Durrani – New Episode
jb Durrani ya sab बात sunta h too woh sochta h की itna waqt के बाद attack kiya haen matlab in के pass aur vi support haen। aur Durrani un y.c ko in logo पर nazar rakhne के lia bol deta haen। aur apne gold kaa कम dekhta haen।
vahi dusri tarf Ayushi agle दिन clg jati haen। too apne frnds के paas jati haen.
Aarti- Ayushi aj Durrani नहीं aya.
Ay - wo कुछ काम के lia gya हुआ haen कुछ दिन बाद ayega।
Us की बात sun के Aarti kaa chera utar jata haen.
karan- accha। yaar hmm लोग movie dekhne ja rahe haen। tm dono ne chalna haen क्या
Ayushi aur aarti एक sath kehti haen। nahee hamara dill ❤️ नहीं tm dono chale jau.
Simran aur karan movie dekhne chale jate। haen।
aur sahil inke sath आज aya नहीं thaa.
Aayushi- क्या बात haen मेरी behan tu esa kyu hongi haen.
Jesa kisi ne teraa dill ❤️ chori karlyi hu.
Aarti- bus esa hi samaj le मेरी bano.
Kisi ne मेरा dill ❤️ hi chori karlia haen.
Ayushi - oh accha ji। Fr thik woh kon haen hame vi bata de.
Aarti- कोई बात नहीं waqt ane पर hi bataungi.
Ayush - yaar esa kesa name too bata hi dai.
Aarti- yaar बात ya haen की mein use pyaar krti ho.
Us kaa pta नहीं muze krta vi haen ya नहीं.
Ayushi - yaar tu itni sunder haen wo tuje mana kesa karega.
Aarti- bss yaar us kaa inkar too.mein sun vi नहीं sakti bht pyaar krti ho। nahee
too mein mar jaungi.
Ayushi - vah ji itna pyaar krti hu।
Aarti - कोई shak.
Fr dono hasne lagti haen.
Aarti- muze too lagta haen की tuze vi pyaar hogya haen.
Ayushi - kyu tuze esa kyu lagta haen.
Aarti - yaar tu pehla एक lady don thi clg की har कोई tujh से darta thaa tuze aur payal ko dekh krr कोई ldka vi ankh नहीं utha sakta thaa.aur ajj कल tu kahin khoi khoi rehti haen.
Ayushi - yaar sacch kahu mummy vi use bht pyaar krti ho aur उसका pta नहीं। Har waqt vo मेरा dill ❤️ mein rehta haen.
Us के khyalao से mein dur नहीं ja shauhar.
Bss woh एक baar han kehda mein too bacho की line laga dungi.
Aarti - vah itna pyaar krti haen। aur bache tak सोच लिया। Ab us kaa nam vi bata de.
Ayushi - jisdin usne han kehdi sab से pahle tuze hi bataungi.
vahi Durrani aj bhar ekla japan की sarko पर ghum raha thaa.
Use कुछ लोग bhagte drishti aye.
too woh un के picha chala gya.जब Durrani vah jakar dekhta haen.woh लोग एक buddhe ko pakad krr marte haen.
Durrani vah ya sab dekhta haen too agge ata haen.
Durrani- us baba ko jane दो.
Gunda 1- kon haen we tu chala jaha yaha से वरना tuze vi maar dalenge.
Durrani - muze एक बात dubara kehna की adat नहीं। Samjhe
Gunda 2 - tuze vi upper paunchana hi parega.
aur vo लोग Durrani ko marne ate haen। Durrani un sab की taraf dekhta haen। aur apni jeb से chota pin nikal leta haen.
Jesa hi gunda akar us ko marne lagta haen Durrani us की ankha पर maar krr us की ankh fod deta haen.
Fr us की gardan Tod deta haen। Ya najara dekh krr sabhi gunde dar jate haen.aur budha admi Durrani ko एक ummed से देखना lagta haen.
