Wo Harami H (2024)

Harami Beta Ka Janam

Ek haveli me rehne wale Brijpal ki family me ek raaz hai, jiske sabse bade beta Abhimanyu aur dusre beta Anurag ke baad teesra beta Abhijeet hai. Lekin jab Anurag ki patni Shweta ka apharan ho jata hai, to sab kuch badal jata hai. Shweta ki wapas aane ke baad, uske pet me ek harami beta hota hai, Rajveer. Shweta ki cheekh aur raj ki cheekh ek saath goonjti hai, lekin kisi ka chehra khushi se bhara nahi hota. Ab yeh harami beta kiska hai aur iske aane se family me kya badlaav aayenge?

JustWatch Icon34% (342,084)
(28)
Rohan

Chapter

34 Chapter
Wo Harami H

Latest Comments

  • avatar
    Shaleenee
    raj ky chakr mai mummy ne betiyo ko woh pyaar ni dia joo naina komal khushbu kaa dhikar thaa. ab kyu suntee shweta kee teeno par raj alag thaa, teno k andr kee bat alag thee thank you very much dev bhay
  • avatar
    Manisha
    Tow yaha bi Sweta kaa hii dimag thaa bandiyon ko baher nikalne kaa aur raj waha laker Khai mai koodne kaa sai bohot badhiya zabardast shaandar update
  • avatar
    Tanishka
    shukria bhay badla too ab shru hoga badla nahii tandav.kadi mahnat krni padi shweta aur sabi ko warna ratna ky sath jesa huwa haivan too jrur bnta raj
  • avatar
    Sweta
    thank you very much bhay shweta bde dimag walee hain bhay plan waqt kr sath bante hn bhay agy kaa update posht kr dia haan bhay aap read kr lo
  • avatar
    Lavanya
    bohot badhiya zabardast shaandar update Saale sab kaid khane m band hain phir bi koyi tension nahee hain Sweta aur Renuka kaa soch sai hain ager Raj ko kisi aur say scha kaa ptaa chala tow wo sayad apni mummy say nafrat kerne lage halanki aesa hua nahee
  • avatar
    Saraniya
    thank you very much susp agy bohut hn bhay yaha suspense nahii kholta too story agy badhni nahii thee chakr or kai hn story my bhay agli update mai sab samjh jao gy aap bhay
  • avatar
    Lavina
    Bhot hi saaandaar parstuti.yeh suspence suspence hi rahata too aacha thaa(yeh bus personal opinion hain isse dill ❤️ say na le).baki sabdo kaa aacha upyog situation kaa aache say bakahan bakhubi kia gyaa .now waiting for aage kaa fasana kab sunate hu ap
  • avatar
    Nitin
    ye tow bada jhatka de dia bhay sahab AAPne story hi poori palat gai kaha ham kiya samajh rehe aur yaha kuch aur hi nikla bohot zabardast bohot hi ziada zabardast wala update Jisko sai samajh rehe the vahi saare gaddari aur harami nikle
  • avatar
    Nirmala
    umm so nice of you dear Yasasvi3 big locha haan story mai now posted update mai bohut sy balasts huwe hn padhny k bad vichar prastut karen
  • avatar
    Yamini
    locha hi locha shweta k kirdar k sath thank you very much bhay shweta kaha itni juldi sambhalny wali hain bandi banay bina chara nahii thaa

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *