Durrani – New Episode
Ab mein rajveer ko papa aur megha ko mummy likhuga
jb Papa aur mummy ya बात sunte haen too rone lagte haen.
Sameer - ya क्या बात haen bhay कोई esa बात karta haen apne parents से.
Durrani- achya अब aap bataoge kesa बात karte haen।
Durrani ne yaa bat अपना chasma ankho से nikalte हुआ kha.
Ayushi एक pal के लिया उसकी ankho mein hi kho gayi। aur fr hosh mein ate hi durrani पर hath uthane agye ayi। Durrani ne us kaa hath hi paker lia.
Durrani - ya galti mat krna verna एक pal के lia vi नहीं sochunga। Samjhi की नहीं.
Akhri words Durrani ne gusse sa kha jaha sabhi dar jate haen.
Kuch der khamooshi rehti haen jisa vi Durrani hi dur krta haen.
Durrani - rajveer sab aap ko क्या lagta haen kis ne kiya hoga ya। App की kisi से dushman haen क्या?
Papa- नहीं मेरी kisi से कोई dushman नहीं haen.
Durrani - doctor अब ya btao inko कब free karonge.
Doc- app ehna घर lejaye mein एक nurse sath bej deta ho। Baki sab thik haen। bus अब too ihna rest hi krna haen.
Durrani - ok mein chalta ho
Megha- Durrani beta tm iss waqt kha पर jagye। Chalo घर chalo। vahi पर rukh jao
Durrani - Megha ji shukri aap kaa joo apne muze अपना samaja पर mein esa rukh ni sakta। woh क्या haen mein एक sal के lia yaha aya ho aap sab पर mein bojh ni bnaa chata.
Durrani की बात sun के chauhan family kaa dill ❤️ beth jata haen.
Sameer - dekh bhay tairi narajgi horo से h na मेरा sath too ni। mein tuje ajj vi bht pyaar krta ho मेरा bhay.dekh tu yahi घर पर aja plz bhay.
Durrani - ok। pr muze waha par full Privacy chaie a। aur mein free mein नहीं rahunga khane pine tak के pesa dunga। Kal ko क्या pta app aur aap के rishtedar kehda की ya mufta kaa khata haen.
Durrani ne ya बात sidhi singh family ko kahin thi.aur woh samjh vi gye.
Papa ko lejane की tyari hu jati haen। Durrani अपना beg hotel से le ata haen aur घर पर paunch jata haen। Jaha sabhi us kaa wait karte haen।
jb durrani ata haen ghr sabhi us hall mein bith te haen aur megha Durrani के lia coffee lati haen। Coffee pina के बाद
Durrani- मेरा kamara konsa haen.
Ayushi - woh uper wala tumhara haen। Sath wala मेरा haen samjhe.
Durrani अब jake gor से ayushi ko dekhta haen। aur एक pal के lia kho jata haen.aur socta haen की कोई itna vi khubsurat hu sakta haen। Fr apne aap पर control krta haen.
Fr sabhi ko agle दिन milne kaa kah के chala jata haen.
Sabhi लोग apne apne kamara mein jake so jate haen.
Agle दिन subha के waqt जब Durrani jagta haen too jake fresh hotha haen। kamara mein ake sochta haen घर mein too agya अब us के baare kesa pta Karu.
Itne mein us के kamara के gate par knock hoty haen jis sa woh hosh mein ata haen aur puchta haen kon haen.
Sameer- mein ho Sameer teraa बड़ा bhay chl aja juldi नीचे nashta laga हुआ haen.
Durrani - ata ho bus app chale। Fr sochta haen की kitni juldi haen मेरा बड़ा bhay banane की।
Durrani – New Episode
Durrani fresh hu के jesa hi nicha ata haen sab लोग us kaa hi wait karte haen। Durrani bina kisi की taraf dhyaan deka अपना breakfast karne lag jata haen। aur sabhi लोग ko khamosh chap apne aap mein ishara karne lagte haen। Jesa kon बात shuru karega। Yaha singh family से sirf meera hi thi joo apne mama के घर rat ruki thi.