Fr vo gunde Durrani की taraf ate haen। Durrani fr un sab ko vi esa hi mar deta.जब sabhi maar jate haen। Durrani budhe की taraf jata haen। Budhe की halat pehla hi bht bura hu chuki thi। Bss woh Durrani ko एक pta batata haen aur behos hu jata haen।
Durrani – New Episode
Durrani budhe आदमी ko लेकर apni gaadi mein ata haen। aur joo usne address bataya thaa us taraf chala jata haen। aur जब woh waha paunchta haen too dekhta haen की एक sunsan ilake mein एक बड़ा sa घर haen aur woh घर us buddhe kaa hotha haen। jb Durrani waha jata haen too watchman ko dekh krr gaadi rok deta haen.
Watchman की age 43 sal के paas thi
Watchman - ji sir app ko kinse milna haen.
Durrani- ji woh app in ko jante haen.
Durrani gaadi की taraf ishara krta haen.watchman जब gaadi mein budhe admi ko dekhta haen.
Watchman- ya too humare malik haen। App in ko ander leka ayi aa.
Durrani buddhe ko ander lejake के एक bade hall के sofe par bitha deta haen.
Watchman bhag krr एक kamara mein jata haen। aur एक kamara mein chala jata haen। Durrani pure घर ko dekhne lagta haen। Itne mein use watchman ata dekhayi deta haen.
Watchman sida akar budhe के paas beth jata haen.
aur us के muh mein एक sishi से कुछ liquid pilane lagta haen।
Durrani badi herani से sab dekh raha thaa woh ya sab सोच hi raha thaa की us budhe ko hosh ane lagta haen.
vahi dusri taraf Durrani ko gaye hue एक week hogya thaa aur Durrani har roj दिन mein एक bar too ayushi से बात krta thaa jis से ayushi bht खुश hoty.
Ek दिन जब woh clg gayi aur apne friends के sath beth krr baate krr rahi thi.
too sahil us से Durrani के bare mein kehta haen.
Sahil- yaar ayu woh Durrani teraa bhaii hi haen.
Ayu- han sahil kyu क्या बात hoyi.
Sahil - yaar lagta too नहीं woh tumhara bhay haen.
Ayu- esa kyu tumhe lagta haen की woh मेरा bhay नहीं haen.
Sahil - woh too har waqt apni akad mein rehta haen। Kisi से बात vi नहीं krta.
Ayu- bss us kaa nature काम bolne kaa.
Aarti- hmm कुछ लोग काम hi bolte haen aur achi बात vi haen की काम hi bolna chaiye a kyu ayushi.
AYushi- han yaar woh too घर mein vi काम hi bolta haen.
Sahil- accha पर yaar woh ldki o के mamle mein देखा नहीं tm logo ne kesa haen। Usdin payal के sath kesa kiss krr rahaa thaa.
Sahil की iss बात पर Ayushi aur Aarti ko bht गुस्सा ata haen.
Ayushi से pehla aarti bolti haen.
Aarti- Sahil usdin sab ne देखा thaa की kesa payal khude akar us से kiss krr rahi thi। Durrani na too नहीं Kari thi.
Sahil- fr woh us से dur vi too hu sakta thaa woh khud kiss krr raha thaa.
Ayushi- us दिन payal ko fr thapad vi mara thaa mena yaad haen। aur Durrani na response too नहीं kiya thaa kiss kaa। Us payal ne akar khud kiss kari thi। Durrani के react karne से pehla hi mena use thappad maar dia thaa fr vo vich mein kyu bolega.
Sahil abb aur कुछ kehta aarti ayushi ko लेकर chali jati haen aur sahil kaa chehra uter jata haen.
Sahil - yaar inlogo ne esa react kyu kiya jesa ya us की wife hu.
simran- sahil yaar coman
Baat haen tm kisi ldki के samne us के bhay ko esa kahoge fr agli गुस्सा karegi.
SAhil- पर aarti kyu
Simran- woh इसलिए kuu की aarti aur ayushi 2 jism एक jan haen। Ek ko बुरा laga samjo too doosre ko vi बुरा lagega.
YA kehkar simran vi uth krr Ayushi aur Arti की taraf chali jati haen.
Karan- yaar tu थोड़ा sa behan kaa lund haen.
Sahil- क्या हुआ.
