Durrani (2024)
Durrani Ki Khuni Dastaan
Ek raat, ek ladka janjir se bandha hua tha, Russian mafia ke log uske aas-pas khade the. Lekin jab Durrani ka naam liya gaya, to sabki hawa nikal gayi. Kya yeh ek khuni dastaan hai, ya kuch aur? Padhiye is kahani ko, jahan khun, darr, aur suspense ki kahani hai. Durrani ki awaaz ne sabko dara diya, aur phir kya hua? Ek business man ka accident, aur ek khuni dastaan ki shuruat.
Latest Comments
-
Khannaye teen mummy baap beta kon joo Durrani ko Japan mai marwana chahte the Tow Ayushi kaa birthday hain sabne surprise dia halanki sabse bada surprise tow Durrani ne dia my life bol ker Baherhal dekhte hain aage kiya hotha hain Behtareen zabardast shaandar update
-
ChandaTow Durrani apne mummy baap say iss liye gussa hain kee unhone Bina sacch jaane uske saath aesa kiya aur jb sacch kaa ptaa chala tow baat haath say nikal gai thi Baherhal dekhte hain kab gussa rehta hain Badhiya shaandar update
-
BhaveshTow Durrani aur John kee mulaqat iss prakaar say huwi aur maar kaat oa ptaa nahee kiya kiya kerke aj yaha tak pohcha hain Badhiya zabardast shaandar update
-
SimraanDurrani bhay inte din pe dete hu oh bi itu sa ap sirf words ko bada krr dete hu pr update chota dete hu yeh achchi baat nahii hain
-
KriteekaLadkia tow yaha Durrani k liye sautan aur ptaa nahee kiya kiya banne ko taiyar hain Dekhte hain Durrani k wapis aane k baad kon kiya banta hain Badhiya shaandar update
-
KachruTow snake gurup kaa Patta saaf hu gyaa aur clue Mila kee Kise ne India say in sabko kaam dia thaa Baherhal Durrani k India wapsi hu gai hain ab dekhte hain aage kiya hotha haan Badhiya zabardast shaandar update
-
TaaraAb ye kon aa gyaa jisne race mai tang ada dia kiya Durrani hain ya koyi aur jise dekh ker sab dar gaye Dekhte hain aage kiya hotha hain Badhiya shaandar update
-
KamineeScorpion gang walo ko ab ooper wala hi bachaye Zabardast fight hone wali hain ghrr walo kee tow Hawa nikal gai Durrani kaa gussa dekh ker Baherhal dekhte hain aage kiya hotha hain Badhiya zabardast shaandar update
-
SwetaDurrani bhay tow jaha ja rehe chaa ja rehe hain PayPal tow ek jhatke mai lattu hu gai halanki apni heroin Ayushi lagta hain aesa hone nahee degi Baherhal dekhte hain ab kaalej mai kiya hotha hain Behtareen shaandar update
-
AnkeetaAmar kee saari hakadi nakal gayi bada ghamad thaa kee haar Baar vahi jeetega Ayushi say maafi bi mangni padi sai hain Baherhal dekhte hain aage kiya hotha hain Badhiya zabardast shaandar update