Fr meera hi बात shuru krti haen.
Meera- Durrani mein meera ho। Kya tm muze jante hu.
Durrani- achya thanks batane के lia की app Meera hu.
Meera- accha। Durrani क्या karte hu tm matlab study.
Durrani - filhal uni mein Last year mein thaa। abi एक sal yaha काम haen। bus vo poora hu jaye। Fr bapas apne घर chala jaunga.
Durrani kaa apne घर jana kehna sab ko बुरा lagta haen.
Ayushi- accha। Fr yaha kyu aye hu जब jana hi haen।
Durrani - bataya too haen। kee yaha एक काम से aya ho.vo hu jaye chala jaunga। aap ko कोई problem haen। mein abi chala jata hoon.
Sameer - नहीं kisi ko kahin jane की zarurat नहीं haen। Ya teraa vi घर haen। samaja
Meera - accha fr tm apni study yaha से shuru karlo thumara loss नहीं hoga.
Durrani - hmm। mein vi yahi सोच raha ho। pr yaha कोई achya clg haen.
Meera- han haen na। aur Ayushi vi last year mein haen aur ya jis clg mein haen waha best clg haen iss area kaa।
Durrani - oh accha fr thik haen। mein apne paper jama krta ho fr क्या pta addmission mile ya नहीं। Chalo fr vi बात krta hoon.
Sameer -कोई jarurat नहीं tumhe कुछ karne की bus apne paper muze de Dena। Baki काम hu jayega.
Durrani - ok 15 mnt बाद lalena paper.
Fr sabhi breakfast से farig hote haen। aur papa के kamara mein jate haen।
durrani apne kamara mein jata haen aur kisi ko phone krta haen.
Durrani - कुछ pta chala us के bare mein.
Samne wala - नहीं bhay bht hi jyada chupa rustam aadmi haen ya too.
Durrani - mena ya नहीं जानना bus muze joo जानना haen woh pta karo samjhe.
Samne wala - ji bhay.
Call kat hote hi Durrani apne paper jama krta haen.itni der mein us के gate mein knock hotha haen।
Durrani - comming
Sameer - lya teraa paper देना jarha mein iss की email send kardu principal ko woh Papa के bht ache dost haen। aur tairi addmission vi hongi bus ya send kardu.
Durrani - ok
Sameer email behj deta haen। aur apne kamara mein chl jata haen.
Durrani sochta haen bht juldi iss sab ghul mil jana haen bus us ayushi से dur rehna hoga। fuljhdi
Fr woh aram krta haen kyu की aur kii कम नहीं thaa us के paas.
Dhupher ko khane पर us ko megha bulati haen aur नीचे ane kaa kehka chalu jati haen.
Durrani fresh hoke nicha jata haen.aur khana khata haen।
Sameer - teraa pass aur कोई kapde नहीं haen क्या.
Durr-hmm bss yahi kapde haen। mein सोच raha thaa की sham ko khai से kharid के leka ayu.
Itne mein waha megha bahutt haen.aur un की बात sunti haen।
mummi- Sameer beta अब too तुंहारे Papa vi thik haen। tm Durrani aur in dono ko sath shoping par lejana sham ko.
Meera- waha mami you are the best। Bht vadia mein aur ayushi na vi bht saman लेना haen.ya accha raha.
mummi haste hue chali gayi.sham sab hal mein thaa aur Durrani kaa wait karte haen। Durrani जब nicha ata haen too bht handsome lagta haen aur ankho पर chashma hotha haen। aur call पर kisi से बात krta haen। Sab us ko hi dekh rahee hote haen। Fr जब vo call kat krta haen sab ko dekhta हुआ puchata haen क्या हुआ
Sameera - yaar कुछ ni tu aaj handsame lag raha haen aur kis sa itni lambi बात chl rahi thi
Durr- mein ho hi handsome lagna too haen hi। aur vo friend thaa jis ne एक gift di haen joo iss address पर ajyegi shyeed aggi। joo bhar horn की awaz a rahai haen। Sab लोग bhar jate haen too dekhta haen एक gadi hoty haen joo avi india mein ayi hi नहीं thi.samerr use gaadi की dekhta ho heran hu jata haen aur us के sath sab vi.
