :- chotu kitni कहा tak pahoche tm dono? Yaha sab guest aa gaye.sab wait krr rahe h tm dono kaa juldi aao.
Lucky :- ha.bus raste mai hi h.thodi der mai aa jayenge हम okk.
Janvi :- okk.byyy.
Lucky :- byyy.
call रख krr lucky sweetie की tarf dekhta h too vo sharma rahi thi aur dusri tarf dekh rahi thi.lucky yeh dekh krr smile karte hue sweetie k paas jaa krr उसके side mai beth jata h.
Lucky :- vaise muze aisi sarmili Gf bilkul पसंद नहीं h.
Sweetie :- mai कहा sharama rahi ho.?
Sweetie fatak से jawab dete hue boli.
Lucky :- ha tm कहा sharmati hu.vo sab chhodo aur अब chalte h birthday party mai sab wait krr rahe h हम dono kaa। vaise muze tumhe aur bi bohot कुछ batana h lekin abi waqt नहीं h too बाद mai batauga.
Sweetie :- thik h.chalo फिर chalte h.
Lucky :- pahle apni lipstick too thik krr le.
Sweetie फिर से apne lips पर lipstick laga leti h aur lucky के hotho पर joo lipstick lagi hue thi use lucky bi saaf krr leta h.
fir dono घर से बाहर aa jate h aur lucky bike start krta h aur sweetie apne dono per एक tarf krr के piche beth jati h aur अपना एक hath lucky के per पर रख krr अपना sar lucky की pidh पर रख deti h.
फिर lucky bike road पर chala deta h.
thodi der mai dono hotel pahoch jate h।
Dono एक sath under jate h sweetie ne lucky के hath ko pakad krr chl rahi thi.
Dono की entry hote hi sab की nazar dono पर hi thaher jati h.dono के same colour के kapde mai dono sundar couple lag rahe the एक sath mai। too sab एक sath taliya laga krr welcome krr ne lage।
Dono chalte hue hall mai sabke paas aa gaye.
" मेरे dono bachhe bohot hi pyaare lag rahe h." Aasha dono ko bari bari gale laga krr bolti h.
Aditi lucky aur sweetie के paas aati h.
Aditi :- Happy birthday sweetie.happy birthday lucky.
Dono :- thank you.
aditi sweetie ko gale laga krr milti h aur फिर lucky no bi gale lagati h.
fir ayese hi baki sab bi wish karne आते h.humare padoshi घर से hu joo लोग aaye the vo फिर Shivvu bi lucky aur sweetie ko milti h aur wish krti h.
Janvi :- mummy sab guest bi aa gaye h aur birthday girl aur birthday boy dono bi aa gaye h too pahle cake cutting krr lete h.
Aasha :- ha। bachho chalo अब cake cutting krr lete h.
Lucky :- thik h mummy.
fir lucky aur sweetie dono cake rakhi thi us table के paas khade hu jate h aur unke aaju baju sab khade hu jate h.
Dono के liye एक hi cake thi jis पर dono के name likhe hue the। cake kafi badi thi.
Dono एक sath mombbati ko fuk mar krr bhujate h.
Sab :- Happy birthday too you.happy birthday too you Lucky.Happy birthday too you Sweetie.
ayese hi sab लोग jor jor से एक sath bolte h aur balloon fodne lagte h.
Sweetie aur lucky dono फिर cake cutting shaku एक sath pakad krr cake cutting karte h।
fir lucky sweetie ko sabse pahle cake khilata h aur sweety lucky ko.फिर dono apne mummy papa ko khilate h aur ayese hi bari bari sab logo in dono ko khilate h aur te dono bi sab ko khilate h।
yeh लोग so doosre ko cake khilane mai busy the की तभी Hall mai एक avaj aati h.
" Swagat nahee karoge क्या maira ?."
hall के dor की tarf sab dekhte h avaj chun krr aur vaha पर jise देखा use dekh krr sab ko pahle too sock laga.
Lucky aur sweetie dono ko बहुत hi गुस्सा aane laga thaa.
.
.
too Be Continued.
[ Like Karte Jana ]
Mast update thaa bhay bhut hi kam lines lekin dill ❤️ chu jane wali lines me lucky ne sweetie ko propose kr hi dala Last me paka kamini ragini hi ayi hongi joo sabka chodo birthday couple ko bi gussa aa gyaa
Tu kee Jane pyar maira – New Episode
~♡ Update - 63 ♡~
______________________
AB TAK -
" swagat नहीं karoge क्या maira?."
yeh avaj chun krr sab ne avaj की tarf देखा too sab ko sock laga.
