Maantrik-The adventure of Three world's Magic,Romance,Thrill,Incest,Adultery - body-focused teasing – New Episode
vah बहुत hi shandar update दिया he bhay। halanki ap एक cheej bhool gaye की aapki story आज की he और aajkal अगर aako कुछ bi khareedna hu jiski keemat karodo mai hu too aapko adhar card और pan card की jarurat padi he। Dusra itna sara cash लेकर chl rahe hu woh bi ladkiyon के sath लेकर क्या yar कुछ too vastivikta dikhao। Hero के pass piwers he woh उसका istemal karke bi yeh sab pa sakta thaa। Ya phir yeh sab dev krta too jyada realistic lagta। yeh mat samjhna की mai aapko criticise krr raha ho। joo jyada अच्छा lagta kahani mai woh keh raha ho। bhay hero ko pahle apne ma baap की takleef dur karni चाहिए thi। jaesa की usane sapne mai देखा thaa unke pass khane ko bi नहीं thaa। too pahle unake halat shudharta। phir jake apbe liye कुछ leta। Dusari बात joo muze ajeeeb lagi woh yeh की hero ko apni gadi mai tatoo banwane की kta jarurat pad gai। Kyuki अगर कल woh apne iss tatoo ko kisi gunde पर istemal krta he ya phir iss tatoo ko अगर ane us rup के liye use krta he too woh asani से dusmano की nazar mai aa jayega। Tesari बात hero kaalej mai jaa raha he admission lene लेकिन usake documents कहा he। Usane कब apne घर से documents liye। Ua phir woh jadu से layega documents ko। too phir घर और gaadi kyu nahii li jadu से। Kyu itna pausa bura किया। Us paise ko apne घर walo पर kharch krta। shayad yaha मेरी baato से कोई itefak na rakhe लेकिन जब tm stoey likh rahe hu too woh todi real duniya से milti hoyi lagni चाहिए na.
Waiting 4 next update
Maantrik-The adventure of Three world's Magic,Romance,Thrill,Incest,Adultery - body-focused teasing – New Episode
TRIPLE MAHA MEGA UPDATE--14
PREVIOUS-
---------------------
Parul bi उसकी बात mai hami bharne lagi तो mene short mai uss rath की waqia bata di और itne collage bi aa गया
FORWARD-
--------------
mene kaalej के बाहर break lagaye,
pr muze yaad आया की parul aur urvashi के documents too haen hi naheen, फिर muze usi bande की yaad aayi jisse mene apne documents banvaye the, isi liye mene gaadi mai baithe baithe usko call laga di,
aur usse बात karke gaadi district court की tarf mod di, vo banda vahin baithta thaa, aur peshe से vakeel thaa,
pr अगर बात aa jaye farzi documents banvane की too usme ekdam master आदमी thaa,
gaadi chalte dekhkar,
Parul boli -
.
Parul - Ayush ji, ham too kaalej jaa rahe the na, yeh ap hame kahan le jaa rahe haen.
.
mein - Are parul ji, tm dono के documents too haen naheen, wahi banvane jaa rahe haen, district court.
.
Parul - ji, yeh बात too sai h.
.
Urvashi (mujhse)- yeh क्या chl raha h bhay, parul ji, ayush ji। Hmm?
.
Parul - too tumhen kyon बुरा lag raha h?
.
Urvashi - muze kyon बुरा lagega
(Shararat से)- waise ham district court jaa rahe haen, kaho too vahin tumhari shaadi karva dun, bhay के sath.
.
Parul के gaal lajja से laal pad gaye.
.
mein - Gudiyaaa? aesa naheen bolte.
.
Urvashi - Oh! too agni barabar lag rahi h, bhut yarana lagta h.
.
Uske dialog से hame hasi aa gai.
.
Parul - dekh, urvashi, humare beech mai aesa kuchh bi naheen h,
We are like dost.
.
Urvashi - achchha aesa h too, bhagkar, bhay के sath aage kyon baithi.
.
Parul - woh, woh mein woh.
.
Urvashi (haste hue)- bus bus rehne de mein sab samajh gai,
Kab से gutar - gun chl raha h tm dono mai?
.
mein - gudiya, stop it! now.
.
Urvashi - are bhay mein mazak krr rahi hoon, ap feel mat karo.