Karan- yaar mein ayushi की family ko bachpan से janta ho। Durrani कई salo बाद घर aya haen aur woh घर kaa sab से chota person vi haen। iss liye sab us के lia itna pyaar karte haen
Sahil- accha yaar muze pta नहीं thaa.
Karan - अब pta chl gya us से dur hi rehna teraa lia aur sab के lia accha hoga.
SAhil- woh kyu.
KAran- mena suna haen की woh bht jayda khatrnak haen। India kaa don vi us के samne ane से darta haen.
Sahil - chl क्या faketa haen। woh aur khatrnak bus krr bhay
Karan- yaar mein kyu jhoot bolunga। joo suna haen tuze bata dia.
Sahil- suni hoyi har बात sacch नहीं hoty मेरा lala.
Fr yaa लोग apni bato mein lag jate haen.
vahi tisri taraf payal जब से Durrani से mili haen woh bht shat hongi haen.kisi से bina bajha ladti vi नहीं.aur घर mein ekloti hone के karan sabhi us ko bht pyara vi karte haen। Us के parents us kaa ya hal dekh krr bht heran hote haen aur us के friend vi us kaa ya roop dekh krr poora shock mein the.
Esa hi एक दिन us के friend
friend 1 - yaar payal क्या hogya haen tuze joo itna shant rehti haen.
Payal - pyaar hogya haen.
friend 2- vah yaar us chikne से क्या.
Payal - (use एक look deti haen) us kaa nam Durrani haen name नहीं yaad too jiju kha karo samjhi.
friend 1- oh jiju की। joo us के pas har bakt एक nagin rehti haen us kaa क्या karengi। Jesa nag nagmani की security krta haen। Usi tarha woh har waqt us की security mein rehti haen। Jesa us की behan na hokar biwi hu.
Payal- yaar dekh krr too बोला krr woh us की behan haen। aur kimti chizo की hammesha security karni chaiye.
friend 2 - woh sab too thik haen। pr yaar payal teraa aur ayushi kaa 36 sa akada haen.tu sherni too woh baber sherni haen yaar.
Payal- han yaar pehla pta hotha की ya मेरी nand banegi too us से कभी ladti jagdti na। Ab us से maafi mang lungi.
friend 1- jesa woh tuze maaf karde hi। aur tuze pta haen us ne adhe clg की ldki o ko अपना diwana bnaa rakkha haen.पर mazal haen kisi से बात krta hu। Sirf ayushi के siwa woh aarti से बात krta haen। ldki o mein.
Kya pta aarti tairi sotan bnaa chati hu.
Payal- hmm yaar ya too haen। koy बात नहीं us के khatir ya vi sai soten too kabool karlungi muze yakeen haen mujh से akela too woh sambhala vi नहीं jana aur hasne lagti haen.
Durrani – New Episode
Durrani जब y.c के adde पर paunchata haen.too sab us ko dekhte hi rha jate haen.
Durr- क्या हुआ। Esa क्या dekh rahe hu.
Y.c- bhay app Durrani bhay hi hu na.
Durr- क्या अपना passport dikhau.
Y.c - sorry bhay। App pehla से vi jayda handsome aur body vi pehla से jayda mazboot lag rahi haen.
Durrani कुछ नहीं bolta bss chup hu jata haen.
Sabhi ko अब lagne laga thaa की ya khamoshi tufan के Ane से pehla wali haen। Bht der khamosh rehane के बाद Durrani bolta haen.
Durrani- y.c ptaa chala vo kha पर haen.
Y c- ji bhay ajj rat woh sab एक race mein shamil hone wale haen.
Durrani- aur woh race kha पर hone wali haen.
Y.c _ tokiyo mein.
Durrani - chalne की tyari karo.
vahi घर jane ki बाद ayushi। Durani ko call lagati haen। aur dusri taraf call attend hoty haen
Ayushi- tumhe akal haen.mein yaha पर itni tension mein ho.aur tumne एक call vi नहीं kari.कल से call krr rahi ho। nahee tumhe too sirf apni pari haen.
iss liye mein tumhe jane नहीं de rahi thi.
DUrrani- मेरी mummy muze sans too लेना dai। Tabhi too bataunga.
Ayushi - han fr mena कब mana kiya tumh hi ni bolte.