Lucky aur Sweetie के hatho की muthiya kadad hu gay thi aur ankho mai angare aa gaye the gusse mai.
AB AAGE :-
Sab लोग uss avaj wale vyakti की taraaf dekh rahe the.
lucky के papa aage badh krr us avaj wale vyakti के pas gaye.
" Ragini tm yaha क्या krr rahi hu?."
Ragini aur उसका beta Sanjay sath mai आया हुआ thaa.
Ragini Mohan की बात ko ignore krr के aage badh krr baki sab khade the cake wale table के baju mai vaha पर chali gay.
Ragini :- muze ptaa chala की fatichar लोग hotel mai party mana rahe h too socha mai bi dekhu kese party h.iss liye chali aay yaha। vaise kis khusii mai party manaye jaa rahi h.?
Lucky ko apni family के bare mai fatichar word chun krr गुस्सा आया too gusse mai Ragini ko marne के liye aage badhne laga too aasha ne use rok लिया.
Aasha :-rukh jao beta.humare sare mehman h abi yaha.too abi कोई tamasha नहीं krna hame.shant hu jaa beta.
Lucky ne apni mummy की बात mann krr rukh गया aur Ragini की tarf gusse से देखा too vo has rahi thi.
jise dekh krr lucky ko गुस्सा too bohot aa raha thaa पर apni mummy की बात mann apne gusse ko control krr lete h.
Lucky : - Bittu ja jake music system on karva aur full volume krr देना.
Bittu vaha से music system rakhi hue thi vaha jake full volume mai song play krr दिया.
Idhar फिर sab लोग lucky aur sweetie के liye gift laye the vo dene lage bari bari.
Aasha Ragini के paas jati h.
Aasha :- Ragini आज मेरे bachho के bohot khaas दिन h too कुछ drama mat krna.अब aay hu khana khake jana.khane ma intjam bi किया हुआ h humne.
Ragini :- tm fatichar logo kaa khana khau mai.मेरे घर के kutte ko bi na khane du tumhara khana.
Mohan bi aasha aur Ragini के pas aa गया thaa.
Mohan :- Ragini tm yaha से chuchap nikal jao.humne tumhe invite नहीं किया too yu bina bulaye muh uthaye kyu aay hu.?
Ragini :- avaj नीचे.varna 1 minute ne tere pure pariwar ko sadak पर le aungi.janta h na Tu jis घर mai rha raha h vo घर bi मेरे name पर h.
Mohan aur aasha कुछ bol hi नहीं paye। aur unse thodi si duri पर lucky aur sweetie yeh dekh rahe the song baj raha thaa too कुछ chunay नहीं de raha thaa पर apne mummy papa ko dekh krr samaj gaye की Ragini unhe dara rahi h.
Sweetie ( lucky के kaan mai boli) :- bhay इस kamini ko yaha aay h too कुछ sabak too sikha na hi padega yu khali hath too नहीं bhejenge.
Lucky :- thik h कुछ plan bnaa फिर.
Sweetie :- thik h mai कुछ sochti ho.
" tm dono क्या बात krr rahe hu so doosre के kaan mai ?। chalo dance karne chalte jate h। "
janvi aur maahi dono in dono के pas aake.in dono के बात karte dekh krr janvi bolti h.
Sweetie :- are didi yeh sare gift कहा rakhe?
Janvi :- are unhe yahi rehne de बाद mai gaadi mai रख denge.
Sweetie :- okk didi ap लोग jao mai aur bhay 5min mai आते h.
Maahi :- juldi आना.
Janvi aur maahi dono फिर dance karne के liye stage banaya हुआ thaa vaha chali gay aur sab ko dance karne के liye bulya too फिर Bittu, prachi, mama, mami, bua-fufa aur Priya aur maahi aur janvi sab dance karne lage.
Sweetie :- bhay एक plan आया h मेरे dimang ne.इस kamini ko sabak sikhana के liye.
Lucky :- juldi batao फिर.
Sweetie फिर lucky के kaan mai plan batati h.
Lucky :- plan too mast h chhoti.
Sweetie :- yeh sweetie kaa plan h too mast too hoga hi na। heeheehee.
Lucky :- ha vo too h.chl mai intjam krta ho tere plan ko success karne के liye.
fir lucky vaha से hotel के dor के paas jake अपना mobile nikal krr call krta h। aur कुछ बात krr के फिर mobile रख deta h jeb mai। aur wahi dor पर idhar udhar chalte hue wait krta h kisi kaa.
vahi Ragini aasha aur mohan ko abi bi कुछ bate chuna rahi thi.
