Durrani – New Episode
Russia की Kisi एक jagha पर rat 12 baje एक ladke ko janjiro से bandh krr latkaya हुआ thaa। Us के aas paas कुछ लोग thaa joo has rahe thaa। Us ladke की umar कोई 22 ya 23 की thi.
Us के lambe lambe baal the aur chehra पर khun hi khun thaa.
joo लोग khade thaa woh sabhi Russian mafia के लोग thaa.
Un mein से एक kehta haen- boss ko call karo। Un ko khuskhabri sunao.
Un mein से एक ldka apne boss ko call krta haen aur kehta haen boss Durrani kaa admi ko pakr lia haen iss ne कोई information नहीं dai abi tak gold की। Un kaa Boss kehta haen कोई बात ni mein a raha ho.
1 ghante बाद un kaa boss ata haen joo कोई Russian don thaa.aur us के sath कोई 100 admi hote haen sab के pass gun hoty haen। jb boss ata haen too ladke ko dekhta haen। aur phir एक awaz bahutt haen। Happy birthday Durrani। Happy birthday Durrani। aur es kaa sath waha khamoshi cha jati haen
aur usi waqt india के delhi mein एक business mann kaa accident hu jata haen jis की age कोई 53 sal hongi। aur un ko hospital lejaya jata haen ya khabar tv पर जब chalti haen too bht jyada hangama hu jata haen
jb us की family ko malum chalta haen too woh pagal hu jate haen aur woh hospital की taraf chalte haen.
vahi Russia mein जब sab us awaz ko sunte haen too daar jate haen क्योंकि ya awaz khud khun के pyase durrani की thi.
jb boss aur us के logo की nazar samne us ladke की taraf jati haen too woh dekhte haen us ladke ne एक jhatke से hi janjir tor dali.
Adhe ghante बाद waha sirf boss aur woh ldka hi khade the.baki boss के logo की body एक taraf aur un की body से alag un के sir o kaa us ladke ne chota phad bna dia thaa aur un पर khud betha thaa। woh boss bht dara हुआ aur maafi mang raha thaa.
Durrani- bolo अब tumhara क्या hal karu dhoka देना Wale ko too sab से alag moth deta haen Durrani.
Boss- Durrani teraa hatho marne से behtar hoga की mein khud moth ko sawikar karlu.aur boss apni jeb से एक bottle nikal krr pii jata haen। aur vahi us की moth hu jati haen.
Durrani- sab से bujdali की moth hoty haen suside krna.
Introduction
Durrani(Russian mafia 23 sal age lambai 6'1 color bilkul safeed। eye color grey। body full mast awaz mein एक alag hi roab full bole too handsam mann baki kaa kahani mein pta chale gain)
John(age 35 Durrani kaa muh बोला bhay durrani mein iss की jan basti haen ya durrani ko कोई 6 sal pehla Mila thaa bus iss kaa एक maksad haen kisi ko marna। kisi से haen mohabbat नहीं)
Jis business mann kaa accident हुआ thaa us kaa introduction
Ranjeet chauhan- एक businessman in kaa bht बड़ा business haen। In kaa 3 bache haen 2 bete एक beti। bus in से past mein एक galti esi hoi jis kaa pachtawa ajj tak haen.
Megha chauhan- एक housewife haen। Apne bacho से bht pya krti haen। Ya vi usi galti के lia bht pachtawa krti haen.
Sameer Chauhan- (age- 27 5'11)handsome haen। Apne daddy की business mein madad krta haen.
Apne chote bhan bahi से bht pyaar krta haen khaas krr के bhay से। woh alag बात haen की मिला नहीं 10 salo से.
Ayushi chauhan- (age-25 5'9)bht jayda sunder haen। Ladke iss के picha pagel haen। Har bakt nak पर गुस्सा rehta haen।
Clg के last year mein haen। Ya black belt champion vi haen.apni family से bht pyaar krti haen.
In के 3 bete ko in hone ne kisi bazha से uk bhej dia thaa। joo 6 month के बाद waha से bhag gya.