Sameer - wow yaar क्या बात haen
Meera- han yaar क्या gaadi haen kyu Durrani iss gaadi mein hi chale shopping karne.
Durr- hmm kyu नहीं.
Itne waqt से ayushi bss gaadi aur Durrani ko hi gorr से dekh rahi thi.
Fr Durrani gaadi chalne lagta haen.उसके baraber Sameer aur piche dono ladkiya beth jati han। Sab लोग fr chalte haen shopping karne mall mein.
Sameer Durrani ko raah batata haen। aur vo लोग कुछ waqt' के बाद mall mein ajate haen। Ya bht बड़ा mall hotha haen sab logo utar के Durrani gaadi parking mein lata haen। Waha vi sabhi gaadi aur Durrani ko dekh rahe thaa।
Badhiya shaandar update Badi juldi sab ghul mil rehe hain halanki ye Ayushi say kyon door rehna chahta hain Ayushi hi theek karegi Durrani ko Baherhal dekhte hain aage kiya hotha hain
Durrani – New Episode
Shabi लोग Durrani kaa wait karte haen। Itni der mein durrani vi ajata haen। Sabhi लोग Durrani के sath mall mein jate haen। aur apni apni shopping karne lagte haen। Durrani apne lia कुछ kapde लेना jata haen। Jaha us की madad Sameer krta haen। aur woh लोग abi apne lia कुछ kapde hi nikal sake thaa की itne waqt mein dono ladkiya vi un के paas ajati haan jin के paas bus एक एक packet hotha haen। woh लोग abi Durrani के lia apni पसंद के kapde select krti haen। Ek jori kapdo की ayushi पसंद krti haen। aur woh लोग अपना saman leka nikalta haen।
Meera- yaar bhuk lagi haen.कुछ kha kr घर chalte haen kyu ayushi.
Ayushi- han yaar bhuk too muze vi lagi haen.
Sameer - chalo fr कुछ kha pii leta haen। Kyu bhay.
Durrani -bss han mein garden hilata haen
aur sabhi लोग chale jate haen.
jb ya लोग hotel mein paunchate haen too hotel mein jayda tar couple hote haen। jb ldki o की drishti Durrani पर parti haen too vo us ko hi dekhti haen। joo jyada tar ladke Durrani से jal rahe hote haen। Ya sabhi लोग एक sath jake piche की tarf table पर beth jate haen। aur waiter ko अपना order deta haen.in के table के paas hi 3 ya 4 ldki o kaa एक group hotha haen। joo apni masti mein thi। Un mein से एक की nazar Durrani पर parti haen.
ldki 1 - yaar dekh kita handsome ldka haan yaar.
ldki 2- han yaar bht hi jyada handsome ldka haen
ldki 3 - tm loga kaa कम hi ya h joo ldka dikha usi ko dekhne lag jati hu
ldki 4 - yaar payel एक bar dekh too sai sacch mein bht kamal kaa ldka haen
ldki 3( payel) hmm accha haen। pr us के sath woh दो ladkia vi haen.dekh jin की back hamaari taraf haen। pr ldka sacch mein kamal kaa haen। ( ya Maan jaye abi iss से shaadi karlu)
Laddki 2 - क्या हुआ tu कब से dusro से darne lagi jaa Jake puchle.
Payel - कोई बात नहीं puch vi laungi.
Ya itni der से apni baate krr rahi thi। पर in की baaten ayushi aur meera vi sun rahi thi aur andr hi ander in sab ko gali de rahi thi। aur inkaah order vi ajata haen aur ya लोग kahana khate haen। Sameer - Durrani tumhari addmission hu gi haen। Chae कल clg chale jana ayushi के sath.