Aditi lucky ko hotel के dor पर yu akela idhar udhar chalte dekh krr। vo lucky की tarf chalte hue aa jati h.
" yu chakar kyu laga rahe hu idhar? ".
Aditi pas aake bolti h lucky ko.lucky aditi की avaj chun krr उसकी tarf dekhta h aur smile karte hue bolta h.
Lucky :- कुछ नहीं bus kisi ko sabak sikhana h too उसके liye कुछ chiz mangay h too उसका hi intzaar krr raha ho.
Aditi: - hmm.Ragini Roy ko hi sabak sikhana h na ?
Lucky :- bilkul sai.
Aditi :- फिर too mai bi tere sath ho.muze bi bata Kya plan h.?
Lucky फिर aditi ko bi kaan mai sara plan samjha deta h.
.
.
too Be Continued.
aj के liye itna hi likh paya ho थोड़ा busy thaa iss liye.
Like krna Mat Bhulna friends।
bohot behtareen zaberdast Shaandaar update bhay Tow aj Lucky n sweety ke pyaar ko accept ker lia bohot acchi baat Ab ye kon aa gyaa kabab m haddi banne Dekhte hain aage kiya hotha hain
Tow Ragini aayi hain party kaa majaa bura kerne Dekhte sweety aur Lucky n kiya plan banaya hain Ragini ko sabak sikhane ke liye Badhiya shaandaar update bhay
Tu kee Jane pyar maira – New Episode
~♡ Update ~ 64 ♡~
________________________
" Lijiye sir apka saman ".
एक आदमी lucky ko chota sa package dete hue बोला.
Lucky aur aditi dono hotel के mein dor पर khade the तभी yeh आदमी aata h.joo Lucky के liye कम karne wala hi आदमी thaa। Jise lucky ne hi call karke कहा thaa yeh lane ko.
Lucky :- Thank you.
Lucky vo package le leta h aur vo आदमी vaha से nikal jata h.lucky फिर vo package leke एक side mai chala jata h aditi के sath.
Aditi :- vaise iss package mai क्या क्या h ?
Lucky :- कुछ नहीं Ragini की Favourite brand की daru की bottle aur दो madince की goli.
Aditi :- vaise Ragini sharab lene से mana krr degi तब क्या karenge हम ?
Lucky :- कोई kitna bi ghamandi hu पर sharab के liye कोई mana नहीं krta.
Ragini khana khayegi नहीं aur paani bi नहीं le rahi। पर sharab milegi too vo jaroor piyegi। kyuki free की daru sabko पसंद h.aur yeh idea sweety kaa h too fail कभी नहीं hoga.101% success hotha hi h उसका plan.
Aditi :- hmmm.thik h.mai waiter ko bula के lati ho idhar.
fir aditi waiter ko bulane chali jati h aur lucky sweety ko call laga deta h joo sab लोग dance krr rahe the waha पर khadi thi.
" ha bhay bolo " sweety lucky kaa call dekh krr थोड़ा side mai jake call utha के bolti h.
Lucky :- sweetu saman aa गया h.
Sweety :- hmmm.ruko mai एक minute mai aati ho तुंहारे pass.
Lucky :- okkk.
Aditi waiter ko leke aa jati h aur तभी Sweety bi vaha पर aa jati h.
Lucky waiter ko sab samjha deta h aur use कुछ paise bi deta h.फिर sharab की bottle nikal के दो glass mai sharab dal krr.glass mai दो goli thi vo dal krr फिर
coca-cola dal deta h aur pack ready krr के waiter ko Ragini ko dene bhej deta h.
Sweety :- अब majaa aayega.kamini hamaari khushiya barbad karne aay thi.
Sweety Ragini की tarf dekhte hue boli। jaha Ragini abi bi Mohan aur Aasha ko beijjat kare jaa rahi thi कुछ na कुछ suna के.
baki के लोग song के avaj से कुछ sun नहीं paa rahe the too unhe कुछ ptaa नहीं thaa। pr lucky, sweety aur janvi tino bhay behna ko apni mummy baap kaa चेहरा dekh krr hi sab ptaa chl raha thaa.
" Sweetu tu relax hu jaa अब.aur गुस्सा chhod अब too Ragini की halat palti hone wali h.tu jaa aur party enjoy krr."