.
mein kuchh bol ptaa itne mai district court aa गया,
.
aur vo banda muze मेरा intzaar krta हुआ मिला.
(Ladke kaa nam - aasman)
.
aasman - bhay sab kuchh ready h, bus in dono के 2 - 2 photos chahiyen.
.
mein - theek h, apne phone से kheechkar le jaa, aur काम hote hi delete krr देना,
aur sun, 10 - 10 photos kaa print out bi le आना,
.
aasman - Ji bhay, aesa hi hoga.
.
woh apne phone mai urvashi & parul के photos kheech krr le गया, aur 10 minutes mai hi, documents ready karva laya, mene usse documents liye, aur usko 10, 000 की एक gaddi pakda di, vo khusii - khusii paise ginkar muze thanks bolkar chala गया.
.
aur finaly mene gaadi kaalej की tarf douda di.
collage की parking mai gaadi park karke mene एक peon से dean office के liye pucha और uss tarf badh गया jahan pe peon ne bataya thaa raste mai कुछ ladkiyaan और ladke bi the अब मेरे pe jada achhe kapde नहीं the क्योंकि mein एक साल से wild life jee raha thaa तो purane kapde fit bi नहीं आते the इस liye ladkiyan तो मेरे pe dhayan de नहीं rahi thi लेकिन ladke wo sab तो muze ghure ja rahe the ghure bi kyun na akhir मेरे sath parul jaisi hot and sexy ldki और Urvashi jaisi cute ldki joh thi khair हम teeno इस बात ko ignore karte huye dean के office tak phaunch gaye और mene gate pe knock किया andar से एक meethi awaz aayi come in और हम teeno ne dean के office mai enter किया dean एक ldki thi.
.
(short intro)
teena
.
.
age-25
figure-34-28-34
rang gora एक dam dudh की prakaar और dikhne mai cute h
.
इस time dean papers की tarf dekh के कुछ काम krr rahi thi unhone hamaari tarf देखा और Dean muze dekhte hi khadi hu gai.
.
sayad vo muze pehchanne की koshish krr rahi thi.
.
Dean (muze pehchante hue)- are sir, ap यहाँ.
.
mein उसकी tarf gour से dekhne laga.
aur pehchanne की koshish karne laga,
pr muze kuchh bi yaad naheen aa raha thaa.
.
mein (dean से)- mam, mein aapko pehchan naheen paya, क्या ham लोग kahi mil chuke haen??
.
Dean - ap please muze mam kehkar muze बड़ा mat banaiyye, आज ap hi की vajha से mein zinda hoon, aur एक achchhi life ji rahi hoon.
.
mein - Meri vajha से kese??
.
Dean - अगर us दिन ap naheen hote too muze bech दिया jata। Aapko sayad yaad naheen, जब aapne ham sabko us rath un gundon के changul से chhudaya thaa.
.
mein - Oh! Achchha, ha yaad आया। ismein mene क्या किया, mene too bus अपना farz nibhaya thaa.
.
Dean - yeh too aapka badappan h, varna आज कल के zamane mai kon kiski help krta h.
.
Ham baaten krr rahe the, aur urvashi & parul shock hokar hame dekhrahi thin.
.
Parul mann hi mann bahut खुश thi, aur halki smile के sath muze dekhe jaa rahi thi, ptaa naheen kyon.
.
fir mene dean ko apne aane की wajah batayi,
too vo aur खुश hu gai,
.
Dean - yeh too humare liye bade saubhagye की बात h, की ap humare kaalej mai padhenge.
.
mein - thanks a lot,
.
fir usne humare documents लेकर Clark ko bulvaya aur 15 min mai hi hamara admission hu गया.
.
Dean (mujhse hath milate hue)- Sir, aapko कोई bi help की avashyakta pade plzz muze zaroor bataiyyega.
.
mein - ji zaroor, aur plzz ap muze baar baar sir mat boliye, mein aapka student hi theek hoon.
.
Parul too tina के hath ko ghoor rahi thi, क्योंकि hath milane के बाद bi tina ne मेरा hath kas krr pakda हुआ thaa, chhod naheen rahi thi,
.
mein - theek h अब ham chalte haen.
.
Teena - theek h,
.
mein - मेरा hath too chhodiye.
.
Teena - oh! Sorry sorry,
Kehte hue मेरा hath chhod दिया.