Durrani - accha thik haan dekhta ho
YA abi batte hi krr rahe hote haen। Payel aur us की sehli in kaa pass bahutt haen
( Payel - एक rich family से haen aur gusse wali bht haen। Ladke vi iss sa darte haen। aur bht khubsurat haen। Ya vi clg Last year mein haen apne parents की ekloti aulad haen। iss लिया pyaar ne bigad dia haen)
woh durrani ko dekh ti haen aur us की ankho mein kho jati haen। jb ayushi us ko dekh ti haen aur agg babula hu jati haen.
Ayu-(gusse mein)payel hamre table पर क्या karne ayi hu.
Payel joo kabki Durrani ko dekh krr khi gai thi woh ayushi की awaz से hosh mein bahutt haen।
Payel - oh ayushi tm yaha vah क्या बात haen dekho yaar hamre samne the great ayushi bethi haen.
Ayushi - मेरा sawal kaa ya jawab नहीं हुआ। Tu hamre table पर क्या karne ayi h.
Payel- woh क्या haan muze tuze से कोई कम नहीं haen.mein too Apne bacho के baap से milne ayi ho.
Sab लोग ya बात sun heran hu jate haen।
Ayushi - fr us के pass jaa humare paas kyu ayi hu.
Payel- us के paas hi ayi ho। Kyu handsome.
Yaha अब sab heran thaa।
Sameer - oh madam shyed कोई beham hoga aap ko hamara bhay too avhi city mein new h.
Payela - oh aap too ayushi के bade bhay haen। Achya ya aap kaa bhay haen fr ta accha हुआ। aur mein कोई beham mein नहीं ho। Ajj नहीं too कल ko मेरा hi bachho के baap banega। Kyu handsome.aur अपना name too batao yaar कल hi तुंहारे name kaa tattoo banwa lungi.
Ayushi (bht gusse mein)
Haramzadi dur rahe us से नहीं tuje maar dalundi। Samjhi क्या aur iss kaa paas vi nazar ayi too bht बुरा hal karungi। Kisi aur से jake बात krr.chali jaha yaha से.
Payel (jate हुआ) chl Ayushi ajj से hamri dushman khatam। aur inkaah dhyaan rakhna ya मेरी imanet haen teraa paas। aur tu too अब मेरी nannd haen tairi बात too manni paregi। Name filhal mein ptaa karlungi.
Bye darling .
Payel aur us की frands chali jati haen। Durrani itne time से bus chup hi raha use too कुछ samj hi ni aya की क्या हुआ abi.
Ayushi- dekh too ho kesa iss के paas bahutt haen mar dalungi।
Sameer - shant mata shant fr क्या हुआ। bus woh keh के hi gai haen karke too नहीं gai कुछ.
Ayushi (gusse mein) itna कुछ kargi woh abi vi aap kehta hu की कुछ नहीं हुआ.
Sameer us कुछ नहीं bolta
Sameer - vah bahi avhi aya haen aur ldki o की line laga di tune too vah मेरा sher.
Durrani abi कुछ bolta itne mein ayushi की awaz agi.
Ayushi- isa too bus majaa ayega की ladkia iss के ass pass hoty haen। aur tu sun lai मेरी बात tu iske pass देखा muze tairi tange tor dungi samaja। Durrani - अब mein क्या kiya woh khud ayi mein too नहीं gya। aur aap esa kyu bol rahi hu yaar.
Ayushi - muhje कुछ नहीं maloom jitna kha h utna krr samaja। aur कल ko clg मेरा sath rehna sirf मेरा sath.
Durrani agge कुछ नहीं bolta kyu की use samjhe aggi thi की behas से अपना hi nuksan haen। aur woh लोग free hoke घर की taraf chl parte haen.
Durrani - wesa ya fuljhadi h kon.
Ayushi - tuze kha h us से dur rehna ko samaj नहीं ata क्या teraa.
Sameer Durrani ko ishara krta h की कुछ na bole। Durrani vi khamosh joo jata haen.
aur घर की taraf chale jate h.
ghrr paunch krr sab apne apne kamara mein aram karne jare haen।
Durrani - Continue reading for full story
Relavant source : click here