Lucky sweety ko yuh dekh krr बोला। dono bhay behna ne abi party ko enjoy किया नहीं thaa.ragini ko wajah से.
Sweety :- नहीं bhay muze Ragini की halat dekhni h.
Lucky :- मेरी बात नहीं manegi?
lucky sweety की ankho mai dekhte hue बोला.
Sweety :- thik h पर फिर tm bi chalo। mai akele party enjoy kese karu tere bina.?
Lucky :- mai 5 minute mai aata ho thik h.! tm jao.
Sweety :- thik h.
फिर sweety waha से dance stage lagaya thaa vaha chali jati h sab के pas.
Ab mai aur aditi vaha पर khade hoke dekh rahe the Ragini की tarf.ragini की pith hamaari tarf thi too vo hume नहीं dekh sakti thi.
waiter Ragini के pas jake plate mai rakhe sharab के glass Ragini ko deta h.
Ragini :- क्या h ismein ?
Waiter :- voo.vo.sharab h.
Ragini glass leke apni nak के pas lake sunghti h.
aur apni fav sharab की sungandh milte hi glass ko muh से laga deti h aur pine lagti h.
vahi Mohan aur Aasha bi side mai khade the vo अब vaha से lucky के mama mami की tarf chale jate h.
Ragini एक glass khali krr के dusra glass bi leke khatam krr deti h.
Ragini :- aur 2 pack bnaa के la juldi.
Ragini waiter ko order deti h too waiter vaha से nikal jata h aur lucky aur aditi के pas aa jata h.
Waiter :- sir vo stri aur sharab manga rahi h.
Lucky :- hmm.
Lucky फिर baki sharab bachi उसके aur pack bnaa के waiter ko bhej deta h.iss baar के pack bina goli के the।
Aditi :- show kaab start hoga.?
Lucky :- bus 5 minute mai start hu jayega.
Lucky haste hue jawab deta h.
vahi Ragini फिर से sharab pine lagti h aur तभी use pet mai कुछ gadbad hone lagti h aur use toilet lagne lagti h.
Ragini :- waiter washroom kidhar h?
Waiter :- us aur h medam.
waiter एक side mai ungli dikha krr washroom dikhata h.
Ragini :- sanjay beta Tu idhar rukh mai jara washroom hoke aay फिर घर chalte h.
Sanjay :- thik h mummi.
Ragini uth krr washroom की tarf chali jati h.
Lucky :- show start hu गया.
Aditi :- sweety ko bi bata दो उसका plan successful raha.
Lucky फिर sweety ko call krr के bata deta h.
too sweety bi vaha aa jati h aur tino washroom की tarf एक जगह पर khamosh krr dekhte h.
Ragini thodi der mai toilet krr के बाहर nikal thi h aur 2 kadam hi aage badhi thi की use फिर से toilet lagne lagti h.
Ragini wapas mud krr washroom mai jake toilet mai ghus jati h aur toilet karne lagti h.
vahi sweety, aditi aur lucky tino hasne lagte h.
Sweety :- bhay अब he too gay कम से 1 hr tak too yeh toilet kamara से nikal ne wali h नहीं। too chalo na अब हम लोग dance karne chalte h muze tere sath dance krna h.
Lucky :- thik h chalo फिर.aditi tm bi chalo.
fir tino waha से dance krr rahe the janvi, Priya, prachi sab vaha aa gaye.
" chotu-chhoti chalo humare sath dance karne "।
Janvi.lucky, sweety aur aditi ko dekh krr unhe dance karne stage पर le jati h.
Sweety janvi aur lucky tino एक sath dance karne lagte h music के sath tal मिला krr.
aur prachi aur Bittu dono एक sath dance krr rahe the.aur Priya aur maahi dono vo एक doosre के satb dance mar rahi thi.
Janvi फिर नीचे jake Aditi aur shivvu ko bi le aati h.aur vo doni bi थोड़ा थोड़ा sa qamar hila krr dance karne lagti h.
Sweety lucky के kaan mai bolti h :- bhay muze couple dance krna h apke sath। too baki sab ko thodi der के liye stage से नीचे bhej दो na.
Lucky :- ha thik h.पर yeh ap ap bolna बंद krr varna bohot mar padegi.
Sweety smile karne lagti h aur lucky bi smile karte hue Vaha से chalte hue song bajane wale के pas jata h aur use song बंद karne ko Kehta h। too vo बंद krr deta h too lucky फिर stage पर aake bolta h.