.
aur ham vahan से बाहर aa gaye.
.
Parul - ayush ji muze yeh madem bilkul theek naheen lag rahi देखा na aapne की kese aapka hath pakda हुआ thaa, ap isse दूर hi rahiyega.
.
mein-arre hath chhodna bhool gai hongi chalo अब gaadi mai betho
.
wo dono bi beth gai फिर mene gaadi घर की tarf douda di घर jake mene urvashi और parul ko rukne ko कहा और van से 8 lakh cash nikala और wapas gaadi mai aa गया और gaadi bhaga di एक mall की tarf.
.
Urvashi-bhay अब हम kahan ja rahe h saare काम तो hu gaye
.
mein-नहीं gudiya abi kapdo की kharid daari bakki h jiske liye अब हम mall mai ja rahe h
.
और itne mai mall bi aa गया mene gaadi park की और Hamne shopping mall mai sath mai entry maari,
.
Parul too aati jati rehti thi shaher पर urvashi के liye yeh sab नया thaa,
Vo bahut खुश thi, mall ko dekhkar.
.
.
Urvashi - vah! Kya जगह h, bahut khubsurat h, thanks bhay muze यहाँ lane के liye.
.
mein - Are gudiya तुंहारे liye too kuchh bi, joo पसंद aaye khareed लेना, sharmana bilkul bi naheen,
aur parul ji ap bi.
.
Parul - Ayush ji, pahle ap apni shopping krr lo, फिर ham apni karenge.
.
mein - ha theek h, chalo phir, pahle gents section mai chalte haen.
.
aur mein unko sath लेकर gents section mai aa गया, muze kuchh bi khud khareedne की zarurat naheen padi,
Un dono ne hi मेरी shopping krr di,
aur finally unhone 15 jodi kapde kareed dale.
.
mein - bus karo अब, 15 jodi khareed liye haen mene, अब tm dono apni shopping karo tabh tak mein inhen रख krr aata hoon.
.
Urvashi (एक jeans aur एक shirt muze dete hue) - bhay, ap abi के abi yeh pehen krr aa jao,
.
mene usse vo kapde liye, aur changing kamara mai change karke aa गया.
.
.
mein sacch mai bahut smart lag raha thaa, parul too muze dekhkar mujh mai hi kho gai thi,
Urvashi usko hilakar hosh mai layi,
aur उसकी tarf dekhte hue apni एक eyebrow utha di.
.
Jisse parul sharma gai.
.
mene bill pay karte hue sare kapde liye aur jakar gaadi mai रख आया.
.
mein (un dono से)- अब tm dono apni shopping karo, itne mein एक coffee pi krr aata hoon।
.
Parul (masoom si shakal bnaa krr)- Hamne aapki shopping karvai thi, aur aapka no। आया too ap jaa rahe hu,
hamaari bi shopping karva dijiye na, vaise bi muze ज़्यादा experience naheen h, kapde khareedne kaa,
Kuchh kapde ap की पसंद के bi too lene haen.
.
Urvashi - Oye laila - majnu, mein bi hoon, यहाँ pe,
(iss बात pe parul ne urvashi के sharmate hue एक chapat lagai)
Urvashi (mujhse)-
aur bhay,
mein too first waqt aayi hoon यहाँ,
मेरे saare kapde aapki hi पसंद के honge।
muze क्या ptaa, यहाँ के fashion के baare mai.
.
mein (mann ko markar)- O.ke। chalo phir.
.
aur ham pohoche girl's section mai,
Jahan पर counter पर एक sells girl baithi hoyi thi,
.
Sale's girl (hame dekhkar)- Welcome sir & mam, how can i madad you?
.
mein (parul aur urvashi की tarf ishara karke)- Show mai new designer clothes for both of then.
.
Sale's girl - O.ke। sir, please wait.
.
Kehte hue vo andar kapde lene chali gai, aur kuchh der mai vapas aayi, उसके hath mai bahut sare kapde the, jisme से mene un dono के liye 5 - 5 jodi kapde पसंद krr liye, मेरी पसंद unko bi bahut achchhi lagi,
.
mein - अब tm dono baaki के kapde apni पसंद से le lo, aur ha, sharmana bilkul bi naheen, jitna marzi kharch krna.
.
Urvashi - mein kyon sharmane lagi,
मेरे bhay kaa paisa h, mein too 10 - 15 jodi aur lungi.