Durr- woh कल muze कुछ कम agya thaa abi free हुआ ho.aur jald hi india laut aunga.
Ayushi-(kush hokar)vah fr juldi घर ajao muze tumse bht batein karni haen.
Dur- ok abi mein rakhta ho। Baad mein बात karunga.
Ayushi Durrani से बात karke bht kush thi aur woh jesa hi nicha bahutt haen too dekhti haen की sameer aur Meera apas mein baten krr rahe hote haen.
Ayushi- hor lovebirds kesa hu.
Ayushi की बात sun krr dono jane jhemp jate haen.
Sameer - are tumhe galat lag raha haen esa कुछ नहीं ham too apni batein krr rahe thaa.
Ayushi- mena कब kha की app apni baatein नहीं krr rahe thaa.पर pyaar wali batein krr rahe thaa.
Meera- hamaari choor apni bata। Ajj yeh chandi devi itna kush kyu haen.
kahin crush na too han नहीं bol dia.
Ayushi- esi taqdeer कहा hamaari.
Meera aur Sameer ayushi की baaten sun krr हैरान
hu jate haen। kee ayushi kisi से payar krti haen.
Meera - क्या tu kisa payar krti haen.
Ayushi ko apni galti kaa ehsas hotha haen.aur woh sochti h की अब too fass gayi
Ayushi - kyu मेरा कोई crush नहीं hu sakta jesa srk, Zayn Malik कोई vi hu sakta haen.
Sameer ayushi की बात sun hasne lagta haen.पर meera ayushi ko dhyaan से dekhne lagti haen
Meera - chl vo sab chod ya bata itni खुश kyu haen.
Ayushi- woh Durrani से बात hoyi thi woh keh raha thaa की juldi hi india laut ayega.
Meera- oh accha fr too majaa ayega जब vo ayega ham लोग picnic mein chalege.
Ayushi- han क्या Idea haen yaar.
vahi tokiyo mein alag hi mahol hotha haen.jaha sara japan so raha thaa। vahi tokiyo की sadko पर एक alag hi mahol banya hotha haen.jaha पर japan के har prakaar के racer ate haen.पर yaha joo race hoty thi group wali race hoty thi matlab ya thaa की iss race mein aap ko gaadi mein apne sathi o के sath beth krr race karni paregi। Kam से कम एक sathi hu.
DUrrani yaha पर apne shikar के lia agya thaa.joo shikar कोई hor नहीं iss race ko jitna wala group hi haen। joo pichle 2 salo से अपना dab daba banaya हुआ thaa.
Us group ko snake group kha jata thaa.
Race shuru hone wali thi sabhi racer apni apni gaadi le ate haen aur एक ldki akar hawa mein fire krti haen race shuru hu jati haen.
Jesa ho race shuru hoty haen snak group wale har kisi से age hote haen। aur कोई un के paas vi नहीं hotha पर तभी एक gaadi bahutt haen joo race kaa hissa thaa hi नहीं
aur woh gaadi akar snak group walo से bhid jati haen। Jis से snak group walo kaa balance bigad jata haen। aur तभी gaadi से joo admi nikalta haen woh snake group walo की gaadi से dono admio ko nikal krr apni gaadi mein dalte haen aur waha पर chale jate haen। Jaha पर race की एक gaadi ko wapis ata dekh krr sabhi race ko rokne kaa elan karte haen jesa hi baki gaadi walo ko iss बात kaa ptaa chalta haen woh wapis ate haen। pr abi tak gaadi kaa gate नहीं open हुआ thaa। abi vi snake group के 3 bande us hi bhid के agge khade thaa.की तभी gaadi kaa gate open hotha haen। jb gate open hotha haen tokyo city के jis hissa mein race hoty haen। Waha पर achanak कुछ लोग akar poora area ko cover krr leta haen। Jisa dekh krr sabhi dar jate haen
Durrani - Next part mein bada twist
Tow snake gurup kaa Patta saaf hu gyaa aur clue Mila kee Kise ne India say in sabko kaam dia thaa Baherhal Durrani k India wapsi hu gai hain ab dekhte hain aage kiya hotha haan Badhiya zabardast shaandar update
Relavant source : click here