" ap sab के liye एक performance birthday girl aur boy की tarf से pesh hone wala h too sab लोग stage के नीचे jake iss performance ko dekh krr enjoy kariye." song बंद hu jane से sab dance karte hue rum jate h aur song bajane sale की tarf gusse से dekhne lagte h too lucky sabke samne aake sab ko batata h.
Lucky की बात sun krr sab stage पर the vo नीचे aa jate h aur अब uper sirf lucky aur sweety hi the.
Janvi :- chotu e chhoti एक dum jordaar dance krna okk.all the best.
dono :- Thank you Didi.
Lucky :- sweety konse पर dance kare ?
Sweety :- " Raabta " yeh song lagane ko keh दो.
Lucky फिर song bajane wale operator ko song lagane ko kehta h। aur फिर sweety के pas aa jata h। stage पर की light off krr di thi.
फिर song start hote hi एक white light lucky aur sweety पर padti h.
aur song की line aur Music के sath lucky aur sweety dono dance karne lagte h.
Dono hi dance mai perfect the.
Sab लोग lucky aur sweety kaa dance dekhne lage the.
फिर song mai khatam hone के last moment पर yeh pose dete h dono.
Sab लोग खुश hoke taliya aur chitiya bajane lagte h.
Lucky aur sweety dono kaa couple dance bohot hi mast thaa iss liye sab खुश hu gaye the dance dekh krr.
फिर yeh dono sidhe khade hu jate h aur sabko aabhar karte h। aur फिर sabko stage पर bula lete h aur फिर sab एक sath doosre song पर dance karne lagte h.
vahi Ragini की toilet mai halat bura hu gay thi.baar baar fresher aa jata thaa jiski vajah से 1 hr के uper hu गया vo toilet mai hi bethi hue thi.
फिर thodi der बाद Ragini pet pakad te hue बाहर nikalti h aur apne bete के pas aake घर jane ko bolti h too dono bina kisi से कुछ bole hi hotel के बाहर nikal jate h aur Sanjay gaadi start krr deta h aur Ragini bi beth jati h gaadi mai aur फिर gaadi apne घर की tarf nikal dete h.
Lucky aur sweety ne Ragini ko jate hue देखा thaa aur dono hi Haas rahe the Ragini की halat dekh krr। Ragini ko bohot bhari pad गया gyaa thaa yaha आना.
yaha फिर thodi der dance karne के बाद sabko khana khilate h aur sab लोग khana khane के बाद apne apne घर nikal jate h.aur last mai lucky की family bi apne घर nikal jate h.
Sandhya aur उसका shauhar dono apne घर nikal jate h.subhah hospital jana thaa iss liye.priya aur maahi dono lucky के sath jati h lucky के घर.
Lucky के mama mami aur Bittu aur prachi bi lucky के घर hi chalte h.
30 minute mai sab घर pahoch jate h। rath के 12 baj gaye the.
Lucky aur Bittu terrace पर sone chale jate h gade aur takiye leke.
prachi aur Priya dono janvi के kamre mai chali jati h.
maahi aur sweety apne kamara mai chali jati h.
Mama aur mami lucky के kamara mai sone chale jate h aur Mohan aur Aasha apne kamara mai.
sab thak gaye the iss liye thodi hi der mai so gaye.
vahi terece पर lucky aur Bittu 4 bear leke gaye the too pahle bear pite h aur sath mai cigrate bi jala rakhi thi too cigrate pite hue bear pite h.
aur फिर dono bi thodi der idhar udhar की bate karne के बाद so jate h.
.
.
too Be Continued
[ Like krna Mat Bhulna friends]
Tu kee Jane pyar maira - Next part miss mat karna
Behad hi shanadar aur jabardast update bhay. bhut khoob superb. Ragini kee halat bura krr di. Dance jordar thaa aur update kamal kaa. Mazaaaa aa gyaa bhay waah.
Mast Update bhay too Bahar say Gundey Bola krr dhananjay Sahar mein khauf Paida krna chahta h Dekhte h Lucky aditi say mil krr kya krta h ptaa chalne pr our yeh ragini buwa kya krti h jb mla Lucky k bare mein puchhta h too
Supar shandaar update bhay too ragni ne akhir bata hi diya mla ko our yeh bi k lucky k kisi friend ne help kee h yeh too sali pakki randi hi h aage dekhte h kya hotha h lucky k sath
Sweety kee yojna safal hoyi. Ragini ko shaq too hoga hi kee Sharab pine k baad hi aesa huwa. Dekhe uski kya pratikriya aati h? iintazaar agle rasprad update kee
Relavant source : click here