.
mein - theek h, jitna marzi lo,
mein नीचे cafe mai milunga।
Vahin aa jana mene 2 lacks की gaddi urvashi के hath पर rakhi aur vahan से बाहर की aur chl दिया.
.
aur फिर mene apne liye 5 -6 Rado की watch khareedin, aur Goggels bi khareede, फिर mein chl दिया cafe की tarf, raste mai muze phones की shop dikhi, too mene 3 apple i phone 6+ phones bi khareed liye, फिर muze yaad आया, की कम से कम parul aur urvashi के liye एक - एक gift too le hi लेना चाहिए.
.
too mene dono के liye sone की bresslate khareed lin jispe diamond bi lage hue the.
.
.
mene unko pack karva krr apni pocket mai daal लिया,
aur jaa krr cafe mai baith गया.
aur cofee order karke peene laga.
.
Kareeb, 1 ghante बाद parul muze bulane aayi, too mein उसके sath usi shop पर गया, jahan urvashi pahle hi khadi hoyi thi.
.
mein - are baap re, gudiya tumne itne sare kapde khareed too liye, पर inko uthayega kon,
.
Urvashi (muskurate hue)- bhay ap uthaoge, aur kon uthayega.
.
Mere chehre पर muskan aa gai,
aur mein sale girl से बोला-
mein (sale's girl से)- excuse mai, sundar lady
(yeh sunkar vo muskurate hue boli) -
Yes please.
.
mein - iss there a carry boy feature here?
.
Usne ha mai sar hila दिया, aur landline phone से 2 ladko ko bulva लिया,
.
mene unhen सामान dikhaya aur vo unhen utha krr मेरे pichhe - pichhe chalne lage.
.
Parul - Ayush ji, ap too bahut chalak hu.
.
mein - mein unme से naheen joo ladkiyon kaa bojh dhota firun,
Apni personality kuchh alag h.
.
Urvashi hasne lagi, aur ham lift से parking mai aa gaye.
mene sara saman diggi mai dalva दिया, aur un dono ko दो - दो hazaar rupees diye, vo thanks keh krr chale gaye, aur ham gadi mai baith gaye,
iss baar urvashi aage baithi thi, mein gaadi chalana shuru krr di
घर phaunchne के बाद,
mene unhe kapde set karne ko कहा,
और pizza online krr दिया,
online aesa नहीं h की घर mai सामान नहीं h,
लेकिन subah से idhar udhar karke thak gaye haen,
इस liye online order किया thodi der mai pizza bi aa गया,
Urvashi और parul pizza dekh के खुश hu gai,
akhir एक nayee चीज़ thi unke samne parul ne तो sayad pahle bi khaya hu लेकिन urvashi ne नहीं khaya thaa,
.
Urvashi (chatkare karte hue) - Wow bhay! Its so testy.
.
Parul - mene bi isse pahle sirf एक baar hi khaya thaa,
pr yeh too cheese vala h, yeh too mein bi pehli baar kha rahi hoon.
.
Urvashi - मेरे sath rahegi too ayese hi mouj karegi,
.
hamaari hasi chhut gai.
.
aur ayese hi baaten karte hue hamne pizza with cold drink enjoy किया.
.
Pizza khane के बाद mene hot shower लिया,
और parul ko bata के बाहर ghumne nikal गया paidal.
.
mene raste mai Kuchh gareeb logo ko jinke khane के bi lale the.
.
तो muze एक idea आया
joh mene इस liye mein guruji की kutiya की tarf badh गया.
.
ap लोग sochenge की kaisa bhay hun joh rath ko apni behen ko ayese chhod के ja raha hun,
तो aapko एक baar dubara bata deta hun की wo sherni h और dusri बात की घर pe security bi laga di gai thi mene P.A। से keh के chaliye अब हम chalte h kahani pe
.
guruji की kutiya की tarf nikal गया mein thodi dur jaake mene aapni speed badhai और juldi से guruji के pass phaunch गया और unke pairo ko chhu के ashirwaad लिया
.
Guruji-vats! Tumhare andar जब itni shaktiyan h too tm उसका upyog kyon naheen karte.
.
mein chonk गया guruji की बात sunke और mene बोला
.
mein-gurudev, मेरे andar too sirf thodi takat चेहरा badalne की taqat, aur metal ko sokhne की sakti h.