Aarti singh(age 48 ) ranjeet की behan। Bht hi jyada chalu। Sirf pesa से pyaar haen
iss की hi bajha से ranjeet ne apne bete ko uk behj dia thaa.
Shekar singh(age 54) bht hi jyada harami aadmi haen apni biwi की prakaar। Ya vi एक businessman haen। aur in की nazar Ranjit की property पर haen.
In के 2 bache haen.
1 beti Meera singh(age 27 )bht sunder haen। aur bht hi masoom vi। Good natural wali ldki haen.
2 beta Amar singh(age 26) handsome haen। Bht hi kamina। iss की nazar hammesha ayushi पर hi rahti haen। aur use pana chata haen.
Durrani waha से nikalta haen too samne gaadi mein john us kaa wait krta dekhai deta haen Durrani us के sath gaadi mein beth jata haen। aur puchta haen karli apne dill ❤️ की। Durrani bus has a deta haen.
John- Durrani tm ko india jana hoga 2 Kam haen waha एक too hamar gold kaa काम mein कोई problem haen.
Durrani india kaa name sun के hi us ko dekhne lagta haen jesa कोई joke sun raha hu।
Durrani- fr bhay waha की local gang joo humare lia काम krti haen us ko behajo.
John-woh काम sirf tm hi krr sakte hu। aur काम mein vi problem तुंहारे purane dushmani krr rahe haen। pr wo ya jante नहीं ya mall Russian mafia kaa haen। woh baas ya jante haen ya mall waha की locel gang kaa haen।
aur dusra कम________________
Durrani sab sunta haen aur jane के lia han krr deta haen
Durrani – New Episode
vahi dusri taraf chauhan family aur singh family के sath hospital mein bade bade police Adhikari vi hote haen। Jaha Chauhan family kaa ro ro के बुरा hall hu jata haen। Sameer sab sambhalne की koshis krta haen पर vo khud ander से tut chuka thaa.
woh लोग doctor kaa wait karte hian कब doctor bhar ayega। Jesa operation kamara kaa red bulab बंद hotha haen doctor bhar ata haen। Sab लोग doctor ko dekhne lagte haen। Doctor un ko kehta haen की un की surgery karni paregi.
Sameer- doctor sab aap fr surgery karein.
Doctor- hamre pass iss waqt कोई best doctor नहीं haen.
Tabhi waha kisi की awaz sunayi deti haen की surgeon ya raha operation की tyari
karo.
Jesa hi sab की nazar samne की taraf jati haen waha 10 ya 12 लोग kale suits mein chl के un की taraf arhe hote haen.
aur un mein joo ldka agge hotha haen us की age कोई 23 sal की thi। pr un sab से jyada roab us ladke के chera पर thaa joo un mein sab से age thaa aur white suit mein thaa aur ankho mein एक black chasma thaa.bht hi jyada handsome lag raha ta vo ldka.Jesa hi police commissioner की nazar us पर parti haen woh us ladke ko dekh krr dar jata haen aur अपना pasina saf karne lagta haen। Itni der mein woh ldka vi in logo के pass ajata haen.
ldka- Doctor ya haen America के famous surgeon dr.smith ya karenge surgery.
Doctor- ok thik haen jesa app लोग kahe।
aur dr smith app ander chale। aur app kaa क्या nam haen.
ldka- लोग hame pyare से Durrani kehta haen.
Jesa hi yaa name sab sunte haen sab chup hu jate haen। Police wale dar के sath picha hu jate haen। Itna sab ko chup dekh krr Ranjeet की behan agge krr Durrani ko bolne lagti haen.
Aarti- agya ajj fr tu itne salo के बाद। Property kaa hissa लेना tuje कुछ नहीं milega.samaja chala jaha yaha से.
Aarti की ya batein sun krr sab hosh mein ajate haen। sameer aur ayushi के sath Meera vi ake Durrani के gale milti haen। pr Durrani sab ko dur krta haen.
aur kehta haen
Durrani - aj tak mein kisi vi aadmi kaa ahsan apne upper नहीं rakkha wohi ahsan uttarne Aya ho। Samjhi app। नहीं too app के pass commisioner betha haen un से puch li ji a kyu commissioner sai कहा na.
Commissioner अपना name sune के dar jata haen aur han kehta haen। aur durrani mur kr jata haen aur kehta haen 1 ghante mein Aya.
Durrani के jane के बाद sab एक doosre ko dekhne lag jate haen की क्या हुआ abi shekar commissioner से puchta haen की क्या बात h commissioner saab aap itna ghbarye हुआ kyu haen.
Commissioner - aap ne कभी rakt के pyaas के name suna haen.
Sabhi लोग - ji wohi na Russian Mafia
Commissioner - hmm vahi
Arti- us kaa Durrani से क्या link
Commisioner - kyu की Durrani hi woh mafia haen.
jb sab ya sunte haen sab bht dar jate haen.
Commissioner- अब upper wala hi bachaye iss city ko। aur aap logo ko vi.
Kyuki Durrani जब kisi kaa hisaab krta haen तब logo के sir कम पर jate haen us ko katne mein। pr woh rukta नहीं haen।
Ya kehke woh sab logo chale jate haen। chauhan aur singh family ko सोच mein chorke।
Durrani – New Episode
Thodi hi der mein doctor kamara से बाहर ata haen sab लोग doctor से puchte haen की doctor sab kesa haen woh.
Doctor - woh अब thik haen। Kal un ko hosh ayega aap fr mil लेना filhal मेरा काम hu gya mein jata hoon.
Sameer- doctor sab aap kha jaa rahe hu ajj yaha नहीं rukna क्या apne
Doctor - नहीं Durrani से बात hongi haen मेरी us ne मेरी ticket Kara di haen chalo abh mein chalta hoon। aap लोग vi aram kare.
Doctor के jane के baade sab लोग bhagwan kaa shukr karte haen.
aur fr sab लोग Durrani kaa wait karte haen। pr Durrani Aya नहीं.
Agle दिन commissioner vi hospital ajata haen। jb rajveer ko hosh ata haen। Sab लोग us से milne under jate haen। aur commissioner vi jata haen। Fr rajveer ko hospital के vip kamara mein shift krr deta haen। Sabhi rajveer kaa halchal puchte haen पर kisi ne avi tak Durrani के bare mein नहीं bataya thaa। Fr Ayushi tv on krti haen joo kamara mein laga हुआ thaa.
Achank sab chonk jate haen khabar sun krr। Jis mein ata haen famous businessman rajveer chauhan पर jan leva hamle karwane Wale lago mein से कुछ logo ko कल rat kisi ne maar dia। Bataya jata sabhi logo की body से un kaa sir alag krr के eksath rakkha gya thaa.
Filhal avi tak mastermind kaa pta नहीं chala haen.
jb ya khabar sab sunte haen too harain rha jate haen। aur chouhan family samaj jati haen की ya काम Durrani na kiya haen पर Durrani haen kha पर.
Tabhi kamara kaa gate open hotha haen white t shirt aur dark blue pant sath hi ankho पर black chashma laye Durrani ander ata haen। Jisa dekh krr sabhi लोग kho jate haen.
aur Durrani chl krr rajveer के pass ata haen। Rajveer sab की aur dekhta haen jesa puchna chata hu के ya kon haen.
Fr durrani bolta haen के लोग mujhe Durrani kehta haen। jb rajveer ya sunta haen too uth ne की koshish krta haen पर uth ni ptaa Sameer un ko lete rehna के liye kehta haen.
Durrani vi bilkul pass jake beth jata haen.rajveer us gale lagata haen। aur rone lagta.
Durrani - rajveer chouhan mein app kaa beta नहीं ho। joo app esa ro rahe hu.app kaa sirf एक beta aur एक beti haen samjhe.
mein yaha पर sirf कुछ ahsan o kaa badla देना aya ho samjhe app.
jb sab ya sunte haen too हैरान hu jate haen.
jb ya बात megha aur rajveer sunte
Durrani - Next part mein bada twist
bohot badhiya story likh rehe hu Tow Durrani apni family k doshma o dhoondhne aaya hain Gussa hain kisi baat ko leker halanki iska gussa ayshi hi khatam karegi aesa lag raha hain Dekhte aage kiya hotha hain
Relavant source : click here