.
Guruji - naheen putra! Tumhare andar apaar shaktiyon kaa bhandaar h, isi liye too mein tumhen daily dhiyan mai bithata hoon, पर tm dhiyan mai jane के बाद bi baki powers के baare mai naheen sochte, आज सोचना। फिर देखना। तुंहारे andar gayab hone aur teleport hone jaisi shaktiyan bi aa jaengi,
mein too guruji की बात से atyant prasaan hu गया.
.
mein - gurudev, vo sab too theek h, mein aapke kahe mutabik bure logon kaa vinash krr raha hoon, aur iske liye muze team चाहिए, aur एक aesa base चाहिए jahan कोई na jaa sake, क्या ap iss baare mai मेरी कोई help krr sakte hu.
.
Guruji ne apni aakhen बंद krr lin,
Vaise bi vo aghori the, unhone "jai mahakaal" muze पर pirdharshit karen ayese kehkar apne hoth budbudaye,
aur unke chehre पर muskaan tair gai.
.
fir unhone apni aakhen kholin, aur mujhse bole,
.
Guruji - putra, यहाँ से bahut दूर kisi doosre shaher mai rocky thakur namak एक ldka h, joo mahakaal kaa param bhakt h, jiske pas mahakal की di huin apaar shaktiyan haen, aisi shaktiyan joh pure lok mai नहीं h, aur उसकी एक premika pari h, tm vahan jakar us balak से milo, vo bahut hi dayavaan h, vo tumhari saari samasyaen suljha dega.
.
mein - kintu, guruji mein unhen dhundunga kahan? aur pehchanunga kese?
.
Guruji muskuraye aur unhone muze aakhen moondne ko कहा, mene vaisa hi किया, फिर unhone मेरे sar पर hath pherte hue kuchh padha, unke aesa karte hi muze एक khubsurat si haveli dikhai di, jiske andar एक beautiful sa ldka dikha, joo umar mai मेरे hi jitna thaa, ya sayad mujhse 1 adh साल बड़ा hoga,
pr उसके chehre पर एक tej thaa,
fir vo tasveer lupt hu gai.
.
mein-guruji अब mein pehchan तो sakta hun unhe लेकिन mein वहाँ phaunchunga kaise
.
Guruji- vats thodi der dhayan lagao apni teleport wali taqat ko jagrit karo
।
mein-joo agya guruji
.
और wahin pe dhayan lagane laga और akriti ko pukarne laga jald hi muze akriti dikhne lagi
.
Akriti-tumne muze yaad किया
.
mein-क्या ap muze मेरी teleport karne wali taqat kaa upyog kaise karte h bata sakte hu
.
Akriti-kyun नहीं waise bi tm jis काम के liye इस taqat के baare mai puch rahe hu wo एक nek काम h tm bass uss जगह jahan jaana h ya uss vyakti jiske pass jana h उसके pass jane के baare mai socho और jai mahakal bolo एक baar
.
mein-theek h
.
और mein rocky के pass jane के baare mai sochte huye jai mahakal bolta hun और aankhe kholta hun तो mein uss haweli के बाहर thaa joh muze guruji ne dikhayi thi mein उसके andar jaane lagta hun की muze gate पर khade pehredaron ne rok लिया.
.
mein (pehredaron से)- ji kirpiya karke rocky thakur ko bulva den,
maira unse milna bahut zaroori h.
.
Pehredaar - unse ayese hi कोई naheen mil sakta.
.
mein - Dekhiye, unse boliyega की ayush aapse milne आया h, delhi से.
.
Pehredaar - theek h, tm itni दूर से aaye hu too mein tumhara sandesh un tak pohcha deta hoon, baki unki marzi,
.
Pehredaar ne एक bande ko apne pas bulaya, aur rocky tak मेरा sandesh pohchane के liye कहा.
.
woh andar chala गया, aur pehredaar मेरी takashi lene laga, की gun vagwrah too naheen h.
.
Tabhi muze us bande के sath rocky aata हुआ dikhai दिया, उसकी kuchh alag hi persnelity thi,
Ek dum smart banda लेकिन ap logo के bhay jitna नहीं
(dosto अगर ap ko rocky के baare mai नहीं ptaa तो ptaa karne के liye ye kahani padhe Antique love
.
Vo muze gour से dekhta हुआ मेरे kareeb aa गया, mene usse hath milaya aur gale lag krr मिला, vo muze apne sath haveli के andar bane एक drawing kamara mai le गया
.
Rocky - ha, too ayush, tumhen logon की help krta dekhkar bahut khusii hoyi,
too tumhen, एक secret base banvana h, jisme की gundon की dhulai kaa saara intzaam hu,
aur jisme sab kuchh automatic hu,
am i right.
.
Unki बात sunkar mein shock hu गया,
.
mein - sacch hi कहा thaa, guruji ne, ap sacch mai mahagyani haen, antaryami haen.
Aapse milkar मेरा rom - rom pulkit hu utha.
.
Rocky - mein too एक sadharan sa manushye hoon, yeh too bus mahakal की kirpa h.
.
mein - bhay yeh too aapka badappan h.
.
Rocky - achchha yeh batao, की tumko secret base kahan पर banvana h?
.
mein - bhay मेरे घर के नीचे hi banva दो.
Jiska एक secret raah मेरे kamara से aur dusra raah jungle mai jahan मेरे guruji rehte haen उसके aas - paas khule.
.
Rocky - Theek h, 2 ghante mai काम pura hu jaega,
उसका gate sirf tumhari awaaz से khulega,
ya jise tm chahoge sirf vo hi andar aa payega.
aur yadi कभी मेरी help की avashyakta hu too apne mann mai 7 baar jai mahakal kehkar मेरे baare mai सोचना,
hamara mann ekdusre से jud jayega, jisse ham kahi से bi baaten krr sakte haen.
.
Vo bahut खुश हुआ, aur itne mai coffee aa gai, hamne coffee pite hue aur bi bahut baten kin,
फिर rocky ne Anjalika ko pukara,
vo turant prakat hu gai,
jisko dekhkar mein shock hu गया.
.
Rocky (mujhse)- yeh tumhari bhabhi h, aur pariyon की rajkumari bi.
.
mein (Anju से)- Namaste bhabhi,
.
Anju bhabhi ne bi muze namaste किया, aur फिर rocky ne anju ko sab kuchh samaja दिया, की kese Kya krna h,
Usne apni magic stick ghumai aur boli,
.
Anjalika (rocky से) - jan, काम pura hu गया, aur kuchh hu too batao,
.
Rocky - abi के liye bus, aage kuchh hoga too bata dunga.
.
fir anjalika bhabhi rocky के gaal पर kiss karke gayab hu gai,
.
mein - bhay muze bi aagya dijiye,
.
Rocky -(smile) theek h jao, parantu agli baar urvashi ko sath लेकर आना,
usko bolna की उसका एक bhay aur bi h.
.
mein - ji bhay theek h.
.
aur mein rocky से vida leke wapas घर pe aa गया
NOTE-- bhay लोग urvashi एक innocent character h तो joh लोग sochte h की ayush और urvashi के beech mai pyaar ya कुछ और hoga behen-bhay wale के alawa unn से maffi chahunga की aesa कुछ नहीं hoga and bhay लोग sayad से 2 दिन update na aaye तो keep calm and keep supporting और अगर कोई suggestion hu तो muze pm kare
All updates are awesome bhay bhut hi mast likh rhe hu Kl hi apki kahani padhni start kia aur ab jaa kr poora update padha ho bhut achcha likh rhe hu Keep writing
Maantrik-The adventure of Three world's Magic,Romance,Thrill,Incest,Adultery - body-focused teasing – New Episode
UPDATE--15
PREVIOUS-
aur mein rocky से vida leke wapas घर pe aa गया
FORWARD-
ghrr aane के बाद,
mene socha की base ko check krr लेना चाहिए,
लेकिन mein, Anjilika bhabhi से raah puchna hi bhool गया thaa,
की kamara से kaise jaana h,
.
mene socha की rocky bhay से अब puch leta hun,
.
और एक aesa vyakti bi चाहिए muze,
joh मेरी team ko train kare ladne और bakki saare kaamo mai,
.
mene dhayan lagaya और 7 bar "jai mahakal" कहा और rocky के baare mai socha,
तो मेरे mann mai rocky की awaz aayi
.
Rocky- hi ayush
.
mein- hi rocky bhay
.
Rocky- कोई काम thaa क्या ayush
.
mein- ha 2 काम the
.
Rocky- batao
.
mein- एक तो muze base के liye joh मेरे kamara से raah h,
wo jaana thaa और base की saari detail bi चाहिए,
और dusra एक aesa vyakti joh hamaari team ko train kare har कम mai
.
Rocky- एक काम krta hun mein तुंहारे paas anju ko bhej deta hun,
vahi tumhe base के baare mai bata sakti h,
और jis prakaar के vyakti की tumhe talash h usse bi vahi तुंहारे pass bhej degi.
.
mein- tm bi sath aa jao na urvashi से mil लेना.
.
Rocky- sorry yr लेकिन muze abi यहाँ pe कम h yeh saale demons pareshan krr rahe haen, unhi kaa shikar kqrne jaa raha hoon,
issliye नहीं aa sakta agli baar pakka aa jaunga.
.
mein- कोई बात नहीं waise bi tumhara hi घर h जब mann kare aa jaana.
.
Rocky- ha jarur chalo अब mein anju ko bhejta hun तुंहारे paas.
.
thodi der mai anjilika bhabhi aa jaati h
.
mein- namaste bhabhi ji
.
Bhabhi(anjilika)- namaste devar ji
.
mein- bhabhi ji ap कुछ lengi chai ya coffee?
.
Bhabhi- hmm नहीं abi नहीं pahle कम krr lete h फिर coffee pee lenge.
.
mein- jaisi aapki marzi bhabhi ji
.
Bhabhi- chaliye फिर aapko dikha deti hun base,
और aapko joh trainer चाहिए team के liye wo bi कल aapko base mai milega.
.
mein- ok bhabhi ji chaliye.
.
फिर bhabhi batroom mai chali gai,
mein bi unke piche batroom mai गया unhone batroom mai bane shower mai aane के liye कहा,
.
.
muze mein bi bina sawal kiye andar ghus गया,
.
फिर bhabhi ne phuware ko ghumaya तो wo glass kaa kamara एक lift की prakaar नीचे jane lagi,
5 min बाद lift khuli और हम dono बाहर nikle,
.
samne एक gate thaa bhabhi ne muze gate ko khulne के bolne ko कहा,
mene bi bol दिया "khul ja sim-sim" और gate khul गया…
.
और samne kaa najara dekh के mein hil गया क्योंकि samne एक poori underground city thi
.
.
mein- bhabhi ye तो एक city h.
.
Bhabhi- ha wo क्या haina maine socha की ptaa नहीं,
aage team की tadat kitni badh jaye और unke rehne kaa intzam यहाँ hi krr दिया.
.
mein - bhabhi chai lengi ya coffee?
.
Tabhi मेरे hath mai coffee aa gai,
mene bhabhi की tarf देखा too एक coffee unke hath mai bi thi,
aur vo muskura rahi thin,
.
Anju bhabhi - Ab coffee peete hue tumhen base ghumati hoon.
.
Ham एक gaadi mai baith gaye,
aur bhabhi muze saara base dikhati rahin,
city के andar 100 घर h और har घर के garage mai एक sports gaadi,
joh fully armed h और bikes haen,
.
.
City के beecho bich एक badi si builiding h,
Joh base h jiske andar har prakaar के weapons haen,
और एक computer lab और sciene lab और bi chize thi
joh ap ko aage की kahani mai dekhne ko milegi iske बाद bhabhi wapas chali gai,
.
mene waqt देखा तो rath hone wali thi,
mein uthke urvashi के kamara की tarf chl दिया jahan pe wo aram से soyi huyi thi,
.
mene उसके mathe pe kiss karke usse uthaya,
और fresh hoke parul ko uthane ko बोला,
usne bi मेरे gaal pe kiss किया और fresh hone chali gai और mein bi khana banane chala गया,
.
क्या kare yr urvashi और parul ne कभी banaya hi नहीं khana,
तो unse तो नहीं banwa sakta na अब,
इस liye mene khud hi banaya joh thodi der mai ready hu गया,
.
mene बाहर aake देखा तो dono uthke t.v dekh rahi thi,
mene dono ko awaz lagayi.
.
mein- gudiya parul chalo aa jao khana khane.
.
wo dono aa gai और kurshi pe baithne hi wali thi की
.
mein- अब कुछ तो कम krr lo yr table pe rakhwa तो दो khana तभी तो khaogi
.
Urvashi- kyun bhay क्या ap नहीं रख sakte.
.
mein- matlab अब ye bi muze hi krna padega?
.
Urvashi- ji और kon karega
.
mein- parul ji, कम से कम ap तो मेरी help krr dijiye.
.
Parul haste huye khadi huyi और मेरी help karne lagi फिर ham khana khne baith gaye.
.
Urvashi- waise bhay, ye mangaya kahan से h??
.
mein- kahi से नहीं mene khud banaya h.
.
Urvashi- kyun majak krr rahe hu bhay.
.
mein- नहीं gudiya majak नहीं krr raha mene hi banaya h.
.
Urvashi (एक nivala khate hue)- Ummm! Super h bhay। vah! humare mahel kaa khana bi aapke hath के khane के aage pheeka h.
.
mein - thanks gudiya raani.
.
Urvashi की बात sunkar parul ne bi थोड़ा chakha.
.
Parul (chatkaare lete hue)- Ummmmm! vah, Ayush ji, aapki hone vaali patni के too maze hu gaye, itna achchha khana joo milega। khud pakaane की avashyakta hi naheen.
.
Urvashi - too tu hi ban jaa na bhay की patni.
.
Parul (besharmi से)- chl tu bi क्या yaad rakhegi gudiya, की tune request की aur mene mana krr दिया,
chl banva de muze tere bhay की wife.
.
mein too shock hu गया, aur mann hi mann खुश hone laga.
.
Urvashi - chl abi rehne de सोच krr bataungi.
.
maira चेहरा utar गया.
.
mein - kyon, abi bata na gudiya.
On the spot.
.
Meri ruhasi shakal dekhkar vi dono pet pakad krr hasne lagin, tabh muze samajh आया की yeh too मेरा popat bnaa rahi thin.
.
Urvashi की bachchi kehte hue mene उसके sar पर chapat lagai.
.
Meri halat पर vo dono aur ज़्यादा hasne lagin.
.
mein (parul ko chidhate hue)- waise gudiya, tina mam kaisi rahengi,
Unko bnaa dun tairi bhabhi.
.
Un dono की hasi ko too जैसे break lag गया, aur parul kaa चेहरा ruhasa hu गया.
.
Urvashi - bhay ap mazaak krr rahe hu na?
.
mein - bilkul naheen gudiya, mein too unko gf banane की सोच raha hoon,
.
Parul के muh से achanak nikla
.
Parul - kyon, mujhme क्या abhav h?
.
Uski बात sunkar mein pet pakadkar hasne laga.
Abki baar parul kaa popat hu गया thaa.
.
muze hasta dekhkar usko yaad आया की abi usne bhavnao mai behkar क्या keh दिया h.
.
Vo buri tarhan sharma gai, aur अपना चेहरा aone dono hathon से dhak लिया.
.
Ispar mein aur urvashi bi hasne lage।.
.
Urvashi - bhay ap too bade chalaak hu
.
issi prakaar baate karte huye humne dinner किया,
और urvashi and parul apne kamre mai chali gayin,
और mein ghumne के liye बाहर aa गया,
थोड़ा ghumne के बाद mein एक ice-cream shop pe rukh के 4-5 type की ice cream pack karne kaa bol के बाहर आया,
.
और idhar udhar dekhne laga,
तो मेरी drishti एक tarf jaam gai,
mene देखा की दो लोग एक आदमी ko तब से dekhe ja rahe the,
और dhayan से dekhne pe unki pent mai pistol bi dikh rahi thi,
mein bi unki tarf dekhne laga की तभी wo लोग aage badhe,
.
और uss आदमी के sar pe gun rakhi di,
वहाँ pe एक van aayi और wo लोग usme baith के jaane lage,
और itne mai ice cream wale ne muze ice cream la के di,
.
mene juldi से pay किया और apni bike से unn logo kaa pichha karne laga,
thodi der mai wo लोग sheher के बाहर bane एक farmhouse pe ruke,
और mene bi thodi duri pe apni bike park krr di
.
jaesa hi mein us farm - house mai enter हुआ too shock rha गया
.
too। Be। Continued
Maantrik-The adventure of Three world's Magic,Romance,Thrill,Incest,Adultery - body-focused teasing - Continue reading next part
Relavant source : click here